Poet
Iftikhar Naseem
1946–2011
Poems
- ابھی تو دل میں ہے جو کچھ بیان کرنا ہےیہ بعد میں سہی کس بات سے مکرنا ہےabhī to dil meñ hai jo kuchh bayān karnā haiye ba.ad meñ sahī kis bāt se mukarnā hai
- اپنا سارا بوجھ زمیں پر پھینک دیاتجھ کو خط لکھا اور لکھ کر پھینک دیاapnā sārā bojh zamīñ par pheñk diyātujh ko ḳhat likhā aur likh kar pheñk diyā
- اس طرح سوئی ہیں آنکھیں جاگتے سپنوں کے ساتھخواہشیں لپٹی ہوں جیسے بند دروازوں کے ساتھis tarah soī haiñ ānkheñ jāgte sapnoñ ke sāthḳhvāhisheñ lipṭī hūñ jaise band darvāzoñ ke sāth
- اس قدر بھی تو نہ جذبات پہ قابو رکھوتھک گئے ہو تو مرے کاندھے پہ بازو رکھوis qadar bhī to na jazbāt pe qābū rakhothak ga.e ho to mire kāndhe pe bāzū-e-rakho
- اس کے چہرے کی چمک کے سامنے سادہ لگاآسماں پہ چاند پورا تھا مگر آدھا لگاus ke chehre kī chamak ke sāmne sāda lagāāsmāñ pe chānd pūrā thā magar ādhā lagā
- بن گیا ہے جسم گزرے قافلوں کی گرد ساکتنا ویراں کر گیا مجھ کو مرا ہم درد ساban gayā hai jism guzre qāfiloñ kī gard sākitnā vīrāñ kar gayā mujh ko mirā ham dard sā
- پھول گالوں کو تو آنکھوں کو کنول کہتا رہاجنگ تھی باہر گلی میں میں غزل کہتا رہاphūl gāloñ ko to ānkhoñ ko kanval kahtā rahājang thī bāhar galī meñ maiñ ġhazal kahtā rahā
- تیری آنکھوں کی چمک بس اور اک پل ہے ابھیدیکھ لے اس چاند کو کچھ دور بادل ہے ابھیterī ānkhoñ kī chamak bas aur ik pal hai abhīdekh le is chānd ko kuchh dūr bādal hai abhī
- جانے والوں کے لیے تو اور کیا لے جائے گادیکھ لے دنیا جہاں تک راستہ لے جائے گاjāne vāloñ ke liye to aur kiyā le jā.egādekh le duniyā jahāñ tak rāsta le jā.egā
- جلا وطن ہوں مرا گھر پکارتا ہے مجھےاداس نام کھلا در پکارتا ہے مجھےjalā vatan hūñ mirā ghar pukārtā hai mujheudās nām khulā dar pukārtā hai mujhe
- چاند پھر تاروں کی اجلی ریز گاری دے گیارات کو یہ بھیک کیسی خود بھکاری دے گیاchānd phir tāroñ kī ujlī rez gārī de gayārāt ko ye bhīk kaisī ḳhud bhikārī de gayā
- خود کو ہجوم دہر میں کھونا پڑا مجھےجیسے تھے لوگ ویسا ہی ہونا پڑا مجھےḳhud ko hujūm-e-dahr meñ khonā paṛā mujhejaise the log vaisā hī honā paṛā mujhe
- رات کو باہر اکیلے گھومنا اچھا نہیںچھوڑ آؤ اس کو گھر تک راستا اچھا نہیںrāt ko bāhar akele ghūmnā achchhā nahīñchhoṛ ā.o us ko ghar tak rāstā achchhā nahīñ
- سزا ہی دی ہے دعاؤں میں بھی اثر دے کرزبان لے گیا میری مجھے نظر دے کرsazā hī dī hai duā.oñ meñ bhī asar de karzabān le gayā merī mujhe nazar de kar
- سورج نئے برس کا مجھے جیسے ڈس گیاتجھ سے ملے ہوئے مجھے یہ بھی برس گیاsūraj na.e baras kā mujhe jaise ḍas gayātujh se mile hue mujhe ye bhī baras gayā
- کسی کے حق میں سہی فیصلہ ہوا تو ہےمرا نہیں وہ کسی شخص کا ہوا تو ہےkisī ke haq meñ sahī faisla huā to haimirā nahīñ vo kisī shaḳhs kā huā to hai
- گرے ہیں لفظ ورق پہ لہو لہو ہو کرمحاذ زیست سے لوٹا ہوں سرخ رو ہو کرgire haiñ lafz varaq pe lahū lahū ho karmahāz zīst se lauṭā hūñ surḳh rū ho kar
- لگے گا اجنبی اب کیوں نہ شہر بھر مجھ کوبچا گیا ہے نظر تو بھی دیکھ کر مجھ کوlagegā ajnabī ab kyūñ na shahr bhar mujh kobachā gayā hai nazar tū bhī dekh kar mujh ko
- مرے نقوش ترے ذہن سے مٹا دے گامرا سفر ہی مرے فاصلے بڑھا دے گاmire nuqūsh tire zehn se miṭā degāmirā safar hī mire fāsle baṛhā degā
- مشعل امید تھامو رہ نما جیسا بھی ہےاب تو چلنا ہی پڑے گا راستا جیسا بھی ہےmashal-e-ummīd thāmo rah numā jaisā bhī haiab to chalnā hī paṛegā rāstā jaisā bhī hai
- نام بھی جس کا زباں پر تھا دعاؤں کی طرحوہ مجھے ملتا رہا نا آشناؤں کی طرحnām bhī jis kā zabāñ par thā duā.oñ kī tarahvo mujhe miltā rahā nā āshnā.oñ kī tarah
- نہ جانے کب وہ پلٹ آئیں در کھلا رکھناگئے ہوئے کے لیے دل میں کچھ جگہ رکھناna jāne kab vo palaṭ ā.eñ dar khulā rakhnāga.e hue ke liye dil meñ kuchh jagah rakhnā
- ہاتھ ہاتھوں میں نہ دے بات ہی کرتا جائےہے بہت لمبا سفر یوں تو نہ ڈرتا جائےhāth hāthoñ meñ na de bāt hī kartā jā.ehai bahut lambā safar yūñ to na ḍartā jā.e
- ہے جستجو اگر اس کو ادھر بھی آئے گانکل پڑا ہے تو پھر میرے گھر بھی آئے گاhai justujū agar us ko idhar bhī ā.egānikal paṛā hai to phir mere ghar bhī ā.egā
- یوں ہے تری تلاش پہ اب تک یقیں مجھےجیسے تو مل ہی جائے گا پھر سے کہیں مجھےyūñ hai tirī talāsh pe ab tak yaqīñ mujhejaise to mil hī jā.egā phir se kahīñ mujhe