Poet
Kafeel Aazar Amrohvi
b. 1940
Poems
- ابھی سے ان کے لیے اتنی بے قرار نہ ہوکیا ہے مجھ کو بہت بے قرار چھیڑا ہےabhī se un ke liye itnī be qarār na hokyā hai mujh ko bahut be qarār chheṛā hai
- اے مرے نور نظر لخت جگر جان سکوںنیند آنا تجھے دشوار نہیں ہے سو جاai mire nūr-e-nazar laḳht-e-jigar jān sakūñnīnd ānā tujhe dushvār nahīñ hai so jā
- بات نکلے گی تو پھر دور تلک جائے گیلوگ بے وجہ اداسی کا سبب پوچھیں گےbāt niklegī to phir dūr talak jā.egīlog be vaj.h udāsī kā sabab pūchheñge
- کب تلک خوابوں سے دھوکہ کھاؤ گیکب تلک اسکول کے بچوں سے دل بہلاؤ گیkab talak ḳhvāboñ se dhoka khā.ogīkab talak iskūl ke bachchoñ se dil bahlā.ogī
- کسی کی یاد ستاتی ہے رات دن تم کوکسی کے پیار سے مجبور ہو گئی ہو تمkisī kī yād satātī hai rāt din tum kokisī ke pyār se majbūr ho ga.ī ho tum
- کن خیالات میں یوں رہتی ہو کھوئی کھوئیچائے کا پانی پتیلی میں ابل جاتا ہےkin ḳhayālāt meñ yūñ rahtī ho khoī khoīchā.e kā pānī patīlī meñ ubal jātā hai
- کیسی خاموشی ہے ویرانی ہے سناٹا ہےکوئی آہٹ ہے نہ آواز نہ کوئی دھڑکنkaisī ḳhāmoshī hai vīrānī hai sannāṭā haikoī āhaṭ hai na āvāz na koī dhaṛkan
- میں نے سوچا تھا کہ اس بار تمہاری باہیںمیری گردن میں بصد شوق حمائل ہوں گیmaiñ ne sochā thā ke is bār tumhārī bāheñmerī gardan meñ basad shauq hamā.il hoñgī
- ہر ایک شام مجھے یوں خیال آتا ہےکہ جیسے ٹاٹ کا میلا پھٹا ہوا پردہhar ek shām mujhe yūñ ḳhayāl ātā haike jaise ṭāṭ kā mailā phaṭā huā parda