Poet
Taban Abdul Hai
تاباں عبد الحی1715–1749
Poems
- آرزو ہے میں رکھوں تیرے قدم پر گر جبیںتو اٹھاوے ناز سے ظالم لگا ٹھوکر جبیںārzū hai maiñ rakhūñ tere qadam par gar jabīñtū uṭhāve nāz se zālim lagā ṭhokar jabīñ
- آئی بہار شورش طفلاں کو کیا ہوااہل جنوں کدھر گئے یاراں کو کیا ہواā.ī bahār shorish-e-tiflāñ ko kyā huāahl-e-junūñ kidhar ga.e yārāñ ko kyā huā
- ان ظالموں کو جور سوا کام ہی نہیںگویا کہ ان کے ظلم کا انجام ہی نہیںin zālimoñ ko jaur sivā kām hī nahīñgoyā ke un ke zulm kā anjām hī nahīñ
- ایسا کہاں حباب کوئی چشم تر کہ ہملب خشک یہ محیط ہے کب اس قدر کہ ہمaisā kahāñ habāb koī chashm-e-tar ke hamlab ḳhushk ye muhīt hai kab is qadar ke ham
- ایک ہی جام کو پلا ساقیعدل اور ہوش لے گیا ساقیek hī jām ko pilā sāqīadl aur hosh le gayā sāqī
- اے مرد خدا ہو تو پرستار بتاں کامذہب میں مرے کفر ہے انکار بتاں کاai mard-e-ḳhudā ho to parastār butāñ kāmaz.hab meñ mire kufr hai inkār butāñ kā
- ترے مژگاں کی فوجیں باندھ کر صف جب ہوئیں کھڑیاںکیا عالم کو سارے قتل لو تھیں ہر طرف پڑیاںtire mizhgāñ kī faujeñ bāñdh kar saf jab huīñ khaṛiyāñkiyā ālam ko sāre qatl lo thīñ har taraf paṛiyāñ
- تم سے اب کامیاب اور ہی ہےآہ ہم پر عذاب اور ہی ہےtum se ab kāmyāb aur hī haiāh ham par azāb aur hī hai
- تمہارے ہجر میں رہتا ہے ہم کو غم میاں صاحبخدا جانے جئیں گے یا مریں گے ہم میاں صاحبtumhāre hijr meñ rahtā hai ham ko ġham miyāñ sāhabḳhudā jāne jiyeñ ge yā mareñge ham miyāñ sāhab
- تو بھلی بات سے ہی میری خفا ہوتا ہےآہ کیا چاہنا ایسا ہی برا ہوتا ہےtū bhalī bāt se hī merī ḳhafā hotā haiāh kyā chāhnā aisā hī burā hotā hai
- تو مل اس سے ہو جس سے دل ترا خوشبلا سے تیری میں نا خوش ہوں یا خوشtū mil us se ho jis se dil tirā ḳhushbalā se terī meñ nā ḳhush hūñ yā ḳhush
- تیری آنکھیں بڑی سی پیاری ہیںان کے پھر دیکھنے کی واری ہیںterī ānkheñ baṛī sī pyārī haiñun ke phir dekhne kī vārī haiñ
- تیری مخمور چشم اے مے نوشجن نے دیکھی سو ہو گیا خاموشterī maḳhmūr chashm ai mai noshjin ne dekhī so ho gayā ḳhāmosh
- خوباں جو پہنتے ہیں نپٹ تنگ چولیاںان کی سجوں کو دیکھ مریں کیوں نہ لولیاںḳhūbāñ jo pahante haiñ nipaṭ tang choliyāñun kī sajoñ ko dekh mareñ kyūñ na loliyāñ
- خوب رو جو ایک کا محبوب نہیںایسے ہرجائی سے ملنا خوب نہیںḳhūb rū jo ek kā mahbūb nahīñaise harjā.ī se milnā ḳhūb nahīñ
- داغ دل اپنا جب دکھاتا ہوںرشک سے شمع کو جلاتا ہوںdāġh-e-dil apnā jab dikhātā hūñrashk se sham.a ko jalātā hūñ
- دلبر سے درد دل نہ کہوں ہائے کب تلکخاموش اس کے غم میں رہوں ہائے کب تلکdilbar se dard-e-dil na kahūñ hā.e kab talakḳhāmosh us ke ġham meñ rahūñ hā.e kab talak
- دیکھ اس کو خواب میں جب آنکھ کھل جاتی ہے صبحکیا کہوں میں کیا قیامت مجھ پہ تب لاتی ہے صبحdekh us ko ḳhvāb meñ jab ānkh khul jātī hai sub.hkyā kahoñ maiñ kyā qayāmat mujh pe tab lātī hai sub.h
- رویا نہ ہوں جہاں میں گریباں کو اپنے پھاڑایسا نہ کوئی دشت ہے ظالم نہ کوئی اجاڑroyā na hūñ jahāñ meñ garebāñ ko apne phāṛaisā na koī dasht hai zālim na koī ujāṛ
- ساقی ہو اور چمن ہو مینا ہو اور ہم ہوںباراں ہو اور ہوا ہو سبزہ ہو اور ہم ہوںsāqī ho aur chaman ho mīnā ho aur ham hūñbārāñ ho aur huā ho sabza ho aur ham hūñ
- سن فصل گل خوشی ہو گلشن میں آئیاں ہیںکیا بلبلوں نے دیکھو دھومیں مچائیاں ہیںsun fasl-e-gul ḳhushī ho gulshan meñ ā.iyāñ haiñkyā bulbuloñ ne dekho dhūmeñ machāyāñ haiñ
- شب کو پھرے وہ رشک ماہ خانہ بہ خانہ کو بہ کودن کو پھروں میں داد خواہ خانہ بہ خانہ کو بہ کوshab ko phire vo rashk-e-māh ḳhāna ba ḳhāna kū ba kūdin ko phiroñ meñ dād ḳhvāh ḳhāna ba ḳhāna kū ba kū
- عزیزاں ستم گر نہ آیا مرے گھرنہ آیا مرے گھر عزیزاں ستم گرazīzāñ sitam gar na āyā mire gharna āyā mire ghar azīzāñ sitam gar
- عیش سب خوش آتے ہیں جب تلک جوانی ہےمردہ دل وہ ہوتا ہے جو کہ شیح فانی ہےaish sab ḳhush āte haiñ jab talak javānī haimurda dil vo hotā hai jo ke sheh fānī hai
- غم میں روتا ہوں ترے صبح کہیں شام کہیںچاہنے والے کو ہوتا بھی ہے آرام کہیںġham meñ rotā hūñ tire sub.h kahīñ shām kahīñchāhne vāle ko hotā bhī hai ārām kahīñ
- غیر کے ہاتھ میں اس شوخ کا دامان ہے آجمیں ہوں اور ہاتھ مرا اور یہ گریبان ہے آجġhair ke hāth meñ us shoḳh kā dāmān hai ājmaiñ hūñ aur hāth mirā aur ye garebān hai āj
- قفس سے چھوٹنے کی کب ہوس ہےتصور بھی چمن کا ہم کو بس ہےqafas se chhūṭne kī kab havas haitasavvur bhī chaman kā ham ko bas hai
- کس سے پوچھوں ہائے میں اس دل کے سمجھانے کی طرحساتھ طفلاں کے لگا پھرتا ہے دیوانے کی طرحkis se pūchhūñ hā.e meñ is dil ke samjhāne kī tarahsāth tiflāñ ke lagā phirtā hai dīvāne kī tarah
- کسی کا کام دل اس چرخ سے ہوا بھی ہےکوئی زمانہ میں آرام سے رہا بھی ہےkisī kā kām dil is charḳh se huā bhī haikoī zamāna meñ ārām se rahā bhī hai
- کسی گل میں نہیں پانے کی تو بوئے وفا ہرگزعبث اپنا دل اے بلبل چمن میں مت لگا ہرگزkisī gul meñ nahīñ pāne kī to bū-e-vafā hargizabas apnā dil ai bulbul chaman meñ mat lagā hargiz
- کعبہ ہے اگر شیخ کا مسجود خلائقہر بت ہے مرے دیر کا معبود خلائقka.aba hai agar shaiḳh kā masjūd ḳhalā.iqhar but hai mire der kā ma.abūd ḳhalā.iq
- کھوتا ہی نہیں ہے ہوس مطعم و ملبسیہ نفس ہوس ناک و بد آموز و مہوسkhotā hī nahīñ hai havas matam-o-mulabbisye nafas havas nāk-o-bad āmoz-o-mahos
- کیا کریں کیوں کر رہیں دنیا میں یارو ہم خوشیہم کو رہنے ہی نہیں دیتا ہے ہرگز غم خوشیkyā kareñ kyūñ kar raheñ duniyā meñ yāro ham ḳhushīham ko rahne hī nahīñ detā hai hargiz ġham ḳhushī
- کئی دن ہو گئے یارب نہیں دیکھا ہے یار اپناہوا معلوم یوں شاید کیا کم ان نے پیار اپناka.ī din ho ga.e yārab nahīñ dekhā hai yār apnāhavā ma.alūm yūñ shāyad kyā kam un ne pyār apnā
- لڑکا جو خوبرو ہے سو مجھ سے بچا نہیںوہ کون ہے کہ جس سے میں یارو ملا نہیںlaṛkā jo ḳhūbrū hai so mujh se bachā nahīñvo kaun hai ke jis se maiñ yāro milā nahīñ
- مجھے عیش و عشرت کی قدرت نہیں ہےکروں ترک دنیا تو ہمت نہیں ہےmujhe aish-o-ishrat kī qudrat nahīñ haikarūñ tark-e-duniyā to himmat nahīñ hai
- مرا خورشید رو سب ماہ رویاں بیچ یکا ہےکہ ہر جلوے میں اس کے کیا کہوں اور ہی جھمکا ہےmirā ḳhurshīd rū sab māh raviyāñ bīch yakā haike har jalve meñ us ke kyā kahūñ aur hī jhamakkā hai
- مرنے کی مجھ کو آپ سے ہیں اضطرابیاںکرتا ہے میرے قتل کو تو کیوں شتابیاںmarne kī mujh ko āp se haiñ iztirābiyāñkartā hai mere qatl ko to kyūñ shitābiyāñ
- میں ہو کے ترے غم سے ناشاد بہت رویاراتوں کے تئیں کر کے فریاد بہت رویاmaiñ ho ke tire ġham se nāshād bahut royārātoñ ke ta.īñ kar ke fariyād bahut royā
- نمکیں حرف ہے مرا یہ فصیحکل شئ من الملیح ملیح
- نہ کوئی دوست اپنا یار اپنا مہرباں اپناسناؤں کس کو غم اپنا الم اپنا فغاں اپناna koī dost apnā yār apnā mehrbāñ apnāsunā.ūñ kis ko ġham apnā alam apnā fuġhāñ apnā
- نہ مرے پاس عزت رمضاںنہ کبھو کی عبادت رمضاںna mire pās izzat ramzāñna kabhū kī ibādat ramzāñ
- نہیں تم مانتے میرا کہا جیکبھی تو ہم بھی سمجھیں گے بھلا جیnahīñ tum mānte merā kahā jīkabhī to ham bhī samjheñge bhalā jī
- ہو روح کے تئیں جسم سے کس طرح محبتطائر کو قفس سے بھی کہیں ہو ہے محبتho rūh ke ta.īñ jism se kis tarah mohabbattā.ir ko qafas se bhī kahīñ ho hai mohabbat
- ہوئے ہیں جا کے عاشق اب تو ہم اس شوخ چنچل کےستم گر بے مروت بے وفا بے رحم اچپل کےhue haiñ jā ke āshiq ab to ham us shoḳh chanchal kesitam gar be muravvat be vafā be rahm achpal ke
- ہے آرزو یہ جی میں اس کی گلی میں جاویںاور خاک اپنے سر پر من مانتی اڑاویںhai ārzū ye jī meñ us kī galī meñ jāveñaur ḳhāk apne sar par man māntī uṛāveñ
- یار روٹھا ہے مرا اس کو مناؤں کس طرحمنتیں کر پاؤں پڑ اس کے لے آؤں کس طرحyār rūṭhā hai mirā us ko manā.ūñ kis tarahminnateñ kar pā.oñ paṛ us ke le ā.ūñ kis tarah
- یار سے اب کے گر ملوں تاباںؔتو پھر اس سے جدا نہ ہوں تاباںؔyār se ab ke gar milūñ tābāñto phir us se judā na hūñ tābāñ
- یاں تلک کے ہے ترے ہجر میں فریاد کہ بسنہ ہوا تو بھی کبھی ہائے یہ ارشاد کہ بسyāñ talak ke hai tire hijr meñ fariyād ke basna huā tū bhī kabhī hā.e ye irshād ke bas