Poet
Iftikhar Naseem
1946–2011
Poems
- اگرچہ پھول یہ اپنے لیے خریدے ہیںکوئی جو پوچھے تو کہہ دوں گا اس نے بھیجے ہیںagarche phūl ye apne liye ḳharīde haiñkoī jo pūchhe to kah dūñgā us ne bheje haiñ
- ترا ہے کام کماں میں اسے لگانے تکیہ تیر خود ہی چلا جائے گا نشانے تکtirā hai kām kamāñ meñ use lagāne takye tīr ḳhud hī chalā jā.egā nishāne tak
- طاق پر جزدان میں لپٹی دعائیں رہ گئیںچل دیئے بیٹے سفر پر گھر میں مائیں رہ گئیںtāq par juzdān meñ lipṭī duā.eñ rah ga.īñchal diye beṭe safar par ghar meñ mā.eñ rah ga.īñ
- کٹی ہے عمر کسی آب دوز کشتی میںسفر تمام ہوا اور کچھ نہیں دیکھاkaṭī hai umar kisī āb doz kashtī meñsafar tamām huā aur kuchh nahīñ dekhā
- کوئی بادل میرے تپتے جسم پر برسا نہیںجل رہا ہوں جانے کب سے جسم کی گرمی کے ساتھkoī bādal mere tapte jism par barsā nahīñjal rahā hūñ jāne kab se jism kī garmī ke sāth
- میں شیشہ کیوں نہ بنا آدمی ہوا کیونکرمجھے تو عمر لگی ٹوٹ پھوٹ جانے تکmaiñ shīsha kyūñ na banā ādmī huā kyūñkarmujhe to umr lagī ṭūṭ phūṭ jāne tak
- نہ ہو کہ قرب ہی پھر ربط مرگ بن جائےوو اب ملے تو ذرا اس ث فاصلہ رکھنا
- یہ کون مجھ کو ادھورا بنا کے چھوڑ گیاپلٹ کے میرا مصور کبھی نہیں آیاye kaun mujh ko adhūrā banā ke chhoṛ gayāpalaṭ ke merā musavvir kabhī nahīñ āyā