Poet
SabeenSaif
Poems
- آپ دانستہ جو کترا کے گزر جاتے ہیںمیرے احساس میں سو درد اتر جاتے ہیںāp dānista jo katrā ke guzar jāte haiñmere ehsās meñ so dard utar jāte haiñ
- اک بے ہنر ہوں اور ہنر چاہتی ہوں میںاب دھوپ کے سفر میں شجر چاہتی ہوں میںik be hunar hūñ aur hunar chāhtī hūñ maiñab dhūp ke safar meñ shajar chāhtī hūñ maiñ
- بات کیا ہے یہ بتائیں تو سہیگفتگو آگے بڑھائیں تو سہیbāt kyā hai ye batā.eñ to sahīguftugū āge baṛhā.eñ to sahī
- بہت قریب تھا پر مہرباں نہ تھا میرابھری بہار میں اک آشیاں نہ تھا میراbahut qarīb thā par mehrbāñ na thā merābharī bahār meñ ik āshiyāñ na thā merā
- پوچھیے مت کیا ہوا کیسے ہوابت کوئی میرا خدا کیسے ہواpūchhiye mat kyā huā kaise huābut koī merā ḳhudā kaise huā
- تجھے بھلانے کی اب جستجو نہیں کرتےکہ اب کسی سے تری گفتگو نہیں کرتےtujhe bhulāne kī ab justujū nahīñ karteke ab kisī se tirī guftugū nahīñ karte
- تمہارے خواب کی تعبیر ہو جاؤں اجازت ہےمحبت کی میں اک تصویر ہو جاؤں اجازت ہےtumhāre ḳhvāb kī ta.abīr ho jā.ūñ ijāzat haimohabbat kī maiñ ik tasvīr ho jā.ūñ ijāzat hai
- جن کے ہاتھوں میں سر ہمارے ہیںوہ ہمیں جان سے بھی پیارے ہیںjin ke hāthoñ meñ sar hamāre haiñvo hameñ jān se bhī pyāre haiñ
- روشنی بن کر بکھرنے کے لیےزندگی ہے عشق کرنے کے لیےraushnī ban kar bikharne ke liyezindagī hai ishq karne ke liye
- عشق نے میرے جسے القاب کا دفتر دیااس نے سونے کو مجھے کانٹوں بھرا بستر دیاishq ne mere jise alqāb kā daftar diyāus ne sone ko mujhe kānṭoñ bharā bistar diyā
- عمر بھر بوجھ اٹھایا تو نہیں جا سکتاہر تعلق کو نبھایا تو نہیں جا سکتاumr bhar bojh uṭhāyā to nahīñ jā saktāhar ta.alluq ko nibhāyā to nahīñ jā saktā
- کب دیا یہ جلا ہوا کے لیےعشق ہوتا نہیں فنا کے لیےkab diyā ye jalā havā ke liyeishq hotā nahīñ fanā ke liye
- لکھا تھا نام جو اک شام کورے کاغذ پروہ نام کیوں ہوا بدنام کورے کاغذ پرlikhā thā nām jo ik shām kore kāġhaz parvo nām kyūñ huā badnām kore kāġhaz par
- میرا کتنا خیال کرتے ہوسانس لینا محال کرتے ہوmerā kitnā ḳhayāl karte hosāns lenā muhāl karte ho
- میری جب اس سے آشنائی تھیمیرے ہم راہ اک خدائی تھیmerī jab us se āshnā.ī thīmere ham rāh ik ḳhudā.ī thī
- یاد تیری دلا رہے ہیں مجھےچاند تارے جلا رہے ہیں مجھےyād terī dilā rahe haiñ mujhechānd tāre jalā rahe haiñ mujhe
- میں حسیں ہوں مگراس قدر بھی نہیںmaiñ hasīñ hūñ magaris qadar bhī nahīñ