Poet
Nasir Kazmi
ناصر کاظمی1925–1972
Poems
- اس نے منزل پہ لا کے چھوڑ دیاعمر بھر جس کا راستا دیکھاus ne manzil pe lā ke chhoṛ diyāumr bhar jis kā rāstā dekhā
- بلاؤں گا نہ ملوں گا نہ خط لکھوں گا تجھےتری خوشی کے لیے خود کو یہ سزا دوں گاbulā.ūñgā na milūñgā na ḳhat likhūñgā tujhetirī ḳhushī ke liye ḳhud ko ye sazā dūñgā
- تیری مجبوریاں درست مگرتو نے وعدہ کیا تھا یاد تو کرterī majbūriyāñ durust magartū ne va.ada kiyā thā yād to kar
- ذرا سی بات سہی تیرا یاد آ جاناذرا سی بات بہت دیر تک رلاتی تھیzarā sī bāt sahī terā yād ā jānāzarā sī bāt bahut der tak rulātī thī
- میں تو بیتے دنوں کی کھوج میں ہوںتو کہاں تک چلے گا میرے ساتھmaiñ to bīte dinoñ kī khoj meñ hūñtū kahāñ tak chalegā mere sāth
- نئی دنیا کے ہنگاموں میں ناصرؔدبی جاتی ہیں آوازیں پرانیna.ī duniyā ke hangāmoñ meñ nāsirdabī jātī haiñ āvāzeñ purānī
- یوں تو ہر شخص اکیلا ہے بھری دنیا میںپھر بھی ہر دل کے مقدر میں نہیں تنہائیyūñ to har shaḳhs akelā hai bharī duniyā meñphir bhī har dil ke muqaddar meñ nahīñ tanhā.ī