Poet
Fani Badayuni
فانی بدایونی1879–1941
Poems
- کوچۂ جاناں میں جا نکلے جو غلماں بھول کریاد ہو اس کو نہ پھر گلزار رضواں بھول کرkūcha-e-jānāñ meñ jā nikle jo ġhilmāñ bhūl karyād ho us ko na phir gulzār-e-rizvāñ bhūl kar
- کیا چھپاتے کسی سے حال اپناجی ہی جب ہو گیا نڈھال اپناkyā chhupāte kisī se hāl apnājī hī jab ho gayā niḍhāl apnā
- کیا کہیے کہ بیداد ہے تیری بیدادطوفان محبت کی ہے زد میں فریادkyā kahiye ke bedād hai terī bedādtūfān-e-mohabbat kī hai zad meñ fariyād
- کی وفا یار سے ایک ایک جفا کے بدلےہم نے گن گن کے لیے خون وفا کے بدلےkī vafā yār se ek ek jafā ke badleham ne gin gin ke liye ḳhūn-e-vafā ke badle
- کیوں نہ نیرنگ جنوں پر کوئی قرباں ہو جائےگھر وہ صحرا کہ بہار آئے تو زنداں ہو جائےkyūñ na nairang-e-junūñ par koī qurbāñ ho jā.eghar vo sahrā ke bahār ā.e to zindāñ ho jā.e
- گزر گیا انتظار حد سے یہ وعدۂ ناتمام کب تکنہ مرنے دے گی مجھے ستم گر تری تمنائے خام کب تکguzar gayā intizār had se ye va.ada-e-nātamām kab takna marne degī mujhe sitam gar tirī tamannā-e-ḳhām kab tak
- لطف و کرم کے پتلے ہو اب قہر و ستم کا نام نہیںدل پہ خدا کی مار کہ پھر بھی چین نہیں آرام نہیںlutf-o-karam ke putle ho ab qahr-o-sitam kā nām nahīñdil pe ḳhudā kī mār ke phir bhī chain nahīñ ārām nahīñ
- لے اعتبار وعدۂ فردا نہیں رہااب یہ بھی زندگی کا سہارا نہیں رہاle etibār va.ada-e-fardā nahīñ rahāab ye bhī zindagī kā sahārā nahīñ rahā
- مآل سوز غم ہائے نہانی دیکھتے جاؤبھڑک اٹھی ہے شمع زندگانی دیکھتے جاؤmaāl-e-soz-e-ġham hā-e-nihānī dekhte jā.obhaṛak uṭhī hai sham-e-zindagānī dekhte jā.o
- مایۂ ناز راز ہیں ہم لوگمحرم راز ناز ہیں ہم لوگmāya-e-nāz rāz haiñ ham logmahram-e-rāz-e-nāz haiñ ham log
- مجھ پہ رکھتے ہیں حشر میں الزامآ نہ جائے زباں پہ تیرا نامmujh pe rakhte haiñ hashr meñ ilzāmā na jā.e zabāñ pe terā nām
- مجھ کو مرے نصیب نے روز ازل سے کیا دیادولت دو جہاں نہ دی اک دل مبتلا دیاmujh ko mire nasīb ne roz-e-azal se kyā diyādaulat do jahāñ na dī ik dil-e-mubtalā diyā
- محتاج اجل کیوں ہے خود اپنی قضا ہو جاغیرت ہو تو مرنے سے پہلے ہی فنا ہو جاmohtāj-e-ajal kyūñ hai ḳhud apnī qazā ho jāġhairat ho to marne se pahle hī fanā ho jā
- مر کر ترے خیال کو ٹالے ہوئے تو ہیںہم جان دے کے دل کو سنبھالے ہوئے تو ہیںmar kar tire ḳhayāl ko ṭāle hue to haiñham jān de ke dil ko sambhāle hue to haiñ
- مر کر مریض غم کی وہ حالت نہیں رہییعنی وہ اضطراب کی صورت نہیں رہیmar kar marīz-e-ġham kī vo hālat nahīñ rahīya.anī vo iztirāb kī sūrat nahīñ rahī
- مزاج دہر میں ان کا اشارہ پائے جاجو ہو سکے تو بہرحال مسکرائے جاmizāj-e-dahr meñ un kā ishāra pā.e jājo ho sake to bahrhāl muskurā.e jā
- میرے لب پر کوئی دعا ہی نہیںاس کرم کی کچھ انتہا ہی نہیںmere lab par koī duā hī nahīñis karam kī kuchh intihā hī nahīñ
- نام بدنام ہے ناحق شب تنہائی کاوہ بھی اک رخ ہے تری انجمن آرائی کاnām badnām hai nāhaq shab-e-tanhā.ī kāvo bhī ik ruḳh hai tirī anjuman ārā.ī kā
- نہ ابتدا کی خبر ہے نہ انتہا معلومرہا یہ وہم کہ ہم ہیں سو وہ بھی کیا معلومna ibtidā kī ḳhabar hai na intihā ma.alūmrahā ye vahm ke ham haiñ so vo bhī kyā ma.alūm
- نہیں منظور تپ ہجر کا رسوا ہوناتیرے بیمار کا اچھا نہیں اچھا ہوناnahīñ manzūr tap-e-hijr kā rusvā honātere bīmār kā achchhā nahīñ achchhā honā
- وادئ شوق میں وارفتۂ رفتار ہیں ہمبے خودی کچھ تو بتا کس کے طلب گار ہیں ہمvādī-e-shauq meñ vārafta-e-raftār haiñ hambe ḳhudī kuchh to batā kis ke talab gār haiñ ham
- واہمہ کی یہ مشق پیہم کیایاس و امید شادی و غم کیاvāhima kī ye mashq-e-paiham kyāyās-o-ummīd shādī-o-ġham kyā
- وائے نادانی یہ حسرت تھی کہ ہوتا در کھلاہم قفس راز اسیری کیا کہیں کیونکر کھلاvā.e nādānī ye hasrat thī ke hotā dar khulāham qafas rāz-e-asīrī kyā kaheñ kyūñkar khulā
- وہ پوچھتے ہیں ہجر میں ہے اضطراب کیاحیران ہوں کہ دوں انہیں اس کا جواب کیاvo pūchhte haiñ hijr meñ hai iztirāb kyāhairān hūñ ke dūñ unheñ us kā javāb kyā
- وہ جی گیا جو عشق میں جی سے گزر گیاعیسیٰ کو ہو نوید کہ بیمار مر گیاvo jī gayā jo ishq meñ jī se guzar gayāīsā ko ho naved ke bīmār mar gayā
- وہ کہتے ہیں کہ ہے ٹوٹے ہوئے دل پر کرم میرامگر منجملۂ آداب غم خواری ہے غم میراvo kahte haiñ ke hai ṭūṭe hue dil par karam merāmagar minjumla-e-ādāb-e-ġham ḳhvārī hai ġham merā
- وہ مشق خوئے تغافل پھر ایک بار رہےبہت دنوں مرے ماتم میں سوگوار رہےvo mashq ḳhū-e-taġhāful phir ek bār rahebahut dinoñ mire mātam meñ sogvār rahe
- ہر تبسم کو چمن میں گریہ ساماں دیکھ کرجی لرز جاتا ہے ان غنچوں کو خنداں دیکھ کرhar tabassum ko chaman meñ girya sāmāñ dekh karjī laraz jātā hai in ġhunchoñ ko ḳhandāñ dekh kar
- ہر گھڑی انقلاب میں گزریزندگی کس عذاب میں گزریhar ghaṛī inqilāb meñ guzrīzindagī kis azāb meñ guzrī
- ہم موت بھی آئے تو مسرور نہیں ہوتےمجبور غم اتنے بھی مجبور نہیں ہوتےham maut bhī ā.e to masrūr nahīñ hotemajbūr-e-ġham itne bhī majbūr nahīñ hote
- ہو کاش وفا وعدۂ فردائے قیامتآئے گی مگر دیکھیے کب آئے قیامتho kāsh vafā va.ada-e-fardā-e-qayāmatā.egī magar dekhiye kab ā.e qayāmat
- یاں ہوش سے بے زار ہوا بھی نہیں جاتااس بزم میں ہشیار ہوا بھی نہیں جاتاyāñ hosh se be zār huā bhī nahīñ jātāis bazm meñ hushyār huā bhī nahīñ jātā
- یوں نظم جہاں درہم و برہم نہ ہوا تھاایسا بھی ترے حسن کا عالم نہ ہوا تھاyūñ nazm-e-jahāñ dirham-o-bar.ham na huā thāaisā bhī tire husn kā ālam na huā thā
- یہ کس قیامت کی بیکسی ہے زمیں ہی اپنا نہ یار میرانہ خاطر بے قرار میری نہ دیدۂ اشک بار میراye kis qayāmat kī bekasī hai zamīñ hī apnā na yār merāna ḳhātir-e-be qarār merī na dīda-e-ashk bār merā