Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vijay Sharma

b. 1995

Poems

  1. ādmiyyat kā dīn mere ḳhvābmisl-e-āb-o-zamīn mere ḳhvāb
  2. ab kahāñ dard jism-o-jān meñ haidafn hai dil badan dukān meñ hai
  3. us galī tak saṛak rahī hogīrāh ab bhī vo tak rahī hogī
  4. bātoñ bātoñ meñ hī unvān badal jāte haiñkitnī raftār se insān badal jāte haiñ
  5. bāra chānd ga.e pūnam ke pyār bharā ik sāvan bhīga.e dinoñ meñ sāl bhī guzrā aur gayā kuchh jīvan bhī
  6. bīte vaqt kā chehra ḍhūñḍhtā rahtā haidil pāgal hai kyā kyā ḍhūñḍhtā rahtā hai
  7. tire ġhurūr mire zabt kā savāl rahābikhar bikhar ke tujhe chāhnā kamāl rahā
  8. tamām dard kisī le meñ gungunāte huevo kho gayā kahīñ sho ranjanī sunāte hue
  9. tamām ret pe bikhrā hai tan udāsī kāvo lahr hai yā koī pairahan udāsī kā
  10. jis bhī jagah dekhī us ne apnī tasvīr haṭā lī thīmere dil kī dīvāroñ par dīmak lagne vālī thī
  11. rahī hai yūñ hī nadāmat mujhe muqaddar seguzar rahī hai sabā jis tarah mire ghar se
  12. zaḳhm mahsūs na ho nīnd zarā āne dophir kisī ḳhvāb meñ mar jā.ūñ to mar jāne do
  13. sahar na hāth lagī so sitāre chhū ā.eduā karo hameñ ādāb-e-justujū ā.e
  14. shahr bezār rah guzar tanhāzindagī uṭh chalī kidhar tanhā
  15. za.īf rūh huī par badan ḍhalā ke nahīñke tere des terā rāsta banā ke nahīñ
  16. tilism-e-sāya-e-hasrat fazā-e-hairānīphir āj tapne lagī hai hamārī peshānī
  17. kisī sūkhe hue shajar sā hūñek lamhe meñ umr bhar sā hūñ
  18. nam ānkhoñ meñ kyā kar legā ġhussa dekheñgeos ke ūpar chingārī kā lahja dekheñge
  19. vahī nibāh ke kānṭe vahī gulāb ke phūlmere nasīb meñ kab ā.e mere ḳhvāb ke phūl
  20. ye sāneha hai bhalā aur kis ke sar jānāhavā kā vaqt se chalnā fazā ṭhahar jānā