Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Kafeel Aazar Amrohvi

b. 1940

Poems

  1. āj maiñ ne use nazdīk se jā dekhā haivo darīcha to mire qad se bahut ūnchā hai
  2. udāsī kā samundar dekh lenāmirī ānkhoñ meñ ā kar dekh lenā
  3. us kī ānkhoñ meñ utar jāne ko jī chāhtā haishām hotī hai to ghar jāne ko jī chāhtā hai
  4. tum se rāh-o-rasm baṛhā kar dīvāne kahlā.eñ kyūñjin galiyoñ meñ patthar barseñ un galiyoñ meñ jā.eñ kyūñ
  5. tanhā.ī kī galī meñ havā.oñ kā shor thāānkhoñ meñ so rahā thā andherā thakā huā
  6. jāte jāte ye nishānī de gayāvo mirī ānkhoñ meñ pānī de gayā
  7. rāt bhar chānd kī galiyoñ meñ pharātī hai mujhezindagī kitne hasīñ ḳhvāb dikhātī hai mujhe
  8. rāt ke dasht meñ phailā huā sannāṭā hūñapne sā.e se bichhaṛne kī sazā pātā hūñ
  9. sukūñ thoṛā sā pāyā dhūp ke ṭhanḍe makānoñ meñbahut jalne lagā thā jism barfīlī chaṭānoñ meñ
  10. koī manzil nahīñ miltī to ṭhahar jāte haiñashk ānkhoñ meñ musāfir kī tarah āte haiñ
  11. gumshuda tanhā.iyoñ kī rāzdāñ achchhī to homaiñ yahāñ achchhā nahīñ hūñ tum vahāñ achchhī to ho
  12. ghaṭā.oñ kī udāsī pī rahā hūñmaiñ ik gahrā samundar ban gayā hūñ
  13. mujh se ab tak ye gila hai mire ġham ḳhvāroñ kokyūñ chhuā maiñ ne tirī yād ke angāroñ ko
  14. ham ne jab koī bhī darvāza khulā pāyā haikitnī guzrī huī bātoñ kā ḳhayāl āyā hai
  15. ye hādisa bhī tire shahr meñ huā hogātamām shahr mujhe ḍhūñḍhtā phirā hogā
  16. ye hādisa to huā hī nahīñ hai tere ba.adhai pur sukūn samundar kuchh is tarah dil kā
  17. abhī se un ke liye itnī be qarār na hokyā hai mujh ko bahut be qarār chheṛā hai
  18. ai mire nūr-e-nazar laḳht-e-jigar jān sakūñnīnd ānā tujhe dushvār nahīñ hai so jā
  19. bāt niklegī to phir dūr talak jā.egīlog be vaj.h udāsī kā sabab pūchheñge
  20. kab talak ḳhvāboñ se dhoka khā.ogīkab talak iskūl ke bachchoñ se dil bahlā.ogī
  21. kisī kī yād satātī hai rāt din tum kokisī ke pyār se majbūr ho ga.ī ho tum
  22. kin ḳhayālāt meñ yūñ rahtī ho khoī khoīchā.e kā pānī patīlī meñ ubal jātā hai
  23. kaisī ḳhāmoshī hai vīrānī hai sannāṭā haikoī āhaṭ hai na āvāz na koī dhaṛkan
  24. maiñ ne sochā thā ke is bār tumhārī bāheñmerī gardan meñ basad shauq hamā.il hoñgī
  25. har ek shām mujhe yūñ ḳhayāl ātā haike jaise ṭāṭ kā mailā phaṭā huā parda
  26. ḳhvāb shab kī munḍeroñ pe baiṭhe hueghorate haiñ mujhe
  27. zindagī ke peṛ seek patā aur gir kar
  28. sunā hai ke būṛhī havelī meñ har shabbhaṭaktī hai ik rūh jis ke badan par