Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saleem Kausar

Poems

  1. dekho bāhar āg lagī haidarvāze par na.ī rutoñ kī ḳhushbū rotī hai
  2. ā.o kamre se nikalte haiñ kahīñ chalte haiñrauzan habs meñ ṭhahrī huī zindāñ kī havā
  3. tum hī achchhe the kisī se kabhī takrār na kītum ke takrār ke ḳhūgar bhī na the
  4. sāl kī āḳhirī shabmere kamre meñ kitāboñ kā hujūm
  5. samundar chāndnī meñ raqs kartā haiparinde bādaloñ meñ chhup ke kaise gungunāte haiñ
  6. abhī abhī ik havā kā jhonkājo terā lahja
  7. use kahnākabhī milne chalā ā.e
  8. amn kī chādar meñbārūd aur mohlik hathiyāroñ kī gaṭhṛī bāñdh ke
  9. bām-o-dar chup sādh chuke haiñtāq meñ ik miṭṭī kā diyā andhiyāroñ se bāteñ kartā hai
  10. tumheñ ḳhabar hai kahā thā tum nemaiñ lafz sochoñ meñ lafz boloñ meñ lafz likhūñ
  11. ṭūṭe phūṭe va.adoñ seḳhush fahmiyoñ kā kashkol sajā.e
  12. jo tū tasvīr kartā haijo maiñ tahrīr kartā hūñ
  13. sub.h savere saṛkoñ par jāte ūnṭoñ ke gale meñboltī ghanṭī kī āvāz havā ke tīroñ se zaḳhmī hai
  14. azīm māñtū ne apne beṭoñ ko
  15. mohabbat ḍā.irī hargiz nahīñ haijis meñ tum likho
  16. merī nanhī bachī mujh se kahtī haiabū rāt ga.e tak āḳhir jāgte kyūñ ho
  17. vahī kār-e-duniyāvahī kār duniyā ke apne jhamele
  18. havā band haisāns ātī nahīñ
  19. bahut dinoñ meñ kahīñ hijr māh-o-sāl ke ba.adrukā huā hai zamāna tire visāl ke ba.ad
  20. zoroñ pe salīm ab ke hai nafrat kā bahā.ojo bach ke nikal ā.egā tairāk vahī hai
  21. sā.e galī meñ jāgte rahte haiñ rāt bhartanhā.iyoñ kī oṭ se jhāñkā na kar mujhe
  22. vo jin ke naqsh-e-qadam dekhne meñ āte haiñab aise log to kam dekhne meñ āte haiñ