Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tahir Hanfi

b. 1955

Poems

  1. āg ke safhe pe naqsh-e-mā-o-man rah jā.egārākh meñ sachchā.ī kā zinda badan rah jā.egā
  2. ik ġham kī kahānī hai aurāq-e-shikasta paraur dil kī zabānī hai aurāq-e-shikasta par
  3. bāt sun ai chashm-e-tar kuchh hosh karḍūb jā.egā ye ghar kuchh hosh kar
  4. تمام عمر کا دکھ تھا وبا کے موسم میںمیں اس لیے بھی تھا رویا وبا کے موسم میں
  5. dariyā rukā huā thā magar maiñ safar meñ thāik raushnī kā aks bhī mere hunar meñ thā
  6. dhartī bhī sīna zan hai ke sachchā.ī chhīn lībārish kī jal tarang ne tanhā.ī chhīn lī
  7. rānī bhī bādshāh bhī sāre ġhulām chupkirdār haiñ kahānī ke sab āj shām chup
  8. falak se jo hue dhartī kī nazr-e-sāda logunhī ke ġham se haiñ vāqif ye be labāda log
  9. kaisā lahja thā kis hāl meñ vo rahī ek hī sāns meñkahne vālī kahānī mirī kah ga.ī ek hī sāns meñ
  10. galī galī meñ utar chuke haiñ kitāb ānkhoñ ke zinda nauhehasīn chehroñ kā surḳh mātam sharāb ānkhoñ ke zinda nauhe
  11. lākhoñ dinoñ ke bojh tale ġham rasīda logapnī talāsh meñ haiñ ravāñ sar burīda log
  12. mujh ko gale lagā ke huī zindagī ḳhamoshchupke se yūñ hayāt mirī chal basī ḳhamosh
  13. mirī udāsī kā naqsh-e-pā hai udās lafzoñ kā ek jangalye ġham kī rātoñ ko jāntā hai udās lafzoñ kā ek jangal
  14. mire badan pe sajā hai barahnagī kā libāsyahī libās huā merī zindagī kā libās
  15. mojiza ye hai ke manzil ke nishāñ tak pahuñchebarf ke log bhī sūraj ke jahāñ tak pahuñche
  16. mausamoñ ke shahr meñ pānī ke ghar ugne lagechup havā kī kokh se tanhā safar ugne lage
  17. maiñ terī ānkh meñ rah kar hijāb ho jā.ūñtū harf harf paṛhe vo kitāb ho jā.ūñ
  18. nadiyoñ ke pānī meñ chauṛiyāñ khanaktī haiñdard kī ravānī meñ chauṛiyāñ khanaktī haiñ
  19. vaqt-e-sahar ik aisī uṭhī raushnī ke basjis ānkh ne bhī dekhā yūñ chundhyā ga.ī ke bas
  20. hāthoñ meñ kashkol savālī dhūp nagar ke bāsīsah lete haiñ sab kī gālī dhūp nagar ke bāsī
  21. yaḳh basta bāġh meñ koī titlī hanūt thīphūloñ pe mere ḳhvāb kī miṭṭī hanūt thī
  22. dasht-e-jāñ meñsalīb-e-anā par
  23. dhūp ke samundar meñbarf kī salīboñ par
  24. ga.e dinoñ kī mohabbatoñ kosuūbatoñ ko