Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tahir Faraz

Poems

  1. āp hamāre sāth nahīñchaliye koī bāt nahīñ
  2. ab ke baras honṭoñ se mere tishna labī bhī ḳhatm huītujh se milne kī ai dariyā majbūrī bhī ḳhatm huī
  3. tārīkiyoñ ne ḳhud ko milāyā hai dhūp meñsāya jo shām kā nazar āyā hai dhūp meñ
  4. jab bhī ṭūṭā mire ḳhvāboñ kā hasīñ tāj mahalmaiñ ne ghabrā ke kahī mīr ke lahje meñ ġhazal
  5. jab mire honṭoñ pe merī tishnagī rah jā.egīterī ānkhoñ meñ bhī thoṛī sī namī rah jā.egī
  6. jo shajar be libās rahte haiñun ke sā.e udās rahte haiñ
  7. ḳhud ko paṛhtā hūñ chhoṛ detā hūñik varaq roz moṛ detā hūñ
  8. dard ḳhāmosh rahā ṭūṭṭī āvāz rahīmerī har shām tirī yād kī ham rāz rahī
  9. zarā sī bāt pe kaṭṭe haiñ sar hamārī tarafbhalā isī meñ hai to ruḳh na kar hamārī taraf
  10. ajīb ham haiñ sabab ke baġhair chāhte haiñtumheñ tumhārī talab ke baġhair chāhte haiñ
  11. ġham us kā kuchh nahīñ hai ke maiñ kām ā gayāġham ye hai qātiloñ meñ tirā nām ā gayā
  12. kāsh aisā koī manzar hotāmere kāndhe pe tirā sar hotā
  13. koī hasīñ manzar ānkhoñ se jab ojhal ho jā.egāmujh ko pāgal kahne vālā ḳhud hī pāgal ho jā.egā
  14. kahīñ ḳhulūs kī ḳhushbū mile to ruk jā.ūñmire liye koī ānsū khule to ruk jā.ūñ
  15. kaise mānūñ ke zamāne kī ḳhabar rakhtī haigardish-e-vaqt to bas mujh pe nazar rakhtī hai
  16. goshe badal badal ke har ik rāt kāṭ dīkachche makāñ meñ ab ke bhī barsāt kāṭ dī
  17. mirī manzileñ kahīñ aur haiñ mirā rāsta koī aur haihaṭo rāh se mirī ḳhizr jī mirā rahnumā koī aur hai
  18. mire laboñ pe usī ādmī kī pyās na hojo chāhtā hai mire sāmne gilās na ho
  19. mere ānsū tirī ānkhoñ se agar mil jā.eñjitne murjhā.e hue phūl haiñ sab khul jā.eñ
  20. maiñ na kahtā thā ke shahroñ meñ na jā yār miresoñdhī miṭṭī hī meñ hotī hai vafā yār mire
  21. vaqt kartā hai ḳhudkushī mujh meñlamha lamha hai zindagī mujh meñ
  22. bahut ḳhūbsūrat ho tum bahut ḳhūbsūrat ho tumkabhī maiñ jo kah dūñ mohabbat hai tum se
  23. ādmī hūñ vasf-e-paiġhambar na māñgmujh se mere dost merā sar na māñg
  24. jin ko nīndoñ kī na ho chādar nasībun se ḳhvāboñ kā hasīñ bistar na māñg
  25. umr bhar ko mujhe be sadā kar gayāterā ik bār muñh pher kar bolnā
  26. mire hunar kā use bhī na thā kuchh andāzamalāl ye hai use dūsrī shikast huī