Poet
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Poems
- اب تک ہماری عقل سے پردہ ہٹا نہیںسمجھا اسی کو آسرا جو آسرا نہیںab tak hamārī aql se parda haṭā nahīñsamjhā usī ko āsrā jo āsrā nahīñ
- اس قدر عام نہ کر انجمن آرائی کوہم ترس جائیں مذاق غم تنہائی کوis qadar ām na kar anjuman ārā.ī koham taras jā.eñ mazāq-e-ġham-e-tanhā.ī ko
- اول تو جلوہ گاہ میں دل کی بساط کیادل ہے جنوں نواز تو پھر احتیاط کیاavval to jalva gāh meñ dil kī bisāt kyādil hai junūñ navāz to phir ehtiyāt kyā
- ایک ہی نغمہ کبھی سوز کبھی ساز میں ہےایسا اعجاز فقط وقت کی آواز میں ہےek hī naġhma kabhī soz kabhī sāz meñ haiaisā ejāz faqat vaqt kī āvāz meñ hai
- پہلے میرے پاؤں میں زنجیر عصیاں دیکھیےپھر تماشائے طلسم بزم امکاں دیکھیےpahle mere pā.oñ meñ zanjīr isyāñ dekhiyephir tamāshā-e-tilism-e-bazm-e-imkāñ dekhiye
- ترے حضور نہ خالی کسی کا جام رہاوہ خوش نصیب تو میں ہوں کہ تشنہ کام رہاtire huzūr na ḳhālī kisī kā jām rahāvo ḳhush nasīb to maiñ hūñ ke tishna kām rahā
- تنظیم دہر کی تو سہی خیر و شر کے ساتھلیکن خطا و سہو لگا کر بشر کے ساتھtanzīm dahr kī to sahī ḳhair-o-shar ke sāthlekin ḳhatā-o-saho lagā kar bashar ke sāth
- خواب میں آیا نظر مصر کا بازار مجھےاس کی تعبیر تو دے اے نگہ یار مجھےḳhvāb meñ āyā nazar misr kā bāzār mujheus kī ta.abīr to de ai nigah-e-yār mujhe
- دنیا میں بے حجاب مری ذات بھی تو ہواے عشق تیری کوئی کرامات بھی تو ہوduniyā meñ be hijāb mirī zāt bhī to hoai ishq terī koī karāmāt bhī to ho
- شراب حسن سے کچھ ایسے ہم ہوئے مخمورکہ ہوش تک نہ تھا باقی کہاں کا حسن شعورsharāb-e-husn se kuchh aise ham hue maḳhmūrke hosh tak na thā bāqī kahāñ kā husn-e-shuūr
- شکوۂ بخت ہے فضول گردش روزگار کیاوقت کی تو بساط الٹ بیٹھا ہے سوگوار کیاshikva-e-baḳht hai fuzūl gardish-e-rozgār kyāvaqt kī to bisāt-e-ulaṭ baiṭhā hai sogvār kyā
- عجیب چیز ہے دل آدمی کے سینے میںہے کائنات کا ہر راز اس دفینے میںajīb chīz hai dil ādmī ke sīne meñhai kā.ināt kā har rāz is dafīne meñ
- عشق میں سوز نہ ہو حسن میں تسخیر نہ ہوپھر تو تخریب ہی دنیا میں ہو تعمیر نہ ہوishq meñ soz na ho husn meñ tasḳhīr na hophir to taḳhrīb hī duniyā meñ ho ta.amīr na ho
- کوئی تکلیف ہماری ہے نہ غم آپ کے ہیںآج سے آپ ہمارے ہیں نہ ہم آپ کے ہیںkoī taklīf hamārī hai na ġham āp ke haiñāj se āp hamāre haiñ na ham āp ke haiñ
- کھلا یہ آدم و ابلیس کے فسانے سےکہ یہ جہان بنا ہے فریب کھانے سےkhulā ye ādam-o-iblīs ke fasāne seke ye jahān banā hai fareb khāne se
- گلشن دہر کی فضا اب نہیں سوگوار کیادور خزاں سے ہو گئی عہدہ برا بہار کیاgulshan-e-dahr kī fazā ab nahīñ sogvār kyādaur-e-ḳhizāñ se ho ga.ī ohda burā bahār kyā
- معاف اے شان کبریائی یہ عرض میری گلہ نہیں ہےکہ تیرے در کے سوا مرا سر کسی کے در پر جھکا نہیں ہےmuāf ai shān kibriyā.ī ye arz merī gila nahīñ haike tere dar ke sivā mirā sar kisī ke dar par jhukā nahīñ hai
- یہ کفر ہم نے کیا عمر بھر خدا جانےخدا کی ذات کو انساں سے ماورا جانےye kufr ham ne kiyā umr bhar ḳhudā jāneḳhudā kī zāt ko insāñ se māvarā jāne