Poet
Iftikhar Raghib
b. 1973
Poems
- آگ کے ساتھ ہی پانی بھی بہم رکھنا تھادل میں تھا عشق تو آنکھوں کو بھی نم رکھنا تھاāg ke sāth hī pānī bhī baham rakhnā thādil meñ thā ishq to ānkhoñ ko bhī nam rakhnā thā
- اچھے دنوں کی آس لگا کر میں نے خود کو روکا ہےکیسے کیسے خواب دکھا کر میں نے خود کو روکا ہےachchhe dinoñ kī ās lagā kar maiñ ne ḳhud ko rokā haikaise kaise ḳhvāb dikhā kar maiñ ne ḳhud ko rokā hai
- اس نے کہا تھا ایک شب تم نے مجھے بدل دیاکیسے کہوں میں اس سے اب تم نے مجھے بدل دیاus ne kahā thā ek shab tum ne mujhe badal diyākaise kahoñ maiñ us se ab tum ne mujhe badal diyā
- انداز ستم ان کا نہایت ہی الگ ہےگزری ہے جو دل پر وہ قیامت ہی الگ ہےandāz-e-sitam un kā nihāyat hī alag haiguzrī hai jo dil par vo qayāmat hī alag hai
- انکار ہی کر دیجیے اقرار نہیں توالجھن ہی میں مر جائے گا بیمار نہیں توinkār hī kar dījiye iqrār nahīñ touljhan hī meñ mar jā.egā bīmār nahīñ to
- ایک رشتہ درد کا ہے میرے اس کے درمیاںپھر بھی کتنا فاصلہ ہے میرے اس کے درمیاںek rishta dard kā hai mere us ke darmiyāñphir bhī kitnā fāsla hai mere us ke darmiyāñ
- اے ابن اضطراب دل ناصبور صبرتکلیف میں ہے باعث کیف و سرور صبرai ibn-e-iztirāb-e-dil-e-nāsabūr sabrtaklīf meñ hai bā.is-e-kaif-o-surūr-e-sabr
- باعث اضطراب خاموشیاک مسلسل عذاب خاموشیbā.is-e-iztirāb-e-ḳhāmoshīik musalsal azāb-e-ḳhāmoshī
- پھر اٹھایا جاؤں گا مٹی میں مل جانے کے بعدگرچہ ہوں سہما ہوا بنیاد ہل جانے کے بعدphir uṭhāyā jā.ūñgā miṭṭī meñ mil jāne ke ba.adgarche hūñ sahmā huā buniyād hal jāne ke ba.ad
- پیکر مہر و وفا روح غزل یعنی تومل گیا عشق کو اک حسن محل یعنی توpaikar-e-mehr-o-vafā rūh ġhazal ya.anī tūmil gayā ishq ko ik husn mahal ya.anī tū
- ترک تعلقات نہیں چاہتا تھا میںغم سے ترے نجات نہیں چاہتا تھا میںtark-e-ta.alluqāt nahīñ chāhtā thā maiñġham se tire najāt nahīñ chāhtā thā maiñ
- تقدیر وفا کا پھوٹ جانامیں بھولا نہ دل کا ٹوٹ جاناtaqdīr vafā kā phūṭ jānāmaiñ bhūlā na dil kā ṭūṭ jānā
- تنگ ہم پر بھی ہماری دنیادشمن عشق ہے ساری دنیاtang ham par bhī hamārī duniyādushman-e-ishq hai sārī duniyā
- جو دوسروں کی خطائیں معاف کرتے ہیںدراصل دل سے کدورت وہ صاف کرتے ہیںjo dūsroñ kī ḳhatā.eñ muāf karte haiñdarasl dil se kudūrat vo sāf karte haiñ
- جی چاہتا ہے جینا جذبات کے مطابقحالات کر رہے ہیں حالات کے مطابقjī chāhtā hai jīnā jazbāt ke mutābiqhālāt kar rahe haiñ hālāt ke mutābiq
- چاہتوں کا سلسلہ ہے مستقلسبز موسم کرب کا ہے مستقلchāhatoñ kā silsila hai mustaqilsabz mausam karb kā hai mustaqil
- چشم تر کو زبان کر بیٹھےحال دل کا بیان کر بیٹھےchashm-e-tar ko zabān kar baiṭhehāl-e-dil kā bayān kar baiṭhe
- چشم دل جس کی راہ تکتی ہےاب وہ بجلی کہاں چمکتی ہےchashm-e-dil jis kī rāh taktī haiab vo bijlī kahāñ chamaktī hai
- چھوڑا نہ مجھے دل نے مری جان کہیں کادل ہے کہ نہیں مانتا نادان کہیں کاchhoṛā na mujhe dil ne mirī jān kahīñ kādil hai ke nahīñ māntā nādān kahīñ kā
- حیف باعث ترے عتاب کا میںکیا کروں اپنے اضطراب کا میںhaif bā.is tire itāb kā maiñkyā karūñ apne iztirāb kā maiñ
- خرد گزیدہ جنوں کا شکار یعنی میںملا تھا غم کو بھی اک غم گسار یعنی میںḳhirad gazīda junūñ kā shikār ya.anī maiñmilā thā ġham ko bhī ik ġham gusār ya.anī maiñ
- دل سے جب آہ نکل جائے گیجاں بھی ہمراہ نکل جائے گیdil se jab āh nikal jā.egījāñ bhī hamrāh nikal jā.egī
- دن میں آنے لگے ہیں خواب مجھےاس نے بھیجا ہے اک گلاب مجھےdin meñ āne lage haiñ ḳhvāb mujheus ne bhejā hai ik gulāb mujhe
- ذہن و دل میں ہے جنگ یا کچھ اورہو رہا ہوں ملنگ یا کچھ اورzehn-o-dil meñ hai jang yā kuchh aurho rahā hūñ malang yā kuchh aur
- سدا آنسو بہانے سے کسی کو کچھ نہیں ملتاکہ رونے گڑگڑانے سے کسی کو کچھ نہیں ملتاsadā ānsū bahāne se kisī ko kuchh nahīñ miltāke rone guṛgaṛāne se kisī ko kuchh nahīñ miltā
- کہا میں نے مری آنکھوں میں پانی ہےجواب آیا محبت کی نشانی ہےkahā maiñ ne mirī ānkhoñ meñ pānī haijavāb āyā mohabbat kī nishānī hai
- کیا عشق ہے جب ہو جائے گا تب بات سمجھ میں آئے گیجب ذہن کو دل سمجھائے گا تب بات سمجھ میں آئے گیkyā ishq hai jab ho jā.egā tab bāt samajh meñ ā.egījab zehn ko dil samjhā.egā tab bāt samajh meñ ā.egī
- کیا ہے قسمت میں قلب مائل کیحد نہیں رنج کے وسائل کیkyā hai qismat meñ qalb mā.il kīhad nahīñ ranj ke vasā.il kī
- کیوں ہے لہجہ بجھا بجھا تیراکیا ہوا اب وہ ولولہ تیراkyūñ hai lahja bujhā bujhā terākyā huā ab vo valvala terā
- مصیبت میں زمیں بھی کم نہیں ہےسو بے چینی کہیں بھی کم نہیں ہےmusībat meñ zamīñ bhī kam nahīñ haiso be chīnī kahīñ bhī kam nahīñ hai
- مضطرب آپ کے بنا ہے جییہ محبت بھی کیا بلا ہے جیmuztarib āp ke binā hai jīye mohabbat bhī kyā balā hai jī
- وہ کہتے ہیں کہ آنکھوں میں مری تصویر کس کی ہےمیں کہتا ہوں کہ روشن اس قدر تقدیر کس کی ہےvo kahte haiñ ke ānkhoñ meñ mirī tasvīr kis kī haimaiñ kahtā hūñ ke raushan is qadar taqdīr kis kī hai
- ہو چراغ علم روشن ٹھیک سےلوگ واقف ہوں نئی تکنیک سےho charāġh-e-ilm raushan ṭhīk selog vāqif hūñ na.ī taknīk se
- یاد دلاؤ مت ان کو وہ رات اور دنچین انہیں اب آ جاتا ہے میرے بنyād dilā.o mat un ko vo rāt aur dinchain unheñ ab ā jātā hai mere bin
- اک بڑی جنگ لڑ رہا ہوں میںہنس کے تجھ سے بچھڑ رہا ہوں میںik baṛī jang laṛ rahā hūñ maiñhañs ke tujh se bichhaṛ rahā hūñ maiñ