Poet
Tabish Kamal
Poems
- عجب یقین سا اس شخص کے گمان میں تھاوہ بات کرتے ہوئے بھی نئی اڑان میں تھاajab yaqīn sā us shaḳhs ke gumān meñ thāvo bāt karte hue bhī na.ī uṛān meñ thā
- عجیب صبح تھی دیوار و در کچھ اور سے تھےنگاہ دیکھ رہی تھی کہ گھر کچھ اور سے تھےajīb sub.h thī dīvār-o-dar kuchh aur se thenigāh dekh rahī thī ke ghar kuchh aur se the
- کب کھلے گا کہ فلک پار سے آگے کیا ہےکس کو معلوم کہ دیوار سے آگے کیا ہےkab khulegā ke falak pār se āge kyā haikis ko ma.alūm ke dīvār se āge kyā hai
- کیا کہوں وہ کدھر نہیں رہتاہاں مگر اس نگر نہیں رہتاkyā kahūñ vo kidhar nahīñ rahtāhāñ magar is nagar nahīñ rahtā
- نہ دیکھیں تو سکوں ملتا نہیں ہےہمیں آخر وہ کیوں ملتا نہیں ہےna dekheñ to sukūñ miltā nahīñ haihameñ āḳhir vo kyūñ miltā nahīñ hai
- ہمارا ڈوبنا مشکل نہیں تھانظر میں دور تک ساحل نہیں تھاhamārā ḍūbnā mushkil nahīñ thānazar meñ dūr tak sāhil nahīñ thā
- یقیں سے جو گماں کا فاصلہ ہےزمیں سے آسماں کا فاصلہ ہےyaqīñ se jo gumāñ kā fāsla haizamīñ se āsmāñ kā fāsla hai
- یہ شہر آفتوں سے تو خالی کوئی نہ تھاجب ہم سخی ہوئے تو سوالی کوئی نہ تھاye shahr āfatoñ se to ḳhālī koī na thājab ham saḳhī hue to savālī koī na thā