Poet
Nadeem Bhabha
b. 1977
Poems
- ابد ہونے کا تجربہ کیا ہےاس نے سونے کا تجربہ کیا ہےabad hone kā tajriba kyā haius ne sone kā tajriba kyā hai
- ایک سخن کو بھول کر ایک کلام تھا ضرورمیرا تو ذکر ہی نہ تھا پر ترا نام تھا ضرورek suḳhan ko bhūl kar ek kalām thā zarūrmerā to zikr hī na thā par tirā nām thā zarūr
- بس یہی کچھ ہے مرتبہ مرے پاسایک تو ہے اور اک دعا مرے پاسbas yahī kuchh hai martaba mire pāsek to hai aur ik duā mire pās
- بہت شدت سے جو قائم ہوا تھاوہ رشتہ ہم میں شاید جھوٹ کا تھاbahut shiddat se jo qā.im huā thāvo rishta ham meñ shāyad jhūṭ kā thā
- تمام عمر جلے اور روشنی نہیں کییہ زندگی ہے تو پھر ہم نے زندگی نہیں کیtamām umr jale aur raushnī nahīñ kīye zindagī hai to phir ham ne zindagī nahīñ kī
- جیسا ہوں جس حال میں ہوں اچھا ہوں میںتم نے زندہ سمجھا تو زندہ ہوں میںjaisā hūñ jis hāl meñ hūñ achchhā hūñ maiñtum ne zinda samjhā to zinda hūñ maiñ
- حالت حال میں آداب نہیں بھولتا میںخود کو بھولوں بھی تو احباب نہیں بھولتا میںhālat-e-hāl meñ ādāb nahīñ bhūltā maiñḳhud ko bhūlūñ bhī to ahbāb nahīñ bhūltā maiñ
- دکھا رہا ہوں تماشہ سمجھ میں آ جائےکہ ایک بار اسے دنیا سمجھ میں آ جائےdikhā rahā hūñ tamāsha samajh meñ ā jā.eke ek bār use duniyā samajh meñ ā jā.e
- دل سے اک یاد بھلا دی گئی ہےکسی غفلت کی سزا دی گئی ہےdil se ik yād bhulā dī ga.ī haikisī ġhaflat kī sazā dī ga.ī hai
- دل مبتلائے ہجر رفاقت میں رہ گیالگتا ہے کوئی فرق محبت میں رہ گیاdil mubtalā-e-hijr rifāqat meñ rah gayālagtā hai koī farq-e-mohabbat meñ rah gayā
- دیکھو اس کا ہجر نبھانا پڑتا ہےوہ جیسا چاہے ہو جانا پڑتا ہےdekho us kā hijr nibhānā paṛtā haivo jaisā chāhe ho jānā paṛtā hai
- رابطہ مجھ سے مرا جوڑ دیا کرتا تھاوہ جو اک شخص مجھے چھوڑ دیا کرتا تھاrābta mujh se mirā joṛ diyā kartā thāvo jo ik shaḳhs mujhe chhoṛ diyā kartā thā
- راہ میں چھوڑ کر نہیں جاتاساتھ ہوتا اگر نہیں جاتاrāh meñ chhoṛ kar nahīñ jātāsāth hotā agar nahīñ jātā
- روح حاضر ہے مرے یار کوئی مستی ہوحلقۂ رقص ہے تیار کوئی مستی ہوrūh-e-hāzir hai mire yār koī mastī hohalqa-e-raqs hai tayyār koī mastī ho
- سفر کی دھول کو چہرے سے صاف کرتا رہامیں اس گلی کا مسلسل طواف کرتا رہاsafar kī dhūl ko chehre se sāf kartā rahāmaiñ us galī kā musalsal tavāf kartā rahā
- سہولت ہو اذیت ہو تمہارے ساتھ رہنا ہےکہ اب کوئی بھی صورت ہو تمہارے ساتھ رہنا ہےsuhūlat ho aziyyat ho tumhāre sāth rahnā haike ab koī bhī sūrat ho tumhāre sāth rahnā hai
- شدید گریہ کا مطلب بتا رہا تھا ہمیںوہ رو رہا تھا کہ رونا سکھا رہا تھا ہمیںshadīd girya kā matlab batā rahā thā hameñvo ro rahā thā ke ronā sikhā rahā thā hameñ
- عجیب ہوں کہ محبت شناس ہو کر بھیاداس لگتا نہیں ہوں اداس ہو کر بھیajīb hūñ ke mohabbat shanās ho kar bhīudās lagtā nahīñ hūñ udās ho kar bhī
- مانگتے مانگتے دعا مرے ساتھبجھ گیا آخری دیا مرے ساتھmāñgte māñgte duā mire sāthbujh gayā āḳhirī diyā mire sāth
- محبت لازمی ہے مانتا ہوںمگر ہم زاد اب میں تھک گیا ہوںmohabbat lāzmī hai māntā hūñmagar ham zād ab maiñ thak gayā hūñ
- مل رہے ہو بڑی عقیدت سےخوف آتا ہے اتنی عزت سےmil rahe ho baṛī aqīdat seḳhauf ātā hai itnī izzat se
- میں ایسے موڑ پر اپنی کہانی چھوڑ آیا ہوںکسی کی آنکھ میں پانی ہی پانی چھوڑ آیا ہوںmaiñ aise moṛ par apnī kahānī chhoṛ āyā hūñkisī kī ānkh meñ pānī hī pānī chhoṛ āyā hūñ
- میں کھجوروں بھرے صحراؤں میں دیکھا گیا ہوںتخت کے بعد ترے پاؤں میں دیکھا گیا ہوںmaiñ khajūroñ bhare sahrā.oñ meñ dekhā gayā hūñtaḳht ke ba.ad tire pā.oñ meñ dekhā gayā hūñ
- وقت کی طرح ترے ہاتھ سے نکلے ہوئے ہیںہم ستارے ہیں مگر رات سے نکلے ہوئے ہیںvaqt kī tarah tire hāth se nikle hue haiñham sitāre haiñ magar rāt se nikle hue haiñ
- ہجر ہوں پورا ہجر ہوں عشق وصال کرےدل کی دھڑکن تال ہو جسم دھمال کرےhijr hūñ pūrā hijr hūñ ishq visāl karedil kī dhaṛkan tāl ho jism dhamāl kare
- ہمارے حافظے بے کار ہو گئے صاحبجواب اور بھی دشوار ہو گئے صاحبhamāre hāfize be kār ho ga.e sāhabjavāb aur bhī dushvār ho ga.e sāhab