Poet
Balraj Hairat
1930–1995
Poems
- آنکھ میں آنسو نظر میں درد پیدا کر گیامیرا ہنسنے کا ارادہ کیا غضب ڈھا کر گیاānkh meñ ānsū nazar meñ dard paidā kar gayāmerā hañsne kā irāda kyā ġhazab ḍhā kar gayā
- اپنے رنج و غم بانٹے ہم سے با خبر نکلےساتھ چلنے والوں میں کوئی ہم سفر نکلےapne ranj-o-ġham bāñṭe ham se bā ḳhabar niklesāth chalne vāloñ meñ koī ham safar nikle
- اک فاختہ یہ پوچھ رہی ہے ہواؤں سےکب تک چلے گا کام تمہاری دعاؤں سےik fāḳhta ye pūchh rahī hai havā.oñ sekab tak chalegā kām tumhārī duā.oñ se
- ترک و طلب کے ہنگاموں کو عشق سمجھنا وحشت ہےعشق تحیر بے پایاں ہے عشق مجسم حیرت ہےtark-o-talab ke hangāmoñ ko ishq samajhnā vahshat haiishq tahayyur be pāyāñ hai ishq mujassam hairat hai
- تسلیم ان آنکھوں کا اعجاز مسیحائیلیکن یہ بتا آخر کس کس نے شفا پائیtaslīm in ānkhoñ kā ejāz-e-masīhā.īlekin ye batā āḳhir kis kis ne shifā pā.ī
- چھوڑ دے کرب انا موجۂ پر خم بننازندگی سیکھ گئی گیسوئے برہم بنناchhoṛ de karb-e-anā mauja-e-pur ḳham bannāzindagī sīkh ga.ī gesū-e-bar.ham bannā
- حساس دل تھا شرم سے نم دیدہ ہو گیاناحق میں اس کی بات پہ رنجیدہ ہو گیاhassās dil thā sharm se nam dīda ho gayānāhaq meñ us kī bāt pe ranjīda ho gayā
- خود ہی اپنا راز خود ہی راز داں بن جاؤں گاایک لمحے کا یقیں ہوں پھر گماں بن جاؤں گاḳhud hī apnā rāz ḳhud hī rāz dāñ ban jā.ūñgāek lamhe kā yaqīñ hūñ phir gumāñ ban jā.ūñgā
- سخت نا ہموار و مشکل تھا مگر ایسا نہ تھامیں نے جب راہیں تراشی تھیں سفر ایسا نہ تھاsaḳht nā hamvār-o-mushkil thā magar aisā na thāmaiñ ne jab rāheñ tarāshī thīñ safar aisā na thā
- عقل کے دشمن بھی ہم ٹھہرے دل کا بھی نقصان کیاذوق طلب کی آڑ میں حیرتؔ نفس نے کیا حیران کیاaql ke dushman bhī ham ṭhahre dil kā bhī nuqsān kiyāzauq-e-talab kī āṛ meñ hairat nafas ne kyā hairān kyā
- قرنوں پرانا وقت کو للکارتا ہوااک شہر ہے ہمارے بھی اندر بسا ہواqarnoñ purānā vaqt ko lalkārtā huāik shahr hai hamāre bhī andar basā huā
- کرشمہ کیا نہ ہوا بات کون سی نہ ہوئیمگر چراغ تلے روشنی کبھی نہ ہوئیkarishma kyā na huā bāt kaun sī na huīmagar charāġh tale raushnī kabhī na huī
- کسی نشے سے بیشتر تو نہ تھارشتۂ غم بھی معتبر تو نہ تھاkisī nashe se beshtar to na thārishta-e-ġham bhī motabar to na thā
- کل آسمان جیسے کوئی شعلہ زار تھاسورج کے ڈوبنے میں بھی کتنا وقار تھاkal āsmān jaise koī shola zār thāsūraj ke ḍūbne meñ bhī kitnā vaqār thā
- کہیں خلا میں کوئی روح چیختی ہوگیمرا خیال ہے اب شام ڈھل چکی ہوگیkahīñ ḳhalā meñ koī rūh chīḳhtī hogīmirā ḳhayāl hai ab shām ḍhal chukī hogī
- کھڑے ہیں سامنے احباب اجگروں کی طرحبلا رہا ہے بیاباں کھلے دروں کی طرحkhaṛe haiñ sāmne ahbāb ajgaroñ kī tarahbalā rahā hai bayābāñ khule darūñ kī tarah
- نادانیوں کو ایک نیا رنگ دے دیادانستہ میں نے ہاتھ تہ سنگ دے دیاnādāniyoñ ko ek nayā rang de diyādānista maiñ ne hāth tah-e-sang de diyā
- نہ تیری شکل سے واقف نہ تیری باس سے لوگشناخت کیسے کریں گے تجھے قیاس سے لوگna terī shakl se vāqif na terī bās se logshanāḳht kaise kareñge tujhe qayās se log