Poet
Ehsan Darbhangavi
1922–1998
Poems
- امید سے تھا تصور امید ہی نہ رہیشب فراق میں پہلی سی بے کلی نہ رہیumīd se thā tasavvur umīd hī na rahīshab-e-firāq meñ pahlī sī be kalī na rahī
- بات اب آئی سمجھ میں کہ حقیقت کیا تھیایک جذبات کی شدت تھی محبت کیا تھیbāt ab ā.ī samajh meñ ke haqīqat kiyā thīek jazbāt kī shiddat thī mohabbat kiyā thī
- بس اک کشاکش کا سلسلہ ہے ازل سے جو آج تک رہا ہےفلک کی منکر زمیں رہی ہے زمیں کا منکر فلک رہا ہےbas ik kashākash kā silsila hai azal se jo āj tak rahā haifalak kī munkir zamīñ rahī hai zamīñ kā munkir falak rahā hai
- بنا کے اپنے سفینے کا ناخدا مجھ کوکسی نے کر دیا طوفاں سے آشنا مجھ کوbanā ke apne safīne kā nāḳhudā mujh kokisī ne kar diyā tūfāñ se āshnā mujh ko
- حجاب آنے لگا اب تو بلائے آسمانی کوخدا رکھے سلامت تیرے ناز باغبانی کوhijāb āne lagā ab to balā-e-āsmānī koḳhudā rakhe salāmat tere nāz-e-bāġhbānī ko
- خلش بخشی تپش بخشی گداز اپنا دیا میں نےمزاج حسن کو بھی کر دیا غم آشنا میں نےḳhalish baḳhshī tapish baḳhshī gudāz apnā diyā maiñ nemizāj-e-husn ko bhī kar diyā ġham āshnā maiñ ne
- خیال انجام آرزو تھا کہ ایک جھونکا تھا تیز لو کاجھلس گیا وہ حسین پودا جو ناز پروردہ تھا نمو کاḳhayāl anjām ārzū thā ke ek jhonkā thā tez lo kājhulas gayā vo hasīn paudā jo nāz parvarda thā numū kā
- خیال کے پھول کھل رہے ہیں بہار کے گیت گا رہا ہوںترے تصور کی سرزمیں پر نئے گلستاں کھلا رہا ہوںḳhayāl ke phūl khul rahe haiñ bahār ke gīt gā rahā hūñtire tasavvur kī sarzamīñ par na.e gulistāñ khulā rahā hūñ
- خیال و خواب کی باتوں کو دہرانے سے کیا ہوگاحقیقت سامنے ہے جب تو افسانے سے کیا ہوگاḳhayāl-o-ḳhvāb kī bātoñ ko dohrāne se kyā hogāhaqīqat sāmne hai jab to afsāne se kyā hogā
- دل اب اسیر زلف پریشاں نہیں رہاجب اپنا غم ہوا غم جاناں نہیں رہاdil ab asīr-e-zulf-e-pareshāñ nahīñ rahājab apnā ġham huā ġham-e-jānāñ nahīñ rahā
- دل کے مریض ذہن کے بیمار کیوں ہوئےزلفوں سے کھیلتے تھے سر دار کیوں ہوئےdil ke marīz zehn ke bīmār kyūñ huezulfoñ se khelte the sar-e-dār kyūñ hue
- زبان مے کدہ میں جس کو مے کش جام کہتے ہیںاسے ہم اپنے دل کا دوسرا اک نام کہتے ہیںzabān-e-mai kada meñ jis ko mai kash jām kahte haiñuse ham apne dil kā dūsrā ik nām kahte haiñ
- ساغر میں بھی ڈھلتی رہتی ہے سجدوں میں بھی پلتی رہتی ہےخواہش ہے بہر حال ایک مگر سو بھیس بدلتی رہتی ہےsāġhar meñ bhī ḍhaltī rahtī hai sajdoñ meñ bhī paltī rahtī haiḳhvāhish hai bahar hāl ek magar so bhes badaltī rahtī hai
- سمجھ سکتے نہیں جو تیرے ماتھے کی شکن ساقیوہ کیا جانیں کہ ہے بادہ کشی بھی ایک فن ساقیsamajh sakte nahīñ jo tere māthe kī shikan sāqīvo kyā jāneñ ke hai bāda kashī bhī ek fan sāqī
- شاعر ہوئے تو کیا ہوئے احسانؔ ہی رہےمرزاؔ و میرؔ بن نہ سکے خان ہی رہےshāyar hue to kyā hue ehsān hī rahemirzā-o-mīr ban na sake ḳhān hī rahe
- شکن جبیں پہ نہ لائے نظر جھکا کے چلےخودی کی لاش اٹھانی ہی تھی اٹھا کے چلےshikan jabīñ pe na lā.e nazar jhukā ke chaleḳhudī kī lāsh uṭhānī hī thī uṭhā ke chale
- شوق نظارہ جو سرگرم نظر ہوتا ہےجلوہ گر حسن بہ انداز دگر ہوتا ہےshauq-e-nazzāra jo sargarm-e-nazar hotā haijalva gar husn ba andāz-e-digar hotā hai
- طاری مرے شعور پہ وجدان ہی رہاآیا خودی کو ہوش تو اک آن ہی رہاtārī mire shuūr pe vijdān hī rahāāyā ḳhudī ko hosh to ik ān hī rahā
- کبھی تصور میں آ رہی ہو کبھی تخیل پہ چھا رہی ہومرے شبستان آرزو کو نگار خانہ بنا رہی ہوkabhī tasavvur meñ ā rahī ho kabhī taḳhayyul pe chhā rahī homire shabistān-e-ārzū ko nigār ḳhāna banā rahī ho
- کر گیا گوشہ نشینوں پہ یہ احساں کوئیدے گیا مشغلہ چاک گریباں کوئیkar gayā gosha nashīnoñ pe ye ehsāñ koīde gayā mashġhala chāk-e-garebāñ koī
- کسی نافہم سے اظہار تمنا کرنااپنی خاموش محبت کو ہے رسوا کرناkisī nāfahm se iz.hār-e-tamannā karnāapnī ḳhāmosh mohabbat ko hai rusvā karnā
- میں تخلیق شرر کرتا ہوں اپنے سوز پنہاں سےمیں پروانہ نہیں جو آگ لوں ہر شمع سوزاں سےmaiñ taḳhlīq-e-sharar kartā hūñ apne soz-e-pinhāñ semaiñ parvāna nahīñ jo āg lūñ har sham-e-sozāñ se
- وہی ہے دست جنوں ہمارا بدلتا رہتا ہے گو قرینہاسی سے دامن کو چاک کرنا اسی سے دامن کے چاک سیناvahī hai dast-e-junūñ hamārā badaltā rahtā hai go qarīnausī se dāman ko chāk karnā usī se dāman ke chāk sīnā
- یاد تیری جو کبھی آتی ہے بہلانے کواور دیوانہ بنا جاتی ہے دیوانے کوyād terī jo kabhī ātī hai bahlāne koaur dīvāna banā jātī hai dīvāne ko
- بڑی مشکلوں سے کاٹا بڑے کرب سے گزاراترے بعد کوئی لمحہ جو ملا کبھی خوشی کاbaṛī mushkiloñ se kāṭā baṛe karb se guzārātire ba.ad koī lamha jo milā kabhī ḳhushī kā
- شاید ابھی باقی ہے کچھ آگ محبت کیماضی کی چتاؤں سے اٹھتا ہے دھواں احساںؔshāyad abhī bāqī hai kuchh āg mohabbat kīmāzī kī chitā.oñ se uṭhtā hai dhuāñ ehsāñ
- شوق کے ممکنات کو دونوں ہی آزما چکےتم بھی فریب کھا چکے ہم بھی فریب کھا چکےshauq ke mumkināt ko donoñ hī āzmā chuketum bhī fareb khā chuke ham bhī fareb khā chuke