Poet
Tahir Hanfi
b. 1955
Poems
- آگ کے صفحے پہ نقش ما و من رہ جائے گاراکھ میں سچائی کا زندہ بدن رہ جائے گاāg ke safhe pe naqsh-e-mā-o-man rah jā.egārākh meñ sachchā.ī kā zinda badan rah jā.egā
- اک غم کی کہانی ہے اوراق شکستہ پراور دل کی زبانی ہے اوراق شکستہ پرik ġham kī kahānī hai aurāq-e-shikasta paraur dil kī zabānī hai aurāq-e-shikasta par
- بات سن اے چشم تر کچھ ہوش کرڈوب جائے گا یہ گھر کچھ ہوش کرbāt sun ai chashm-e-tar kuchh hosh karḍūb jā.egā ye ghar kuchh hosh kar
- تمام عمر کا دکھ تھا وبا کے موسم میںمیں اس لیے بھی تھا رویا وبا کے موسم میں
- دریا رکا ہوا تھا مگر میں سفر میں تھااک روشنی کا عکس بھی میرے ہنر میں تھاdariyā rukā huā thā magar maiñ safar meñ thāik raushnī kā aks bhī mere hunar meñ thā
- دھرتی بھی سینہ زن ہے کہ سچائی چھین لیبارش کی جل ترنگ نے تنہائی چھین لیdhartī bhī sīna zan hai ke sachchā.ī chhīn lībārish kī jal tarang ne tanhā.ī chhīn lī
- رانی بھی بادشاہ بھی سارے غلام چپکردار ہیں کہانی کے سب آج شام چپrānī bhī bādshāh bhī sāre ġhulām chupkirdār haiñ kahānī ke sab āj shām chup
- فلک سے جو ہوئے دھرتی کی نذر سادہ لوگانہی کے غم سے ہیں واقف یہ بے لبادہ لوگfalak se jo hue dhartī kī nazr-e-sāda logunhī ke ġham se haiñ vāqif ye be labāda log
- کیسا لہجہ تھا کس حال میں وہ رہی ایک ہی سانس میںکہنے والی کہانی مری کہہ گئی ایک ہی سانس میںkaisā lahja thā kis hāl meñ vo rahī ek hī sāns meñkahne vālī kahānī mirī kah ga.ī ek hī sāns meñ
- گلی گلی میں اتر چکے ہیں کتاب آنکھوں کے زندہ نوحےحسین چہروں کا سرخ ماتم شراب آنکھوں کے زندہ نوحےgalī galī meñ utar chuke haiñ kitāb ānkhoñ ke zinda nauhehasīn chehroñ kā surḳh mātam sharāb ānkhoñ ke zinda nauhe
- لاکھوں دنوں کے بوجھ تلے غم رسیدہ لوگاپنی تلاش میں ہیں رواں سر بریدہ لوگlākhoñ dinoñ ke bojh tale ġham rasīda logapnī talāsh meñ haiñ ravāñ sar burīda log
- مجھ کو گلے لگا کے ہوئی زندگی خموشچپکے سے یوں حیات مری چل بسی خموشmujh ko gale lagā ke huī zindagī ḳhamoshchupke se yūñ hayāt mirī chal basī ḳhamosh
- مری اداسی کا نقش پا ہے اداس لفظوں کا ایک جنگلیہ غم کی راتوں کو جانتا ہے اداس لفظوں کا ایک جنگلmirī udāsī kā naqsh-e-pā hai udās lafzoñ kā ek jangalye ġham kī rātoñ ko jāntā hai udās lafzoñ kā ek jangal
- مرے بدن پہ سجا ہے برہنگی کا لباسیہی لباس ہوا میری زندگی کا لباسmire badan pe sajā hai barahnagī kā libāsyahī libās huā merī zindagī kā libās
- معجزہ یہ ہے کہ منزل کے نشاں تک پہنچےبرف کے لوگ بھی سورج کے جہاں تک پہنچےmojiza ye hai ke manzil ke nishāñ tak pahuñchebarf ke log bhī sūraj ke jahāñ tak pahuñche
- موسموں کے شہر میں پانی کے گھر اگنے لگےچپ ہوا کی کوکھ سے تنہا سفر اگنے لگےmausamoñ ke shahr meñ pānī ke ghar ugne lagechup havā kī kokh se tanhā safar ugne lage
- میں تیری آنکھ میں رہ کر حجاب ہو جاؤںتو حرف حرف پڑھے وہ کتاب ہو جاؤںmaiñ terī ānkh meñ rah kar hijāb ho jā.ūñtū harf harf paṛhe vo kitāb ho jā.ūñ
- ندیوں کے پانی میں چوڑیاں کھنکتی ہیںدرد کی روانی میں چوڑیاں کھنکتی ہیںnadiyoñ ke pānī meñ chauṛiyāñ khanaktī haiñdard kī ravānī meñ chauṛiyāñ khanaktī haiñ
- وقت سحر اک ایسی اٹھی روشنی کہ بسجس آنکھ نے بھی دیکھا یوں چندھیا گئی کہ بسvaqt-e-sahar ik aisī uṭhī raushnī ke basjis ānkh ne bhī dekhā yūñ chundhyā ga.ī ke bas
- ہاتھوں میں کشکول سوالی دھوپ نگر کے باسیسہہ لیتے ہیں سب کی گالی دھوپ نگر کے باسیhāthoñ meñ kashkol savālī dhūp nagar ke bāsīsah lete haiñ sab kī gālī dhūp nagar ke bāsī
- یخ بستہ باغ میں کوئی تتلی حنوط تھیپھولوں پہ میرے خواب کی مٹی حنوط تھیyaḳh basta bāġh meñ koī titlī hanūt thīphūloñ pe mere ḳhvāb kī miṭṭī hanūt thī