Poet
واجد علی شاہ
Poems
- الفت نے تری ہم کو تو رکھا نہ کہیں کادریا کا نہ جنگل کا سما کا نہ زمیں کاulfat ne tirī ham ko to rakhā na kahīñ kādariyā kā na jangal kā samā kā na zamīñ kā
- اللہ اے بتو ہمیں دکھلائے لکھنؤسوتے میں بھی یہ کہتے ہیں ہم ہائے لکھنؤallāh ai buto hameñ dikhlā.e lakhna.ūsote meñ bhī ye kahte haiñ ham hā.e lakhna.ū
- اے نسیم سحری ہم تو ہوا ہوتے ہیںدم جو گھٹتا ہے محبت میں خفا ہوتے ہیںai nasīm-e-saharī ham to huā hote haiñdam jo ghaṭṭā hai mohabbat meñ ḳhafā hote haiñ
- برباد نہ کر اس کو ذرا ہاتھ پہ دھر لااے باد صبا خاک در یار ادھر لاbarbād na kar us ko zarā hāth pe dhar lāai bād-e-sabā ḳhāk-e-dar-e-yār idhar lā
- جا بیٹھتے ہو غیروں میں غیرت نہیں آتیاس وقت مری جان مروت نہیں آتیjā baiṭhte ho ġhairoñ meñ ġhairat nahīñ ātīis vaqt mirī jān muravvat nahīñ ātī
- چاک چاک اپنا گریباں نہ ہوا تھا سو ہواوحشت دل کا جو ساماں نہ ہوا تھا سو ہواchāk chāk apnā garebāñ na huā thā so huāvahshat-e-dil kā jo sāmāñ na huā thā so huā
- حال دل اے بتو خدا جانےسچ ہے سچ اس کو غیر کیا جانےhāl-e-dil ai buto ḳhudā jānesach hai sach us ko ġhair kyā jāne
- دستار فقیرانہ اک تاج سے افزوں ہےراہ طرح خم خانہ معراج سے افزوں ہےdastār faqīrāna ik tāj se afzūñ hairāh tarah ḳham ḳhāna merāj se afzūñ hai
- دکھاتے ہیں جو یہ صنم دیکھتے ہیںخدا کی خدائی کو ہم دیکھتے ہیںdikhāte haiñ jo ye sanam dekhte haiñḳhudā kī ḳhudā.ī ko ham dekhte haiñ
- سنا ہے کوچ تو ان کا پر اس کو کیا کہیےزبان خلق کو نقارۂ خدا کہیےsunā hai kūch to un kā par us ko kyā kahiyezabān-e-ḳhalq ko naqqāra-e-ḳhudā kahiye
- سہے غم پئے رفتگاں کیسے کیسےمرے کھو گئے کارواں کیسے کیسےsahe ġham piye raftagāñ kaise kaisemire kho ga.e kārvāñ kaise kaise
- عشق سے کچھ کام نے کچھ کوئے جاناں سے غرضگل سے مطلب ہے نہ کچھ خار بیاباں سے غرضishq se kuchh kām ne kuchh kū-e-jānāñ se ġharazgul se matlab hai na kuchh ḳhār-e-bayābāñ se ġharaz
- غنچۂ دل کھلے جو چاہو تمگلشن دہر میں صبا ہو تمġhuncha-e-dil khule jo chāho tumgulshan-e-dahr meñ sabā ho tum
- کبھی لطف زبان خوش بیاں تھےزمین شعر کے ہم آسماں تھےkabhī lutf-e-zabān-e-ḳhush bayāñ thezamīn-e-sher ke ham āsmāñ the
- گرمیاں شوخیاں کس شان سے ہم دیکھتے ہیںکیا ہی نادانیاں نادان سے ہم دیکھتے ہیںgarmiyāñ shoḳhiyāñ kis shān se ham dekhte haiñkyā hī nādāniyāñ nādān se ham dekhte haiñ
- لبالب کر دے اے ساقی ہے خالی میرا پیمانہسلامت دور گردوں تک یہ شیشہ اور یہ مے خانہlabālab kar de ai sāqī hai ḳhālī merā paimānasalāmat daur-e-gardūñ tak ye shīsha aur ye mai ḳhāna
- لجیائی سے نازک ہے اے جان بدن تیرااب چھو نہیں سکتے ہم پھولا یہ چمن تیراlajyā.ī se nāzuk hai ai jān badan terāab chhū nahīñ sakte ham phūlā ye chaman terā
- محبت سے بندہ بنا لیجئے گابتا دیجیے کیا خدا لیجئے گاmohabbat se banda banā lījiye gābatā dījiye kyā ḳhudā lījiye gā
- نایاب ہے سکون دل بے قرار میںبسمل کی ہے تڑپ مرے کنج مزار میںnāyāb hai sukūn-e-dil-e-be qarār meñbismil kī hai taṛap mire kunj-e-mazār meñ
- یاد میں اپنے یار جانی کیہم نے مر مر کے زندگانی کیyād maiñ apne yār jānī kīham ne mar mar ke zindagānī kī
- بتو خدا سے ڈرو سنگ دل سوا نہ کرویہ موم دل ہے ہمارا اسے جدا نہ کروbuto ḳhudā se ḍaro sang dil sivā na karoye mom dil hai hamārā use judā na karo
- پڑا ہے پاؤں میں اب سلسلہ محبت کابرا ہمارا ہوا ہو بھلا محبت کاpaṛā hai pā.oñ meñ ab silsila mohabbat kāburā hamārā huā ho bhalā mohabbat kā
- زہرہ سہیل شمس خور بدر بہا تو کون ہےہوش ربا ستم گر مہ لقا تو کون ہےzohra sahel shams ḳhur badr bahā tū kaun haihosh rubā sitam gar mah liqā tū kaun hai
- سن رکھو اسے دل کا لگانا نہیں اچھادنیا یہ بری ہے یہ زمانہ نہیں اچھاsun rakho use dil kā lagānā nahīñ achchhāduniyā ye burī hai ye zamāna nahīñ achchhā