Poet
Qaem Chandpuri
قائم چاندپوری1722–1793
Poems
- آپ جو کچھ قرار کرتے ہیںکہئے ہم اعتبار کرتے ہیںāp jo kuchh qarār karte haiñkahiye ham etibār karte haiñ
- آتش تب نے کی ہے تاب شروعتو بھی کر دیدۂ پر آب شروعātish tab ne kī hai tāb shurūtū bhī kar dīda-e-pur āb shurū
- آج آپ مرے حال پہ کرتے ہیں تأسفاشفاق عنایات کرم مہر تلطفāj āp mire hāl pe karte haiñ tasafishfāq ināyāt karam mehr talattuf
- آج جی میں ہے کہ کھل کر مے پرستی کیجئےخوب سی مے پیجئے اور دیر مستی کیجئےāj jī meñ hai ke khul kar mai parastī kījiyeḳhūb sī mai pījiye aur der mastī kījiye
- آگے کچھ اس کے ذکر دل زار مت کروسب خیریت ہے اس سے کچھ اظہار مت کروāge kuchh us ke zikr-e-dil-e-zār mat karosab ḳhairiyat hai us se kuchh iz.hār mat karo
- آوے خزاں چمن کی طرف گر میں رو کروںغنچہ کرے گلوں کو صبا گر میں بو کروںāve ḳhizāñ chaman kī taraf gar maiñ ro karūñġhuncha kare guloñ ko sabā gar maiñ bū karūñ
- آؤ کچھ شغل کریں بیٹھے ہیں عریاں اتنےپھاڑیں سینہ ہی گو ہاتھ آئے گریباں اتنےā.o kuchh shaġhl kareñ baiṭhe haiñ uryāñ itnephāṛeñ sīna hī go hāth ā.e garebāñ itne
- اب تو نے گل نہ گلستاں ہے یاداسی مکھڑے کی ہر زماں ہے یادab tū ne gul na gulsitāñ hai yādisī mukhṛe kī har zamāñ hai yād
- اب کے جو یہاں سے جائیں گے ہمپھر تجھ کو نہ منہ دکھائیں گے ہمab ke jo yahāñ se jā.eñge hamphir tujh ko na muñh dikhā.eñge ham
- اٹھ جائے گر یہ بیچ سے پردہ حجاب کادریا ہی پھر تو نام ہے ہر اک حباب کاuṭh jā.e gar ye bīch se parda hijāb kādariyā hī phir to nām hai har ik habāb kā
- اس کو نہ رات کہہ تو نہ اس کو بتا غلطکیا جانے کیا سہی ہے واقع میں کیا غلطus ko na rāt kah to na us ko batā ġhalatkyā jāne kyā sahī hai vāqe meñ kyā ġhalat
- اک ڈھب پہ کبھو وہ بت خودکام نہ پایادیکھا میں جو کچھ صبح اسے شام نہ پایاik ḍhab pe kabhū vo but ḳhudkām na pāyādekhā maiñ jo kuchh sub.h use shām na pāyā
- ایک جاگہ پہ نہیں ہے مجھے آرام کہیںہے عجب حال مرا صبح کہیں شام کہیںek jāgah pe nahīñ hai mujhe ārām kahīñhai ajab hāl mirā sub.h kahīñ shām kahīñ
- بے شغل نہ زندگی بسر کرگر اشک نہیں تو آہ سر کرbe shaġhl na zindagī basar kargar ashk nahīñ to āh sar kar
- پاس اخلاص سخت ہے تکلیفتاکجا خاطر وضیع و شریفpās-e-iḳhlās saḳht hai taklīftākujā ḳhātir-e-vaze-o-sharīf
- پڑھ کے قاصد خط مرا اس بد زباں نے کیا کہاکیا کہا پھر کہہ بت نامہرباں نے کیا کہاpaṛh ke qāsid ḳhat mirā is bad zabāñ ne kyā kahākyā kahā phir kah but-e-nāmehrbāñ ne kyā kahā
- پھر کے جو وہ شوخ نظر کر گیاتیر سا کچھ دل سے گزر کر گیاphir ke jo vo shoḳh nazar kar gayātīr sā kuchh dil se guzar kar gayā
- پھوٹی بھلی وہ آنکھ جو آنسو سے تر نہیںکس کام ہے وہ سیپ کہ جس میں گہر نہیںphūṭī bhalī vo ānkh jo ānsū se tar nahīñkis kām hai vo sīp ke jis meñ guhar nahīñ
- تا چند سخن سازئ نیرنگ خراباتیاں قصد خرابی ہے نہ آہنگ خراباتtā chand suḳhan sāzī-e-nairang ḳharābātyāñ qasd ḳharābī hai na āhang ḳharābāt
- ترک وفا گرچہ صداقت نہیںپر یہ ستم سہنے کی طاقت نہیںtark-e-vafā garche sadāqat nahīñpar ye sitam sahne kī tāqat nahīñ
- تیری زباں سے خستہ کوئی زار ہے کوئیپیارے یہ نحو و صرف یہ گفتار ہے کوئیterī zabāñ se ḳhasta koī zār hai koīpyāre ye nahv-o-sirf ye guftār hai koī
- ٹک تو خاموش رکھو منہ میں زباں سنتے ہواپنی ہی کہتے ہو میری بھی میاں سنتے ہوṭuk to ḳhāmosh rakho muñh meñ zabāñ sunte hoapnī hī kahte ho merī bhī miyāñ sunte ho
- جاتے ہی ہو گر خواہ نخواہفبہا بہتر بسم اللہjāte hī ho gar ḳhvāh nuḳhvāhfab.hā behtar bism allāh
- جس کو ہستی و عدم جانتے ہیںہے وہ کچھ اور ہی ہم جاتے ہیںjis ko hastī-o-adam jānte haiñhai vo kuchh aur hī ham jāte haiñ
- جو کوئی در پہ ترے بیٹھے ہیںدونوں عالم سے پھرے بیٹھے ہیںjo koī dar pe tire baiṭhe haiñdonoñ ālam se phire baiṭhe haiñ
- جوں شمع دم صبح میں یاں سے سفری ہوںٹک منتظر جنبش باد سحری ہوںjūñ sham.a dam-e-sub.h meñ yāñ se safarī hūñṭuk muntazir-e-jumbish bād-e-saharī hūñ
- جوں عبرت کور جلوہ گر ہوںالبتہ کچھ ہوں میں پر کدھر ہوںjūñ ibrat kor jalva gar hūñalbuta kuchh hūñ maiñ par kidhar hūñ
- جہاں کو وہ لب مے گوں خراب رکھتے ہیںخدا خبر کہ یہ کیسی شراب رکھتے ہیںjahāñ ko vo lab-e-mai gūñ ḳharāb rakhte haiñḳhudā ḳhabar ke ye kaisī sharāb rakhte haiñ
- جیا بہ کام کب اس بخت ارجمند سے میںپھنسا قفس میں جو چھوٹا چمن کے بند سے میںjiyā ba kām kab is baḳht-e-arjmand se maiñphañsā qafas meñ jo chhoṭā chaman ke band se maiñ
- جی تلک آتش ہجراں میں سنبھالا نہ گیاگھر میں سب کچھ تھا پہ ہم سے تو نکالا نہ گیاjī talak ātish-e-hijrāñ meñ sambhālā na gayāghar meñ sab kuchh thā pe ham se to nikālā na gayā
- جی میں چہلیں تھیں جو کچھ سو تو گئیں یار کے ساتھسر پٹکنا ہی پڑا اب در و دیوار کے ساتھjī meñ chahleñ thīñ jo kuchh so to ga.īñ yār ke sāthsar paṭaknā hī paṛā ab dar-o-dīvār ke sāth
- چاہیں ہیں یہ ہم بھی کہ رہے پاک محبتپر جس میں یہ دوری ہو وہ کیا خاک محبتchāheñ haiñ ye ham bhī ke rahe pāk mohabbatpar jis meñ ye dūrī ho vo kyā ḳhāk mohabbat
- چھوڑ ماوائے ذقن زلف پریشاں میں پھنسامثل یوسف میں نکل چاہ سے زنداں میں پھنساchhoṛ māvā-e-zaqan zulf-e-pareshāñ meñ phañsāmisl-e-yūsuf meñ nikal chāh se zindāñ meñ phañsā
- خط کے آتے ہی وہ مکھڑے کی صفائی کیا ہوئیوہ منش کیدھر گئے وہ میرزائی کیا ہوئیḳhat ke āte hī vo mukhṛe kī safā.ī kyā huīvo manish kīdhar ga.e vo mirzā.ī kyā huī
- دل پا کے اس کی زلف میں آرام رہ گیادرویش جس جگہ کہ ہوئی شام رہ گیاdil pā ke us kī zulf meñ ārām rah gayādarvesh jis jagah ke huī shām rah gayā
- دل مرا دیکھ دیکھ جلتا ہےشمع کا کس پہ دل پگھلتا ہےdil mirā dekh dekh jaltā haisham.a kā kis pe dil pighaltā hai
- دل میں اپنے نہیں کوئی جز یارلیس فی الدار غیرہ دیارdil maiñ apne nahīñ koī juz yārles fī aldār ġhera dayār
- دن رات کس کی یاد تھی کیسا ملال تھاصدقے میں کچھ تو بول تو کیا تجھ پہ حال تھاdin rāt kis kī yād thī kaisā malāl thāsadqe meñ kuchh to bol to kyā tujh pe hāl thā
- دن ہی ملئے گا یا شب آئیے گابندہ خانہ میں پھر کب آئیے گاdin hī miliyegā yā shab ā.iyegābanda ḳhāna meñ phir kab ā.iyegā
- دیکھا کبھو نہ اس دل ناشاد کی طرفکرتا رہا تو اپنی ہی بیداد کی طرفdekhā kabhū na is dil-e-nāshād kī tarafkartā rahā to apnī hī bedād kī taraf
- دیکھا ہے آج راہ میں ہم اک حریر پوشپر یار کچھ نہ پوچھ کہ کیا چھب چہ بر چہ دوشdekhā hai āj rāh meñ ham ik harīr poshpar yār kuchh na pūchh ke kyā chhab cha bar cha dosh
- رہنے دے شب اپنے پاس مجھ کواوروں سا نہ کر قیاس مجھ کوrahne de shab apne pās mujh koauroñ sā na kar qayās mujh ko
- زاہد در مسجد پہ خرابات کی تو نےجی بھی یوں ہی چاہے تھا کرامات کی تو نےzāhid dar masjid pe ḳharābāt kī tū nejī bhī yūñ hī chāhe thā karāmāt kī tū ne
- شب جو دل بیقرار تھا کیا تھاکسی کا انتظار تھا کیا تھاshab jo dil beqarār thā kyā thākisī kā intizār thā kyā thā
- شب کس سے یہ ہم جدا رہے ہیںتا صبح نپٹ خفا رہے ہیںshab kis se ye ham judā rahe haiñtā sub.h nipaṭ ḳhafā rahe haiñ
- شکوہ نہ بخت سے ہے نے آسماں سے مجھ کوپہنچی جو کچھ اذیت اپنے گماں سے مجھ کوshikva na baḳht se hai ne āsmāñ se mujh kopahuñchī jo kuchh aziyyat apne gumāñ se mujh ko
- صحرا پہ گر جنوں مجھے لاوے عتاب میںکھینچوں ہر ایک خار کو پائے حساب میںsahrā pe gar junūñ mujhe lāve itāb meñkhīñchūñ har ek ḳhār ko pā.e hisāb meñ
- عبث ہیں ناصحا ہم سے ز خود رفتوں کی تدبیریںرکے ہے بحر کب گو موج سے ہوں لاکھ زنجیریںabas haiñ nās.hā ham se ze ḳhud raftoñ kī tadbīreñruke hai bahr kab go mauj se hūñ lākh zanjīreñ
- قاصد کو دے نہ اے دل اس گل بدن کی پاتیچل خود ہی لے چلیں ہم اپنے سجن کی پاتیqāsid ko de na ai dil us gul badan kī pātīchal ḳhud hī le chaleñ ham apne sajan kī pātī
- قتل پہ تیرے مجھے کد چاہئےخوب ہے یہ اپنے کا بد چاہئےqatl pe tere mujhe kad chāhiyeḳhūb hai ye apne kā bad chāhiye