Poet
Nasir Kazmi
ناصر کاظمی1925–1972
Poems
- آج تجھے کیوں چپ سی لگی ہےکچھ تو بتا کیا بات ہوئی ہےāj tujhe kyūñ chup sī lagī haikuchh to batā kyā bāt huī hai
- آج تو بے سبب اداس ہے جیعشق ہوتا تو کوئی بات بھی تھیāj to be sabab udās hai jīishq hotā to koī bāt bhī thī
- آرائش خیال بھی ہو دل کشا بھی ہووہ درد اب کہاں جسے جی چاہتا بھی ہوārā.ish-e-ḳhayāl bhī ho dil kushā bhī hovo dard ab kahāñ jise jī chāhtā bhī ho
- اپنی دھن میں رہتا ہوںمیں بھی تیرے جیسا ہوںapnī dhun meñ rahtā hūñmaiñ bhī tere jaisā hūñ
- اس دنیا میں اپنا کیا ہےکہنے کو سب کچھ اپنا ہےis duniyā meñ apnā kyā haikahne ko sab kuchh apnā hai
- اس سے پہلے کہ بچھڑ جائیں ہمدو قدم اور مرے ساتھ چلوis se pahle ke bichhaṛ jā.eñ hamdo qadam aur mire sāth chalo
- اولیں چاند نے کیا بات سجھائی مجھ کویاد آئی تری انگشت حنائی مجھ کوavvalīñ chānd ne kyā bāt sujhā.ī mujh koyād ā.ī tirī angishat-e-hinā.ī mujh ko
- او میرے مصروف خدااپنی دنیا دیکھ ذراo mere masrūf-e-ḳhudāapnī duniyā dekh zarā
- پھر ساون رت کی پون چلی تم یاد آئےپھر پتوں کی پازیب بجی تم یاد آئےphir sāvan rut kī paun chalī tum yād ā.ephir pattoñ kī pāzeb bajī tum yād ā.e
- ترے آنے کا دھوکا سا رہا ہےدیا سا رات بھر جلتا رہا ہےtire āne kā dhokā sā rahā haidiyā sā rāt bhar jaltā rahā hai
- ترے خیال سے لو دے اٹھی ہے تنہائیشب فراق ہے یا تیری جلوہ آرائیtire ḳhayāl se lo de uṭhī hai tanhā.īshab-e-firāq hai yā terī jalva ārā.ī
- ترے ملنے کو بیکل ہو گئے ہیںمگر یہ لوگ پاگل ہو گئے ہیںtire milne ko bekal ho ga.e haiñmagar ye log pāgal ho ga.e haiñ
- تم آ گئے ہو تو کیوں انتظار شام کریںکہو تو کیوں نہ ابھی سے کچھ اہتمام کریںtum ā ga.e ho to kyūñ intizār shām kareñkaho to kyūñ na abhī se kuchh ehtimām kareñ
- تنہائی کا دکھ گہرا تھامیں دریا دریا روتا تھاtanhā.ī kā dukh gahrā thāmaiñ dariyā dariyā rotā thā
- تو جب میرے گھر آیا تھامیں اک سپنا دیکھ رہا تھاtū jab mere ghar āyā thāmaiñ ik sapnā dekh rahā thā
- تھوڑی دیر کو جی بہلا تھاپھر تری یاد نے گھیر لیا تھاthoṛī der ko jī bahlā thāphir tirī yād ne gher liyā thā
- تیری زلفوں کے بکھرنے کا سبب ہے کوئیآنکھ کہتی ہے ترے دل میں طلب ہے کوئیterī zulfoñ ke bikharne kā sabab hai koīānkh kahtī hai tire dil meñ talab hai koī
- جب رات گئے تری یاد آئی سو طرح سے جی کو بہلایاکبھی اپنے ہی دل سے باتیں کیں کبھی تیری یاد کو سمجھایاjab rāt ga.e tirī yād ā.ī sau tarah se jī ko bahlāyākabhī apne hī dil se bāteñ kīñ kabhī terī yād ko samjhāyā
- درد کم ہونے لگا آؤ کہ کچھ رات کٹےغم کی میعاد بڑھا جاؤ کہ کچھ رات کٹےdard kam hone lagā ā.o ke kuchh rāt kaṭeġham kī mī.ād baṛhā jā.o ke kuchh rāt kaṭe
- دکھ کی لہر نے چھیڑا ہوگایاد نے کنکر پھینکا ہوگاdukh kī lahr ne chheṛā hogāyād ne kankar pheñkā hogā
- دل دھڑکنے کا سبب یاد آیاوہ تری یاد تھی اب یاد آیاdil dhaṛakne kā sabab yād āyāvo tirī yād thī ab yād āyā
- دل میں اک لہر سی اٹھی ہے ابھیکوئی تازہ ہوا چلی ہے ابھیdil meñ ik lahr sī uṭhī hai abhīkoī tāza havā chalī hai abhī
- دل میں اور تو کیا رکھا ہےتیرا درد چھپا رکھا ہےdil meñ aur to kyā rakhā haiterā dard chhupā rakhā hai
- دھوپ نکلی دن سہانے ہو گئےچاند کے سب رنگ پھیکے ہو گئےdhūp niklī din suhāne ho ga.echānd ke sab rang phīke ho ga.e
- دیار دل کی رات میں چراغ سا جلا گیاملا نہیں تو کیا ہوا وہ شکل تو دکھا گیاdayār-e-dil kī rāt meñ charāġh sā jalā gayāmilā nahīñ to kyā huā vo shakl to dikhā gayā
- دیکھ محبت کا دستورتو مجھ سے میں تجھ سے دورdekh mohabbat kā dastūrtū mujh se maiñ tujh se dūr
- سفر منزل شب یاد نہیںلوگ رخصت ہوئے کب یاد نہیںsafar manzil-e-shab yād nahīñlog ruḳhsat hue kab yād nahīñ
- شہر سنسان ہے کدھر جائیںخاک ہو کر کہیں بکھر جائیںshahr sunsān hai kidhar jā.eñḳhāk ho kar kahīñ bikhar jā.eñ
- عشق جب زمزمہ پیرا ہوگاحسن خود محو تماشا ہوگاishq jab zamzama pairā hogāhusn-e-ḳhud mahv-e-tamāshā hogā
- غم ہے یا خوشی ہے تومیری زندگی ہے توġham hai yā ḳhushī hai tūmerī zindagī hai tū
- کب تلک مدعا کہے کوئینہ سنو تم تو کیا کہے کوئیkab talak mudda.ā kahe koīna suno tum to kyā kahe koī
- کچھ یادگار شہر ستم گر ہی لے چلیںآئے ہیں اس گلی میں تو پتھر ہی لے چلیںkuchh yādgār-e-shahr-e-sitam gar hī le chaleñā.e haiñ us galī meñ to patthar hī le chaleñ
- کسی کلی نے بھی دیکھا نہ آنکھ بھر کے مجھےگزر گئی جرس گل اداس کر کے مجھےkisī kalī ne bhī dekhā na ānkh bhar ke mujheguzar ga.ī jaras-e-gul udās kar ke mujhe
- کل جنہیں زندگی تھی راس بہتآج دیکھا انہیں اداس بہتkal jinheñ zindagī thī rās bahutāj dekhā unheñ udās bahut
- کون اس راہ سے گزرتا ہےدل یوں ہی انتظار کرتا ہےkaun is rāh se guzartā haidil yūñ hī intizār kartā hai
- کیا زمانہ تھا کہ ہم روز ملا کرتے تھےرات بھر چاند کے ہم راہ پھرا کرتے تھےkyā zamāna thā ke ham roz milā karte therāt bhar chānd ke ham rāh phirā karte the
- گرفتہ دل ہیں بہت آج تیرے دیوانےخدا کرے کوئی تیرے سوا نہ پہچانےgirafta dil haiñ bahut āj tere dīvāneḳhudā kare koī tere sivā na pahchāne
- گلی گلی آباد تھی جن سے کہاں گئے وہ لوگدلی اب کے ایسی اجڑی گھر گھر پھیلا سوگgalī galī ābād thī jin se kahāñ ga.e vo logdilī ab ke aisī ujṛī ghar ghar phailā sog
- گلی گلی مری یاد بچھی ہے پیارے رستہ دیکھ کے چلمجھ سے اتنی وحشت ہے تو میری حدوں سے دور نکلgalī galī mirī yād bichhī hai pyāre rasta dekh ke chalmujh se itnī vahshat hai to merī hadoñ se dūr nikal
- گئے دنوں کا سراغ لے کر کدھر سے آیا کدھر گیا وہعجیب مانوس اجنبی تھا مجھے تو حیران کر گیا وہga.e dinoñ kā surāġh le kar kidhar se āyā kidhar gayā voajīb mānūs ajnabī thā mujhe to hairān kar gayā vo
- مسلسل بیکلی دل کو رہی ہےمگر جینے کی صورت تو رہی ہےmusalsal bekalī dil ko rahī haimagar jīne kī sūrat to rahī hai
- میں نے جب لکھنا سیکھا تھاپہلے تیرا نام لکھا تھاmaiñ ne jab likhnā sīkhā thāpahle terā nām likhā thā
- میں ہوں رات کا ایک بجا ہےخالی رستہ بول رہا ہےmaiñ hūñ rāt kā ek bajā haiḳhālī rasta bol rahā hai
- ناصرؔ کیا کہتا پھرتا ہے کچھ نہ سنو تو بہتر ہےکل جو تھا وہ آج نہیں جو آج ہے کل مٹ جائے گاnāsir kyā kahtā phirtā hai kuchh na suno to behtar haikal jo thā vo āj nahīñ jo āj hai kal miṭ jā.egā
- نیت شوق بھر نہ جائے کہیںتو بھی دل سے اتر نہ جائے کہیںniyyat-e-shauq bhar na jā.e kahīñtū bhī dil se utar na jā.e kahīñ
- نئے کپڑے بدل کر جاؤں کہاں اور بال بناؤں کس کے لیےوہ شخص تو شہر ہی چھوڑ گیا میں باہر جاؤں کس کے لیےna.e kapṛe badal kar jā.ūñ kahāñ aur bāl banā.ūñ kis ke liyevo shaḳhs to shahr hī chhoṛ gayā maiñ bāhar jā.ūñ kis ke liye
- وہ دل نواز ہے لیکن نظر شناس نہیںمرا علاج مرے چارہ گر کے پاس نہیںvo dil navāz hai lekin nazar shanās nahīñmirā ilāj mire chāra gir ke pās nahīñ
- وہ ساحلوں پہ گانے والے کیا ہوئےوہ کشتیاں چلانے والے کیا ہوئےvo sāhiloñ pe gāne vāle kiyā huevo kashtiyāñ chillāne vāle kiyā hue
- ہوتی ہے تیرے نام سے وحشت کبھی کبھیبرہم ہوئی ہے یوں بھی طبیعت کبھی کبھیhotī hai tere nām se vahshat kabhī kabhībar.ham huī hai yūñ bhī tabī.at kabhī kabhī
- یاد آتا ہے روز و شب کوئیہم سے روٹھا ہے بے سبب کوئیyād ātā hai roz-o-shab koīham se rūṭhā hai be sabab koī