Poet
Shah Naseer
شاہ نصیر1756–1838
Poems
- اٹھتی گھٹا ہے کس طرح بولے وہ زلف اٹھا کہ یوںبرق چمکتی کیونکہ ہے ہنس کے یہ پھر کہا کہ یوںuṭhtī ghaṭā hai kis tarah bole vo zulf uṭhā ke yūñbarq chamaktī kyūñke hai hañs ke ye phir kahā ke yūñ
- ادھر ابر لے چشم نم کو چلاادھر ساقیا! میں بھی یم کو چلاidhar abr le chashm-e-nam ko chalāidhar sāqiyā! meñ bhī yam ko chalā
- اس دل کو ہمکنار کیا ہم نے کیا کیادشمن کو دوست دار کیا ہم نے کیا کیاis dil ko hamkanār kyā ham ne kiyā kiyādushman ko dost dār kyā ham ne kiyā kiyā
- اس کاکل پر خم کا خلل جائے تو اچھادل سر سے بلا تیرے یہ ٹل جائے تو اچھاis kākul par ḳham kā ḳhalal jā.e to achchhādil sar se balā tere ye ṭal jā.e to achchhā
- اک قافلہ ہے بن ترے ہمراہ سفر میںاشک آنکھ میں ہے دل میں ہے داغ آہ جگر میںik qāfila hai bin tire hamrāh safar meñashk ānkh meñ hai dil meñ hai dāġh āh-e-jigar meñ
- بادہ کشی کے سکھلاتے ہیں کیا ہی قرینے ساون بھادوںکیفیت کے ہم نے جو دیکھا دو ہیں مہینے ساون بھادوںbāda kashī ke sukhlāte haiñ kyā hī qarīne sāvan bhādoñkaifiyat ke ham ne jo dekhā do haiñ mahīne sāvan bhādoñ
- بیاباں مرگ ہے مجنون خاک آلودہ تن کس کاسیے ہے سوزن خار مغیلاں تو کفن کس کاbayābāñ marg hai majnūn-e-ḳhāk ālūda tan kis kāsaye hai sozan ḳhār-e-muġhīlāñ to kafan kis kā
- بے سبب ہاتھ کٹاری کو لگانا کیا تھاقتل عشاق پہ بیڑا یہ اٹھانا کیا تھاbe sabab hāth kaṭārī ko lagānā kyā thāqatl-e-ushshāq pe beṛā ye uṭhānā kyā thā
- بے مہر و وفا ہے وہ دل آرام ہماراکیا جانے کیا ہووے گا انجام ہماراbe mehr-o-vafā hai vo dil ārām hamārākyā jāne kiyā hove gā anjām hamārā
- پامال راہ عشق ہیں خلقت کی کھا ٹھوکر بھی ہمجوں شیشہ نازک تر تھے کیا سختی میں ہیں پتھر بھی ہمpāmāl-e-rāh-e-ishq haiñ ḳhilqat kī khā ṭhokar bhī hamjūñ shīsha nāzuk tar the kyā saḳhtī meñ haiñ patthar bhī ham
- ترے دانت سارے سفید ہیں پئے زیب پان سے مل کر آنہیں دیکھے آج تک ابر میں مجھے اب دکھانے کو اختر آtire dānt sāre safed haiñ piye zeb pān se mil kar ānahīñ dekhe āj tak abr meñ mujhe ab dikhāne ko aḳhtar ā
- ترے ہے زلف و رخ کی دید صبح و شام عاشق کایہی ہے کفر عاشق کا یہی اسلام عاشق کاtire hai zulf-o-ruḳh kī dīd sub.h-o-shām āshiq kāyahī hai kufr āshiq kā yahī islām āshiq kā
- تو ضد سے شب وصل نہ آیا تو ہوا کیاہم مر نہ گئے دل کو کڑھایا تو ہوا کیاtū zid se shab-e-vasl na āyā to huā kyāham mar na ga.e dil ko kaṛhāyā to huā kyā
- ٹانکوں سے زخم پہلو لگتا ہے کنکھجورامت چھیڑ میرے دل کو بیٹھا ہے کنکھجورا
- جب تلک چرب نہ جوں شمع زباں کیجئے گاسرگزشت اپنی کا کیا خاک بیاں کیجئے گاjab talak charb na jūñ sham.a zabāñ kījiye gāsarguzasht apnī kā kyā ḳhāk bayāñ kījiye gā
- جدا نہیں ہے ہر اک موج دیکھ آب کے بیچحباب بحر میں ہے بحر ہے حباب کے بیچjudā nahīñ hai har ik mauj dekh āb ke bīchhabāb-e-bahr meñ hai bahr hai habāb ke bīch
- جسم اس کے غم میں زرد از ناتوانی ہو گیاجامۂ عریانی اپنا زعفرانی ہو گیاjism us ke ġham meñ zard az nātavānī ho gayājāma-e-uryānī apnā zāfrānī ho gayā
- جگر کا جوں شمع کاش یارب ہو داغ روشن مراد حاصلکہ دل کو لو لگ رہی یہی ہے چراغ روشن مراد حاصلjigar kā jūñ sham.a kāsh yārab ho dāġh raushan murād hāsilke dil ko lo lag rahī yahī hai charāġh-e-raushan murād hāsil
- جو رقیبوں نے کہا تو وہی بد ظن سمجھادوست افسوس نہ سمجھا مجھے دشمن سمجھاjo raqīboñ ne kahā to vahī bad zan samjhādost afsos na samjhā mujhe dushman samjhā
- جو عین وصل میں آرام سے نہیں واقفوہ مطلب دل خود کام سے نہیں واقفjo ain vasl meñ ārām se nahīñ vāqifvo matlab-e-dil ḳhud kām se nahīñ vāqif
- جو گزرے ہے بر عاشق کامل نہیں معلومجبریل ہے ہر آن میں نازل نہیں معلومjo guzre hai bar āshiq-e-kāmil nahīñ ma.alūmjibrīl hai har ān meñ nāzil nahīñ ma.alūm
- جوں ذرہ نہیں ایک جگہ خاک نشیں ہماے مہر جہاں تاب جہاں تو ہے وہیں ہمjūñ zarra nahīñ ek jagah ḳhāk nashīñ hamai mehr-e-jahāñ tāb jahāñ to hai vahīñ ham
- چشم میں کب اشک بھر لاتے ہیں ہمرات دن موتی ہی برساتے ہیں ہمchashm meñ kab ashk bhar lāte haiñ hamrāt din motī hī barasite haiñ ham
- چھوڑا نہ تجھے نے رام کیا یہ بھی نہ ہوا وہ بھی نہ ہواہم سے تو بت کافر بہ خدا یہ بھی نہ ہوا وہ بھی نہ ہواchhoṛā na tujhe ne rām kyā ye bhī na huā vo bhī na huāham se to but kāfir ba ḳhudā ye bhī na huā vo bhī na huā
- حرم کو شیخ مت جا ہے بت دل خواہ صورت میںاگر ہے مرد معنی دیکھ لے اللہ صورت میںharam ko shaiḳh mat jā hai but-e-dil ḳhvāh sūrat meñagar hai mard-e-ma.anī dekh le allāh sūrat meñ
- خال رخ اس نے دکھایا نہ دوبارا اپناچندے اک اور ہے گردش میں ستارا اپناḳhāl-e-ruḳh us ne dikhāyā na dobārā apnāchande ik aur hai gardish meñ sitārā apnā
- خال مشاطہ بنا کاجل کا چشم یار پرزاغ کو بہر تصدق رکھ سر بیمار پرḳhāl-e-mashshāta banā kājal kā chashm-e-yār parzāġh ko bahr-e-tasadduq rakh sar-e-bīmār par
- خاندان قیس کا میں تو سدا سے پیر ہوںسلسلہ جنبان شور خانۂ زنجیر ہوںḳhāndān-e-qais kā maiñ to sadā se pīr hūñsilsila jumbān shor-e-ḳhāna-e-zanjīr hūñ
- خدا کے واسطے چہرے سے ٹک نقاب اٹھایہ درمیان سے اب پردۂ حجاب اٹھاḳhudā ke vāste chehre se ṭuk naqāb uṭhāye darmiyān se ab parda-e-hijāb uṭhā
- دکھا دو گر مانگ اپنی شب کو تو حشر برپا ہو کہکشاں پرچنو جبیں پر کبھی جو افشاں تو نکلیں تارے نہ آسماں پرdikhā do gar māñg apnī shab ko to hashr barpā ho kahkashāñ parchuno jabīñ par kabhī jo afshāñ to nikleñ tāre na āsmāñ par
- دل جلوہ گاہ صورت جانانہ ہو گیاشیشہ یہ ایک دم میں پری خانہ ہو گیاdil jalva gāh sūrat-e-jānāna ho gayāshīsha ye ek dam meñ parī ḳhāna ho gayā
- دل کو کس صورت سے کیجے چشم دلبر سے جداشیشۂ مے کو نہیں رکھتے ہیں ساغر سے جداdil ko kis sūrat se kīje chashm-e-dilbar se judāshīsha-e-mai ko nahīñ rakhte haiñ sāġhar se judā
- دل میں ہے کیا جانئے کس کا خیال نقش پالگ گئیں آنکھیں زمیں سے جو مثال نقش پاdil meñ hai kyā jāniye kis kā ḳhayāl naqsh-e-pālag ga.īñ ānkheñ zamīñ se jo misāl-e-naqsh-e-pā
- دم لے اے کوہ کن اب تیشہ زنی خوب نہیںجان شیریں کو نہ کھو کوہ کنی خوب نہیںdam le ai koh kin ab tesha zanī ḳhūb nahīñjān-e-shīrīñ ko na kho koh-e-kinī ḳhūb nahīñ
- دیکھ تو یار بادہ کش! میں نے بھی کام کیا کیادے کے کباب دل تجھے حق نمک ادا کیاdekh to yār bāda kash! maiñ ne bhī kām kyā kiyāde ke kabāb-e-dil tujhe haq-e-namak adā kiyā
- رنگ میلا نہ ہوا جامۂ عریانی کاسر و ساماں ہے ہمیں بے سر و سامانی کاrang mailā na huā jāma-e-uryānī kāsar-o-sāmāñ hai hameñ be sar-o-sāmānī kā
- زلف کا کیا اس کی چٹکا لگ گیازور دل کے ہاتھ لٹکا لگ گیاzulf kā kyā us kī chaṭkā lag gayāzor-e-dil ke hāth laṭkā lag gayā
- سدا ہے اس آہ و چشم تر سے فلک پہ بجلی زمیں پہ باراںنکل کے دیکھو تم اپنے گھر سے فلک پہ بجلی زمیں پہ باراںsadā hai is āh-o-chashm-e-tar se falak pe bijlī zamīñ pe bārāñnikal ke dekho tum apne ghar se falak pe bijlī zamīñ pe bārāñ
- سرزمین زلف میں کیا دل ٹھکانے لگ گیااک مسافر تھا سر منزل ٹھکانے لگ گیاsarzamīn-e-zulf meñ kyā dil ṭhikāne lag gayāik musāfir thā sar-e-manzil ṭhikāne lag gayā
- شب جو رخ پر خال سے وہ برقعہ کو اتارے سوتے ہیںچشم قمر لگتی ہی نہیں کیا بلکہ نہ تارے سوتے ہیںshab jo ruḳh par ḳhāl se vo barqa.aa ko utāre sote haiñchashm-e-qamar lagtī hī nahīñ kyā balke na tāre sote haiñ
- شمیم زلف معنبر جو روئے یار سے لوںتو پھر خطا ہے مری مشک گر تتار سے لوںshamīm-e-zulf-e-muambar jo rū-e-yār se lūñto phir ḳhatā hai mirī mushk gar tatār se lūñ
- صبح گلشن میں ہو گر وہ گل خنداں پیدابیضۂ غنچہ سے ہو بلبل نالاں پیداsub.h gulshan meñ ho gar vo gul-e-ḳhandāñ paidābaiza-e-ġhuncha se ho bulbul-e-nālāñ paidā
- طلب میں بوسے کی کیا ہے حجت سوال دیگر جواب دیگرسمجھ کے کہہ بات بے مروت سوال دیگر جواب دیگرtalab meñ bose kī kyā hai hujjat savāl-e-dīgar javāb-e-dīgarsamajh ke kah bāt be muravvat savāl-e-dīgar javāb-e-dīgar
- غرق نہ کر دکھلا کر دل کو کان کا بالا زلف کا حلقہبحر حسن کے ہیں یہ بھنور دو کان کا بالا زلف کا حلقہġharq na kar dikhlā kar dil ko kān kā bālā zulf kā halqabahr husn ke haiñ ye bhanvar do kān kā bālā zulf kā halqa
- فرصت ایک دم کی ہے جوں حباب پانی یاںخاک سیر ہو کیجے سیر زندگانی یاںfursat ek dam kī hai jūñ habāb pānī yāñḳhāk sair ho kīje sair-e-zindagānī yāñ
- قدم نہ رکھ مری چشم پرآب کے گھر میںبھرا ہے موج کا طوفاں حباب کے گھر میںqadam na rakh mirī chashm purāb ke ghar meñbharā hai mauj kā tūfāñ habāb ke ghar meñ
- کبھو نہ اس رخ روشن پہ چھائیاں دیکھیںگھٹائیں چاند پہ سو بار چھائیاں دیکھیںkabhū na us ruḳh-e-raushan pe chhā.iyāñ dekheñghaṭā.eñ chānd pe sau bār chhā.iyāñ dekheñ
- کچھ سرگزشت کہہ نہ سکے روبرو قلمگردش نصیب روز ازل سے ہے تو قلمkuchh sarguzasht kah na sake rūbarū qalamgardish nasīb roz-e-azal se hai to qalam
- کر کے آزاد ہر اک شہپر بلبل کتراآج صیاد نے ایک اور نیا گل کتراkar ke āzād har ik shahpar-e-bulbul katrāāj sayyād ne ek aur nayā gul katrā
- کیوں نہ کہیں بشر کو ہم آتش و آب و خاک و بادقدرت حق سے ہیں بہم آتش و آب و خاک و بادkyūñ na kahīñ bashar ko ham ātish-o-āb-o-ḳhāk-o-bādqudrat-e-haq se haiñ baham ātish-o-āb-o-ḳhāk-o-bād