Poet
Qalaq Meerathi
قلق میرٹھی1835–1880
Poems
- آپ کے محرم اسرار تھے اغیار کہ ہمدل غم ناک کے تم رہتے تھے غم خوار کہ ہمāp ke mahram-e-asrār the aġhyār ke hamdil-e-ġham nāk ke tum rahte the ġham ḳhvār ke ham
- آئے کیا تیرا تصور دھیان میںکچھ سے کچھ ہے آن ہی کی آن میںā.e kyā terā tasavvur dhyān meñkuchh se kuchh hai ān hī kī ān meñ
- اٹھنے میں درد متصل ہوں میںگرد باد غبار دل ہوں میںuṭhne meñ dard muttasil hūñ maiñgard-e-bād-e-ġhubār-e-dil hūñ maiñ
- اڑاؤں نہ کیوں تار تار گریباںکہ پردہ دری ہے شعار گریباںuṛā.ūñ na kyūñ tār tār-e-garebāñke parda darī hai shi.ār garebāñ
- ان سے کہا کہ صدق محبت مگر دروغکہنے لگے یہ سچ ہے کہ ہر طرح پر دروغun se kahā ke sidq-e-mohabbat magar daroġhkahne lage ye sach hai ke har tarah par daroġh
- اے خار خار حسرت کیا کیا فگار ہیں ہمکیا حال ہوگا اس کا جس دل میں خار ہیں ہمai ḳhār ḳhār-e-hasrat kyā kyā figār haiñ hamkyā hāl hogā us kā jis dil meñ ḳhār haiñ ham
- اے ستم آزما جفا کب تککشتۂ زندگی وفا کب تکai sitam āzmā jafā kab takkushta-e-zindagī vafā kab tak
- بیگانہ ادائی ہے ستم جور و ستم میںہم چھپنے نہ پائے کہ چھپا آپ وہ ہم میںbegāna adā.ī hai sitam jaur-o-sitam meñham chhupne na pā.e ke chhupā āp vo ham meñ
- پی بھی اے مایۂ شباب شرابگرم جوشی سے ہے کباب شرابpī bhī ai māya-e-shabāb-e-sharābgarm joshī se hai kabāb sharāb
- تجھے کل ہی سے نہیں بے کلی نہ کچھ آج ہی سے رہا قلقتری عمر ساری یوں ہی کٹی تو ہمیشہ یوں ہی جیا قلقؔtujhe kal hī se nahīñ be kalī na kuchh āj hī se rahā qalaqtirī umr sārī yūñ hī kaṭī to hamesha yūñ hī jiyā qalaq
- تھک تھک گئے ہیں عاشق درماندۂ فغاں ہویا رب کہیں وہ غفلت فریاد بے کساں ہوthak thak ga.e haiñ āshiq darmānda-e-fuġhāñ hoyā rab kahīñ vo ġhaflat fariyād-e-be kisāñ ho
- تیرے در پر مقام رکھتے ہیںقصد دار السلام رکھتے ہیںtere dar par maqām rakhte haiñqasd dār alssalām rakhte haiñ
- تیرے وعدے کا اختتام نہیںکہ قیامت پہ بھی قیام نہیںtere va.ade kā iḳhtitām nahīñke qayāmat pe bhī qayām nahīñ
- جو دل بر کی محبت دل سے بدلےتو لوں امید لا حاصل سے بدلےjo dil bar kī mohabbat dil se badletū lūñ ummīd lā hāsil se badle
- چل دیے ہم اے غم عالم وداعشور ماتم تا کجا ماتم وداعchal diye ham ai ġham-e-ālam vidāshor-e-mātam tā kujā mātam vidā
- خط زمیں پر نہ اے فسوں گر کاٹدرد سر کاٹنا ہے تو سر کاٹḳhat zamīñ par na ai fusūñ gar kāṭdard-e-sar kāṭnā hai to sar kāṭ
- خود دیکھ خودی کو او خود آراپہچان خدا کو بھی خدا راḳhud dekh ḳhudī ko o ḳhud ārāpahchān ḳhudā ko bhī ḳhudā rā
- خوشی میں بھی نواسنج فغاں ہوںزمین و آسماں کا طرز داں ہوںḳhushī meñ bhī navāsanj-e-fuġhāñ hūñzamīn-o-āsmāñ kā tarz dāñ hūñ
- دل کے ہر جزو میں جدائی ہےکیا بلا وصل کی سمائی ہےdil ke har juzv meñ judā.ī haikyā balā vasl kī samā.ī hai
- دوری میں کیوں کہ ہو نہ تمنا حضور کیمنزل کو میری قرب سے نسبت ہے دور کیdūrī meñ kyūñ ke ho na tamannā huzūr kīmanzil ko merī qurb se nisbat hai dūr kī
- دوستی اس کی دشمنی ہی سہیدوست تو ہو وہ مدعی ہی سہیdostī us kī dushmanī hī sahīdost to ho vo mudda.ī hī sahī
- دیدۂ صرف انتظار ہے شمعمیری حالت کی یادگار ہے شمعdīda-e-sirf-e-intizār hai sham.amerī hālat kī yādgār hai sham.a
- راز دل دوست کو سنا بیٹھےمفت میں مدعی بنا بیٹھےrāz-e-dil dost ko sunā baiṭhemuft meñ mudda.ī banā baiṭhe
- رشتۂ رسم محبت مت توڑتوڑ کر دل کو قیامت مت توڑrishta-e-rasm-e-mohabbat mat toṛtoṛ kar dil ko qayāmat mat toṛ
- زندگی مرگ کی مہلت ہی سہیبہر واماندہ اقامت ہی سہیzindagī marg kī mohlat hī sahībahr-e-vāmānda iqāmat hī sahī
- غیر شایان رسم و راہ نہیںکب وہ عاشق ہے جو تباہ نہیںġhair shāyān rasm-o-rāh nahīñkab vo āshiq hai jo tabāh nahīñ
- کس قدر دل ربا نما ہے دلخانۂ غیر ہو گیا ہے دلkis qadar dil rubā numā hai dilḳhāna-e-ġhair ho gayā hai dil
- کوئی کیسا ہی ثابت ہو طبیعت آ ہی جاتی ہےخدا جانے یہ کیا آفت ہے آفت آ ہی جاتی ہےkoī kaisā hī sābit ho tabī.at ā hī jātī haiḳhudā jāne ye kyā āfat hai āfat ā hī jātī hai
- کہیے کیا اور فیصلے کی باتوصل ہے اک معاملے کی باتkahiye kyā aur faisle kī bātvasl hai ik mu.āmle kī bāt
- کیا آ کے جہاں میں کر گئے ہماک داغ جگر پہ دھر گئے ہمkyā ā ke jahāñ meñ kar ga.e hamik dāġh-e-jigar pe dhar ga.e ham
- کیا کہیں تجھ سے ہم وفا کیا ہےسوچ کچھ دل میں پوچھتا کیا ہےkyā kaheñ tujh se ham vafā kyā haisoch kuchh dil meñ pūchhtā kyā hai
- ماتم دید ہے دیدار کا خواہاں ہوناجس قدر دیکھنا اتنا ہی پشیماں ہوناmātam-e-dīd hai dīdār kā ḳhvāhāñ honājis qadar dekhnā itnā hī pashemāñ honā
- محبت وہ ہے جس میں کچھ کسی سے ہو نہیں سکتاجو ہو سکتا ہے وہ بھی آدمی سے ہو نہیں سکتاmohabbat vo hai jis meñ kuchh kisī se ho nahīñ saktājo ho saktā hai vo bhī ādmī se ho nahīñ saktā
- نقش بر آب نام ہے سیل فنا مقاماس خانماں خراب کا کیا نام کیا مقامnaqsh-e-bar āb nām hai sail-e-fanā maqāmis ḳhānumāñ ḳharāb kā kyā nām kyā maqām
- نہ پہنچے ہاتھ جس کا ضعف سے تا زیست دامن تکسراغ خوں اب اس کا مر کے جائے خاک گردن تکna pahuñche hāth jis kā zof se tā zīst dāman taksurāġh-e-ḳhūñ ab us kā mar ke jā.e ḳhāk gardan tak
- نہ رہا شکوۂ جفا نہ رہاہو کے دشمن بھی آشنا نہ رہاna rahā shikva-e-jafā na rahāho ke dushman bhī āshnā na rahā
- نہ ہو آرزو کچھ یہی آرزو ہےفقط میں ہی میں ہوں تو پھر تو ہی تو ہےna ho ārzū kuchh yahī ārzū haifaqat maiñ hī meñ hūñ to phir tū hī to hai
- وہی وعدہ ہے وہی آرزو وہی اپنی عمر تمام ہےوہی چشم ہے وہی راہ ہے وہی صبح ہے وہی شام ہےvahī va.ada hai vahī ārzū vahī apnī umr tamām haivahī chashm hai vahī rāh hai vahī sub.h hai vahī shām hai
- ہر عداوت کی ابتدا ہے عشقکہ محبت کی انتہا ہے عشقhar adāvat kī ibtidā hai ishqke mohabbat kī intihā hai ishq
- ہم تو یاں مرتے ہیں واں اس کو خبر کچھ بھی نہیںاے وہ سب کچھ ہی سہی عشق مگر کچھ بھی نہیںham to yāñ marte haiñ vāñ us ko ḳhabar kuchh bhī nahīñai vo sab kuchh hī sahī ishq magar kuchh bhī nahīñ
- ہو جدا اے چارہ گر ہے مجھ کو آزار فراقبے وصال اچھا ہوا بھی کوئی بیمار فراقho judā ai chāra gar hai mujh ko āzār-e-firāqbe visāl achchhā huā bhī koī bīmār-e-firāq
- ہے خموشیٔ انتظار بلااست ہے ایک چپ ہزار بلاhai ḳhamoshī-e-intizār balāast hai ek chup hazār balā