Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Munir Niazi

منیر نیازی

1928–2006Born in HoshiarpurDied in Lahore

Munir Niazi wrote poetry in Urdu and Punjabi. After Partition his family settled in Sahiwal, where he started the weekly Saat Rang; he later moved to Lahore, founded the publishing house Al-Misal and wrote film songs. His poems use images of forests, dreams and fear, and his books include Tez Hawa Aur Tanha Phool and Jungle Mein Dhanak. He received the Pride of Performance and the Sitara-e-Imtiaz.

Writes about

  • Nostalgia
  • Dreams
  • Fear
  • Romance
  • Myth

Poems

  1. ik kalī gulāb kīkūcha-e-chaman meñ hai
  2. in dinoñ ye hālat hai merī ḳhvāb-e-hastī meñphir rahā hūñ maiñ jaise ik ḳharāb bastī meñ
  3. ai shahr-e-be misāl tire bām-o-dar kī ḳhairai husn lā zavāl tire bām-o-dar kī ḳhair
  4. pare se dekho to sirf ḳhushbū qarīb jā.o to ik nagar haitilismī rangoñ se bhīgte ghar nisā.ī sānsoñ se band galiyāñ
  5. pahlī bāt hī āḳhirī thīis se āge baṛhī nahīñ
  6. phailtī hai shām dekho ḍūbtā hai din ajabāsmāñ par rang dekho ho gayā kaisā ġhazab
  7. thoṛī der ko sāth rahe kisī dhundle shahr ke naqshe parhāth meñ hāth diye ghūme kahīñ dūr darāz ke raste par
  8. teġh lahū meñ ḍūbī thī aur peṛ ḳhushī se jhūmā thābād-e-bahārī chalī jhūm ke jab us ne mujh ko dekhā thā
  9. jab ban siyāh rāt ke tāroñ se bhar ga.ekunj-e-chaman meñ chamke shagūfe na.e na.e
  10. jab merā jī chāhe meñ jādū ke khel dikhā saktā hūñāndhī ban kar chal saktā hūñ bādal ban kar chhā saktā hūñ
  11. chāroñ samt andherā ghap hai aur ghaṭā ghanghorvo kahtī hai kaun
  12. chhe rangoñ ke phūl khule haiñmere ghar ke āge
  13. chhoṭā sā ik gā.oñ thā jis meñdiye the kam aur bahut andherā
  14. husn to bas do tarah kā ḳhūb lagtā hai mujheāg meñ jaltā huā
  15. dūr hī dūr rahī bas mujh sepās vo mere ā na sakī thī
  16. rāt be had chup hai aur us kā andherā sharmgīñshām paṛte hī damakte the jo rangoñ ke nagīñ
  17. rāt hai kitnī gahrī kālīdukh kī bāt sujhāne vālī
  18. sitāre jo damakte haiñkisī kī chashm-e-hairāñ meñ
  19. saṛkoñ pe be shumār gul ḳhūñ paṛe huepeṛoñ kī ḍāliyoñ se tamāshe jhaṛe hue
  20. shām kā bādal na.e na.e andāz dikhāyā kartā haikabhī vo nanhā bachcha ban kar mere sāmne ātā hai
  21. shahr ke makānoñ kesard sā.ibānoñ ke
  22. kuchh bāteñ an kahī rahne dokuchh bāteñ an sunī rahne do
  23. kisī kī sharbatī nazarkoī mahaktā pairahan
  24. kal vo milī jo bachpan meñ mere bhā.ī se khelā kartī thījāne tab kyā bāt thī is meñ mujh se bahut hī ḍartī thī
  25. kamre meñ ḳhāmoshī hai aur bāhar rāt bahut kālī haiūnche ūnche peṛoñ par siyāhī ne chhā.onī ḍālī hai
  26. kah bhī de ab vo sab bāteñjo dil meñ poshīda haiñ
  27. khulī saṛak vīrān paṛī thībahut ajab thī shām
  28. ghar thā yā koī aur jagah jahāñ maiñ ne rāt guzārī thīyād nahīñ ye huā bhī thā yā vahm hī kī ayyārī thī
  29. lākhoñ shakloñ ke mele meñ tanhā rahnā merā kāmbhes badal kar dekhte rahnā tez havā.oñ kā kohrām
  30. muñh dho kar jab us ne muṛ kar merī jānib dekhāmujh ko ye mahsūs huā jaise koī bijlī chamkī hai
  31. mausam-e-sarmā kī bārish kā ye pahlā roz haidhund hai atrāf meñ sūraj ke ḳhvāb-e-garm par
  32. mere jism meñ zahr hai terāmerā dil hai terā ghar
  33. maiñ us kī ānkhoñ ko dekhtā rahtā hūñmagar merī samajh meñ kuchh nahīñ ātā
  34. maiñ bhī dil ke bahlāne ko kyā kyā savāng rachitā hūñsāyoñ ke jhurmuṭ meñ baiṭhā sukh kī sej sajātā hūñ
  35. maiñ hūñ ek ajīb saperānāg pālnā kām hai merā
  36. na to haqīqat hai aur na maiñaur na terī merī vafā ke qisse
  37. vo ḳhūbsūrat laṛkiyāñdasht-e-vafā kī harniyāñ
  38. hamesha der kar detā hūñ maiñ har kām karne meñzarūrī bāt kahnī ho koī va.ada nibhānā ho
  39. ye sadāye sadā-e-bāzgasht
  40. diye abhī nahīñ jaledaraḳht baṛhtī tīrgī meñ chhup chale
  41. zarā is ḳhud apne hījazboñ se majbūr laṛkī ko dekho
  42. roz-e-azal se vo bhī mujh tak āne kī koshish meñ hairoz-e-azal se maiñ bhī us se milne kī koshish meñ hūñ
  43. kisī sā.e kā naqsh gahrā nahīñ haihar ik sāya ik ānkh hai
  44. vahāñ jis jagah par sadā so ga.ī haihar ik samt ūnche daraḳhtoñ ke jhunḍ
  45. vo merī ānkhoñ par jhuk kar kahtī hai ''maiñ hūñ''us kā sāns mire honṭoñ ko chhū kar kahtā hai ''maiñ hūñ''
  46. achchhī misāl bantīñ zāhir agar vo hotīñin nekiyoñ ko ham to dariyā meñ ḍāl ā.e
  47. bain kartī aurateñraunaqeñ haiñ maut kī
  48. tum mere liye itne pareshān se kyūñ homaiñ ḍūb bhī jātā to kahīñ aur ubhartā
  49. shahr kā tabdīl honā shād rahnā aur udāsraunaqeñ jitnī yahāñ haiñ auratoñ ke dam se haiñ
  50. koī to hai munīr jise fikr hai mirīye jān kar ajīb sī hairat huī mujhe