Poet
Aale Ahmad Suroor
1911–2002
Poems
- آج سے پہلے ترے مستوں کی یہ خواری نہ تھیمے بڑی افراط سے تھی پھر بھی سرشاری نہ تھیāj se pahle tire mastoñ kī ye ḳhvārī na thīmai baṛī ifrāt se thī phir bhī sarshārī na thī
- ایک دیوانے کو اتنا ہی شرف کیا کم ہےزلف و زنجیر سے یک گونہ شغف کیا کم ہےek dīvāne ko itnā hī sharaf kyā kam haizulf-o-zanjīr se yak gūna shaġhaf kyā kam hai
- تو پیمبر سہی یہ معجزہ کافی تو نہیںشاعری زیست کے زخموں کی تلافی تو نہیںtū payambar sahī ye mojiza kāfī to nahīñshāyarī zīst ke zaḳhmoñ kī talāfī to nahīñ
- جبر حالات کا تو نام لیا ہے تم نےاپنے سر بھی کبھی الزام لیا ہے تم نےjabr hālāt kā to nām liyā hai tum neapne sar bhī kabhī ilzām liyā hai tum ne
- جب کبھی بات کسی کی بھی بری لگتی ہےایسا لگتا ہے کہ سینے میں چھری لگتی ہےjab kabhī bāt kisī kī bhī burī lagtī haiaisā lagtā hai ke sīne meñ chhurī lagtī hai
- جس نے کیے ہیں پھول نچھاور کبھی کبھیآئے ہیں اس کی سمت سے پتھر کبھی کبھیjis ne kiye haiñ phūl nichhāvar kabhī kabhīā.e haiñ us kī samt se patthar kabhī kabhī
- خدا پرست ملے اور نہ بت پرست ملےملے جو لوگ وہ اپنے نشے میں مست ملےḳhudā parast mile aur na but parast milemile jo log vo apne nashe meñ mast mile
- خشک کھیتی ہے مگر اس کو ہری کہتے ہیںکم نگاہی کو بھی وہ دیدہ وری کہتے ہیںḳhushk khetī hai magar us ko harī kahte haiñkam nigāhī ko bhī vo dīda varī kahte haiñ
- خیال جن کا ہمیں روز و شب ستاتا ہےکبھی انہیں بھی ہمارا خیال آتا ہےḳhayāl jin kā hameñ roz-o-shab satātā haikabhī unheñ bhī hamārā ḳhayāl ātā hai
- داستان شوق کتنی بار دہرائی گئیسننے والوں میں توجہ کی کمی پائی گئیdāstān-e-shauq kitnī bār dohrā.ī ga.īsunne vāloñ meñ tavajjoh kī kamī pā.ī ga.ī
- دل دادگان لذت ایجاد کیا کریںسیلاب اشک و آہ پہ بنیاد کیا کریںdil dādgān-e-lazzat-e-ījād kyā kareñsailāb ashk-o-āh pe buniyād kyā kareñ
- زنجیر سے جنوں کی خلش کم نہ ہو سکیبھڑکی اگر یہ آنچ تو مدھم نہ ہو سکیzanjīr se junūñ kī ḳhalish kam na ho sakībhaṛkī agar ye ānch to maddham na ho sakī
- سفر طویل سہی حاصل سفر کیا تھاہمارے پاس بجز دولت نظر کیا تھاsafar tavīl sahī hāsil-e-safar kyā thāhamāre pās bajuz daulat-e-nazar kyā thā
- شگفتگیٔ دل ویراں میں آج آ ہی گئیگھٹا چمن پہ بہاروں کو لے کے چھا ہی گئیshaguftagī-e-dil-e-vīrāñ meñ āj ā hī ga.īghaṭā chaman pe bahāroñ ko le ke chhā hī ga.ī
- فغان درد میں بھی درد کی خلش ہی نہیںدلوں میں آگ لگی ہے مگر تپش ہی نہیںfuġhān-e-dard meñ bhī dard kī ḳhalish hī nahīñdiloñ meñ āg lagī hai magar tapish hī nahīñ
- کچھ لوگ تغیر سے ابھی کانپ رہے ہیںہم ساتھ چلے تو ہیں مگر ہانپ رہے ہیںkuchh log taġhayyur se abhī kāñp rahe haiñham sāth chale to haiñ magar hānp rahe haiñ
- لو اندھیروں نے بھی انداز اجالوں کے لیےکیسی افتاد پڑی دیکھنے والوں کے لیےlo andheroñ ne bhī andāz ujāloñ ke liyekaisī uftād paṛī dekhne vāloñ ke liye
- لوگ تنہائی کا کس درجہ گلا کرتے ہیںاور فن کار تو تنہا ہی رہا کرتے ہیںlog tanhā.ī kā kis darja gilā karte haiñaur fan kār to tanhā hī rahā karte haiñ
- نوائے شوق میں شورش بھی ہے قرار بھی ہےخرد کا پاس بھی خوابوں کا کاروبار بھی ہےnavā-e-shauq meñ shorish bhī hai qarār bhī haiḳhirad kā pās bhī ḳhvāboñ kā kārobār bhī hai
- وہ احتیاط کے موسم بدل گئے کیسےچراغ دل کے اندھیرے میں جل گئے کیسےvo ehtiyāt ke mausam badal ga.e kaisecharāġh-e-dil ke andhere meñ jal ga.e kaise
- وہ جئیں کیا جنہیں جینے کا ہنر بھی نہ ملادشت میں خاک اڑاتے رہے گھر بھی نہ ملاvo jiyeñ kyā jinheñ jīne kā hunar bhī na milādasht meñ ḳhāk uṛāte rahe ghar bhī na milā
- ہر اک جنت کے رستے ہو کے دوزخ سے نکلتے ہیںانہیں کا حق ہے پھولوں پر جو انگاروں پہ چلتے ہیںhar ik jannat ke raste ho ke dozaḳh se nikalte haiñunheñ kā haq hai phūloñ par jo angāroñ pe chalte haiñ
- ہمارے ہاتھ میں جب کوئی جام آیا ہےتو لب پہ کتنے ہی پیاسوں کا نام آیا ہےhamāre hāth meñ jab koī jām āyā haitū lab pe kitne hī pyāsoñ kā nām āyā hai
- ہم برق و شرر کو کبھی خاطر میں نہ لائےاس فتنۂ دوراں کو مگر دیکھ نہ پائےham barq-o-sharar ko kabhī ḳhātir meñ na lā.eis fitna-e-daurāñ ko magar dekh na pā.e
- ہم نہ اس ٹولی میں تھے یارو نہ اس ٹولی میں تھےنے کسی کی جیب میں تھے نہ کسی جھولی میں تھےham na is ṭolī meñ the yāro na is ṭolī meñ thene kisī kī jeb meñ the na kisī jholī meñ the
- ہمیں تو مے کدے کا یہ نظام اچھا نہیں لگتانہ ہو سب کے لیے گردش میں جام اچھا نہیں لگتاhameñ to mai kade kā ye nizām-e-achchhā nahīñ lagtāna ho sab ke liye gardish meñ jām achchhā nahīñ lagtā
- یوں جو افتاد پڑے ہم پہ وہ سہہ جاتے ہیںہاں کبھی بات جو کہنے کی ہے کہہ جاتے ہیںyūñ jo uftād paṛe ham pe vo sah jāte haiñhāñ kabhī bāt jo kahne kī hai kah jāte haiñ
- تین فتنوں کا قصہ پرانا ہواچار فتنوں کا سنیے ذرا ماجراtīn fitnoñ kā qissa purānā huāchār fitnoñ kā suniye zarā mājrā
- گو رات کی جبیں سے سیاہی نہ دھل سکیلیکن مرا چراغ برابر جلا کیاgo rāt kī jabīñ se siyāhī na dhul sakīlekin mirā charāġh barābar jalā kiyā
- میری بیٹی جب بڑی ہو جائے گیسارے گھر میں چاندنی پھیلائے گیmerī beṭī jab baṛī ho jā.egīsāre ghar meñ chāndnī phailā.egī
- نمبر ایک بڑا ہی نیککھائے کیک پئے ملک شیکnambar ek baṛā hī nekkhā.e kek piye mulk shek
- یہ نئی پود الحفیظ و الاماںرعد ہے طوفان ہے آتش فشاںye na.ī paud alhafīz-o-alamāñra.ad hai tūfān hai ātish fishāñ
- یوں تو بچے اور بھی ہیںلمبے اور چوکور بھی ہیںyūñ to bachche aur bhī haiñlambe aur chaukor bhī haiñ
- آج پی کر بھی وہی تشنہ لبی ہے ساقیلطف میں تیرے کہیں کوئی کمی ہے ساقیāj pī kar bhī vahī tishna labī hai sāqīlutf meñ tere kahīñ koī kamī hai sāqī
- ابھی آتے نہیں اس رند کو آداب مے خانہجو اپنی تشنگی کو فیض ساقی کی کمی سمجھےabhī āte nahīñ is rind ko ādāb-e-mai ḳhānajo apnī tishnagī ko faiz-e-sāqī kī kamī samjhe
- تمہاری مصلحت اچھی کہ اپنا یہ جنوں بہترسنبھل کر گرنے والو ہم تو گر گر کر سنبھلے ہیںtumhārī maslahat achchhī ke apnā ye junūñ behtarsambhal kar girne vālo ham to gar gir kar sambhale haiñ
- ساحل کے سکوں سے کسے انکار ہے لیکنطوفان سے لڑنے میں مزا اور ہی کچھ ہےsāhil ke sukūñ se kise inkār hai lekintūfān se laṛne meñ mazā aur hī kuchh hai
- کچھ تو ہے ویسے ہی رنگیں لب و رخسار کی باتاور کچھ خون جگر ہم بھی ملا دیتے ہیںkuchh to hai vaise hī rangīñ lab-o-ruḳhsār kī bātaur kuchh ḳhūn-e-jigar ham bhī milā dete haiñ