Poet
Waseem Barelvi
وسیم بریلویb. 1940
Poems
- آتے آتے مرا نام سا رہ گیااس کے ہونٹوں پہ کچھ کانپتا رہ گیاāte āte mirā nām sā rah gayāus ke honṭoñ pe kuchh kāñptā rah gayā
- اپنے انداز کا اکیلا تھااس لئے میں بڑا اکیلا تھاapne andāz kā akelā thāis liye maiñ baṛā akelā thā
- اپنے چہرے سے جو ظاہر ہے چھپائیں کیسےتیری مرضی کے مطابق نظر آئیں کیسےapne chehre se jo zāhir hai chhupā.eñ kaiseterī marzī ke mutābiq nazar ā.eñ kaise
- اپنے سائے کو اتنا سمجھانے دےمجھ تک میرے حصے کی دھوپ آنے دےapne sā.e ko itnā samjhāne demujh tak mere hisse kī dhūp āne de
- اپنے ہر ہر لفظ کا خود آئینہ ہو جاؤں گااس کو چھوٹا کہہ کے میں کیسے بڑا ہو جاؤں گاapne har har lafz kā ḳhud ā.īna ho jā.ūñgāus ko chhoṭā kah ke maiñ kaise baṛā ho jā.ūñgā
- اداسیوں میں بھی رستے نکال لیتا ہےعجیب دل ہے گروں تو سنبھال لیتا ہےudāsiyoñ meñ bhī raste nikāl letā haiajīb dil hai girūñ to sambhāl letā hai
- اسے سمجھنے کا کوئی تو راستہ نکلےمیں چاہتا بھی یہی تھا وہ بے وفا نکلےuse samajhne kā koī to rāsta niklemaiñ chāhtā bhī yahī thā vo be vafā nikle
- اندھیرا ذہن کا سمت سفر جب کھونے لگتا ہےکسی کا دھیان آتا ہے اجالا ہونے لگتا ہےandherā zehn kā samt-e-safar jab khone lagtā haikisī kā dhyān ātā hai ujālā hone lagtā hai
- بھلا غموں سے کہاں ہار جانے والے تھےہم آنسوؤں کی طرح مسکرانے والے تھےbhalā ġhamoñ se kahāñ hār jāne vāle theham ānsūoñ kī tarah muskurāne vāle the
- بیتے ہوئے دن خود کو جب دہراتے ہیںایک سے جانے ہم کتنے ہو جاتے ہیںbīte hue din ḳhud ko jab dohrāte haiñek se jāne ham kitne ho jāte haiñ
- تحریر سے ورنہ مری کیا ہو نہیں سکتااک تو ہے جو لفظوں میں ادا ہو نہیں سکتاtahrīr se varna mirī kyā ho nahīñ saktāik to hai jo lafzoñ meñ adā ho nahīñ saktā
- تم ساتھ نہیں ہو تو کچھ اچھا نہیں لگتااس شہر میں کیا ہے جو ادھورا نہیں لگتاtum sāth nahīñ ho to kuchh achchhā nahīñ lagtāis shahr meñ kyā hai jo adhūrā nahīñ lagtā
- تمہاری راہ میں مٹی کے گھر نہیں آتےاسی لئے تو تمہیں ہم نظر نہیں آتےtumhārī rāh meñ miṭṭī ke ghar nahīñ āteisī liye to tumheñ ham nazar nahīñ āte
- تو سمجھتا ہے کہ رشتوں کی دہائی دیں گےہم تو وہ ہیں ترے چہرے سے دکھائی دیں گےtū samajhtā hai ke rishtoñ kī duhā.ī deñgeham to vo haiñ tire chehre se dikhā.ī deñge
- جہاں دریا کہیں اپنے کنارے چھوڑ دیتا ہےکوئی اٹھتا ہے اور طوفان کا رخ موڑ دیتا ہےjahāñ dariyā kahīñ apne kināre chhoṛ detā haikoī uṭhtā hai aur tūfān kā ruḳh moṛ detā hai
- چاند کا خواب اجالوں کی نظر لگتا ہےتو جدھر ہو کے گزر جائے خبر لگتا ہےchānd kā ḳhvāb ujāloñ kī nazar lagtā haitū jidhar ho ke guzar jā.e ḳhabar lagtā hai
- چلو ہم ہی پہل کر دیں کہ ہم سے بد گماں کیوں ہوکوئی رشتہ ذرا سی ضد کی خاطر رائیگاں کیوں ہوchalo ham hī pahal kar deñ ke ham se bad gumāñ kyūñ hokoī rishta zarā sī zid kī ḳhātir rā.īgāñ kyūñ ho
- حادثوں کی زد پہ ہیں تو مسکرانا چھوڑ دیںزلزلوں کے خوف سے کیا گھر بنانا چھوڑ دیںhādsoñ kī zad pe haiñ to muskurānā chhoṛ deñzalzaloñ ke ḳhauf se kyā ghar banānā chhoṛ deñ
- حویلیوں میں مری تربیت نہیں ہوتیتو آج سر پہ ٹپکنے کو چھت نہیں ہوتیhaveliyoñ meñ mirī tarbiyat nahīñ hotīto āj sar pe ṭapakne ko chhat nahīñ hotī
- دعا کرو کہ کوئی پیاس نذر جام نہ ہووہ زندگی ہی نہیں ہے جو ناتمام نہ ہوduā karo ke koī pyās nazr-e-jām na hovo zindagī hī nahīñ hai jo nātamām na ho
- دکھ اپنا اگر ہم کو بتانا نہیں آتاتم کو بھی تو اندازہ لگانا نہیں آتاdukh apnā agar ham ko batānā nahīñ ātātum ko bhī to andāza lagānā nahīñ ātā
- دور سے ہی بس دریا دریا لگتا ہےڈوب کے دیکھو کتنا پیاسا لگتا ہےdūr se hī bas dariyā dariyā lagtā haiḍūb ke dekho kitnā pyāsā lagtā hai
- ذرا سا قطرہ کہیں آج اگر ابھرتا ہےسمندروں ہی کے لہجے میں بات کرتا ہےzarā sā qatra kahīñ āj agar ubhartā haisamundaroñ hī ke lahje meñ bāt kartā hai
- رنگ بے رنگ ہوں خوشبو کا بھروسہ جائےمیری آنکھوں سے جو دنیا تجھے دیکھا جائےrang be rang hūñ ḳhushbū kā bharosa jā.emerī ānkhoñ se jo duniyā tujhe dekhā jā.e
- زندگی تجھ پہ اب الزام کوئی کیا رکھےاپنا احساس ہی ایسا ہے جو تنہا رکھےzindagī tujh pe ab ilzām koī kyā rakheapnā ehsās hī aisā hai jo tanhā rakhe
- سب نے ملائے ہاتھ یہاں تیرگی کے ساتھکتنا بڑا مذاق ہوا روشنی کے ساتھsab ne milā.e hāth yahāñ tīrgī ke sāthkitnā baṛā mazāq huā raushnī ke sāth
- سبھی کا دھوپ سے بچنے کو سر نہیں ہوتاہر آدمی کے مقدر میں گھر نہیں ہوتاsabhī kā dhūp se bachne ko sar nahīñ hotāhar ādmī ke muqaddar meñ ghar nahīñ hotā
- شام تک صبح کی نظروں سے اتر جاتے ہیںاتنے سمجھوتوں پہ جیتے ہیں کہ مر جاتے ہیںshām tak sub.h kī nazroñ se utar jāte haiñitne samjhotoñ pe jīte haiñ ke mar jāte haiñ
- صرف تیرا نام لے کر رہ گیاآج دیوانہ بہت کچھ کہہ گیاsirf terā nām le kar rah gayāāj dīvāna bahut kuchh kah gayā
- کتنا دشوار تھا دنیا یہ ہنر آنا بھیتجھ سے ہی فاصلہ رکھنا تجھے اپنانا بھیkitnā dushvār thā duniyā ye hunar ānā bhītujh se hī fāsla rakhnā tujhe apnānā bhī
- کچھ اتنا خوف کا مارا ہوا بھی پیار نہ ہووہ اعتبار دلائے اور اعتبار نہ ہوkuchh itnā ḳhauf kā mārā huā bhī pyār na hovo etibār dilā.e aur etibār na ho
- کہاں ثواب کہاں کیا عذاب ہوتا ہےمحبتوں میں کب اتنا حساب ہوتا ہےkahāñ savāb kahāñ kyā azāb hotā haimohabbatoñ meñ kab itnā hisāb hotā hai
- کہاں قطرہ کی غم خواری کرے ہےسمندر ہے اداکاری کرے ہےkahāñ qatra kī ġham ḳhvārī kare haisamundar hai adākārī kare hai
- کھل کے ملنے کا سلیقہ آپ کو آتا نہیںاور میرے پاس کوئی چور دروازہ نہیںkhul ke milne kā salīqa āp ko ātā nahīñaur mere pās koī chūr darvāza nahīñ
- کیا بتاؤں کیسا خود کو در بدر میں نے کیاعمر بھر کس کس کے حصے کا سفر میں نے کیاkyā batā.ūñ kaisā ḳhud ko dar badar maiñ ne kiyāumr bhar kis kis ke hisse kā safar maiñ ne kiyā
- کیا دکھ ہے سمندر کو بتا بھی نہیں سکتاآنسو کی طرح آنکھ تک آ بھی نہیں سکتاkyā dukh hai samundar ko batā bhī nahīñ saktāānsū kī tarah ānkh tak ā bhī nahīñ saktā
- لہو نہ ہو تو قلم ترجماں نہیں ہوتاہمارے دور میں آنسو زباں نہیں ہوتاlahū na ho to qalam tarjumāñ nahīñ hotāhamāre daur meñ ānsū zabāñ nahīñ hotā
- مجھے تو قطرہ ہی ہونا بہت ستاتا ہےاسی لیے تو سمندر پہ رحم آتا ہےmujhe to qatra hī honā bahut satātā haiisī liye to samundar pe rahm ātā hai
- محبت نا سمجھ ہوتی ہے سمجھانا ضروری ہےجو دل میں ہے اسے آنکھوں سے کہلانا ضروری ہےmohabbat nā samajh hotī hai samjhānā zarūrī haijo dil meñ hai use ānkhoñ se kahlānā zarūrī hai
- مری وفاؤں کا نشہ اتارنے والاکہاں گیا مجھے ہنس ہنس کے ہارنے والاmirī vafā.oñ kā nasha utārne vālākahāñ gayā mujhe hañs hañs ke hārne vālā
- میرے غم کو جو اپنا بتاتے رہےوقت پڑنے پہ ہاتھوں سے جاتے رہےmere ġham ko jo apnā batāte rahevaqt paṛne pe hāthoñ se jāte rahe
- میں آسماں پہ بہت دیر رہ نہیں سکتامگر یہ بات زمیں سے تو کہہ نہیں سکتاmaiñ āsmāñ pe bahut der rah nahīñ saktāmagar ye bāt zamīñ se to kah nahīñ saktā
- میں اپنے خواب سے بچھڑا نظر نہیں آتاتو اس صدی میں اکیلا نظر نہیں آتاmaiñ apne ḳhvāb se bichhṛā nazar nahīñ ātāto is sadī meñ akelā nazar nahīñ ātā
- میں اس امید پہ ڈوبا کہ تو بچا لے گااب اس کے بعد مرا امتحان کیا لے گاmaiñ is umīd pe ḍūbā ke tū bachā legāab is ke ba.ad mirā imtihān kyā legā
- میں یہ نہیں کہتا کہ مرا سر نہ ملے گالیکن مری آنکھوں میں تجھے ڈر نہ ملے گاmaiñ ye nahīñ kahtā ke mirā sar na milegālekin mirī ānkhoñ meñ tujhe ḍar na milegā
- نگاہوں کے تقاضے چین سے مرنے نہیں دیتےیہاں منظر ہی ایسے ہیں کہ دل بھرنے نہیں دیتےnigāhoñ ke taqāze chain se marne nahīñ deteyahāñ manzar hī aise haiñ ke dil bharne nahīñ dete
- نہیں کہ اپنا زمانہ بھی تو نہیں آیاہمیں کسی سے نبھانا بھی تو نہیں آیاnahīñ ke apnā zamāna bhī to nahīñ āyāhameñ kisī se nibhānā bhī to nahīñ āyā
- وہ مجھ کو کیا بتانا چاہتا ہےجو دنیا سے چھپانا چاہتا ہےvo mujh ko kyā batānā chāhtā haijo duniyā se chhupānā chāhtā hai
- وہ میرے گھر نہیں آتا میں اس کے گھر نہیں جاتامگر ان احتیاطوں سے تعلق مر نہیں جاتاvo mere ghar nahīñ ātā meñ us ke ghar nahīñ jātāmagar in ehtiyātoñ se ta.alluq mar nahīñ jātā
- ہم اپنے آپ کو اک مسئلہ بنا نہ سکےاسی لئے تو کسی کی نظر میں آ نہ سکےham apne āp ko ik masala banā na sakeisī liye to kisī kī nazar meñ ā na sake