Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tabish Kamal

Poems

  1. ajab yaqīn sā us shaḳhs ke gumān meñ thāvo bāt karte hue bhī na.ī uṛān meñ thā
  2. ajīb sub.h thī dīvār-o-dar kuchh aur se thenigāh dekh rahī thī ke ghar kuchh aur se the
  3. kab khulegā ke falak pār se āge kyā haikis ko ma.alūm ke dīvār se āge kyā hai
  4. kyā kahūñ vo kidhar nahīñ rahtāhāñ magar is nagar nahīñ rahtā
  5. na dekheñ to sukūñ miltā nahīñ haihameñ āḳhir vo kyūñ miltā nahīñ hai
  6. hamārā ḍūbnā mushkil nahīñ thānazar meñ dūr tak sāhil nahīñ thā
  7. yaqīñ se jo gumāñ kā fāsla haizamīñ se āsmāñ kā fāsla hai
  8. ye shahr āfatoñ se to ḳhālī koī na thājab ham saḳhī hue to savālī koī na thā
  9. chā.e kī bhāp meñghulte, ma.adūm hote hue qahqahe shām kā bānkpan
  10. chand sāl is tarafham shanāsā nigāhoñ se bachte bachāte
  11. ḳhvāb kī saltanat se idharik jahāñ hai jise ānkh ābād kar le to kar le
  12. surḳh ānkheñ ghumāte hue bheṛiye rāt kā husn haiñsirasrāte hue shāḳhchūñ meñ chhupe mānda panchhī
  13. azīzo!agar rāt raste meñ ā.e
  14. ġhubār shām ke be aks manzar meñ havā kī sā.eñ sā.eñpanchhiyoñ ko hānktī hai
  15. khajūroñ se mahkī huī shām thīshutar par māl-o-asbāb thā aur maiñ ik sarā.e ke dar par khaṛā
  16. ghaṛī do ghaṛī kī masarratye sadiyoñ pe phailā huā dev qissa hamāre lahū meñ ravāñ hai
  17. ga.e barsoñ ik hāsil kyā!faqat ik mom battī tīn so painsaṭh dinoñ meñ
  18. vahī bahār-o-ḳhizāñ hai mujh meñ bhīmujh se bāhar bhī
  19. har taraf katraneñ haiñvo guṛiyā yahīñ thī magar ab dikhā.ī nahīñ de rahī