Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yahya Khan Yusuf Zai

b. 1981

Poems

  1. āsmāñ ātish-e-zulmāt meñ jal jā.e toḳhanda-e-sub.h kī tasvīr badal jā.e to
  2. apne miṭ jāne kā idrāk liye phirtā hūñḳhatm hotī huī amlāk liye phirtā hūñ
  3. us ke shoḳh laboñ kī lālī ḍas legīnāgin jaisī ānkhoñ vālī ḍas legī
  4. ik lamha jo furqat ke sivā aur bhī kuchh thāik ġham jo qayāmat ke sivā aur bhī kuchh thā
  5. aur phir chehra-e-ḳhāshāk badal jā.egāek din mausam-e-saffāk badal jā.egā
  6. pahle be yār-o-madadgār kiyā jātā haiphir hameñ hāshiya bardār kiyā jātā hai
  7. tirī yādoñ ke charāġhoñ meñ ye jaltī huī rātmirī ānkhoñ se chhalaktī rahī ḍhaltī huī rāt
  8. tumhārī yād meñ kuchh yūñ na.e mausam banātā hūñmaiñ sahrā-e-junūñ meñ ret se shabnam banātā hūñ
  9. terī sānsoñ kā zer-o-bam jānamtoṛ de sabr kā bharam jānam
  10. hairat māb hūñ ke ye kyā dekhtā hūñ maiñai sāhab-e-jamāl tirā ā.īna hūñ maiñ
  11. dard ke sāmne daulat nahīñ dekhī jātījang meñ sirf ġhanīmat nahīñ dekhī jātī
  12. dil se nikal na pā.egī mauj-e-havas ke basis tarah khīñchtī hai ye tār-e-nafas ke bas
  13. dil ko kitnā samjhāyā hai sab māyā haikaun kisī kā ho pāyā hai sab māyā hai
  14. rang-e-sohbat uṛā jabīnoñ sejab marāsim hue mashīnoñ se
  15. سانپ جب آستین سے نکلاوہم کوئی یقین سے نکلا
  16. sham-e-ummīd jalāte hue mar jā.eñgedasht-e-zulmāt basāte hue mar jā.eñge
  17. falak pe chānd sitāre kuchh aur kahte haiñmagar zamīñ ke nazāre kuchh aur kahte haiñ
  18. kitne āzār muqaddar se lage rahte haiñtere bīmār to bistar se lage rahte haiñ
  19. kisī bhī ḳhānumāñ barbād se nahīñ hogāhamārā ishq to farhād se nahīñ hogā
  20. koī sarmāya kab rahā mahfūzik faqīrī kā rāsta mahfūz
  21. manzil thī ik taraf to safar dūsrī tarafik samt pīr uṭhe the nazar dūsrī taraf
  22. ye mujh meñ jo be intihā tanhā.ī haiis dasht kī āb-o-havā tanhā.ī hai