Poet
Fani Badayuni
فانی بدایونی1879–1941
Poems
- اپنی جنت مجھے دکھلا نہ سکا تو واعظکوچۂ یار میں چل دیکھ لے جنت میریapnī jannat mujhe dikhlā na sakā to vā.izkūcha-e-yār meñ chal dekh le jannat merī
- اے بے خودی ٹھہر کہ بہت دن گزر گئےمجھ کو خیال یار کہیں ڈھونڈتا نہ ہوai be ḳhudī ṭhahar ke bahut din guzar ga.emujh ko ḳhayāl-e-yār kahīñ ḍhūñḍtā na ho
- بیداد کے خوگر تھے فریاد تو کیا کرتےکرتے تو ہم اپنا ہی کچھ تم سے گلہ کرتےbedād ke ḳhūgar the fariyād to kyā kartekarte to ham apnā hī kuchh tum se gila karte
- تاکید ہے کہ دیدۂ دل وا کرے کوئیمطلب یہ ہے کہ دور سے دیکھا کرے کوئیtākīd hai ke dīda-e-dil vā kare koīmatlab ye hai ke dūr se dekhā kare koī
- جلوۂ عشق حقیقت تھی حسن مجاز بہانہ تھاشمع جسے ہم سمجھے تھے شمع نہ تھی پروانہ تھاjalva-e-ishq haqīqat thī husn-e-majāz bahāna thāsham.a jise ham samjhe the sham.a na thī parvāna thā
- یوم یادگار سر سیدؔ در دکن
- دل اور دل میں یاد کسی خوش خرام کیسینے میں حشر لے کے چلے ہیں جہاں سے ہمdil aur dil meñ yād kisī ḳhush ḳhirām kīsīne meñ hashr le ke chale haiñ jahāñ se ham
- دل کی طرف حجاب تکلف اٹھا کے دیکھآئینہ دیکھ اور ذرا مسکرا کے دیکھdil kī taraf hijāb takalluf uṭhā ke dekhā.īna dekh aur zarā muskurā ke dekh
- دل کی کایا غم نے وہ پلٹی کہ تجھ سا بن گیادرد میں دل ڈوب کر قطرے سے دریا بن گیاdil kī kāyā ġham ne vo palṭī ke tujh sā ban gayādard meñ dil ḍūb kar qatre se dariyā ban gayā
- دنیا میری بلا جانے مہنگی ہے یا سستی ہےموت ملے تو مفت نہ لوں ہستی کی کیا ہستی ہےduniyā merī balā jāne mahngī hai yā sastī haimaut mile to muft na lūñ hastī kī kyā hastī hai
- مر کے ٹوٹا ہے کہیں سلسلۂ قید حیاتمگر اتنا ہے کہ زنجیر بدل جاتی ہےmar ke ṭūṭā hai kahīñ silsila-e-qaid-e-hayātmagar itnā hai ke zanjīr badal jātī hai
- ہر سانس کے ساتھ جا رہا ہوںمیں تیرے قریب آ رہا ہوںhar sāns ke sāth jā rahā hūñmaiñ tere qarīb ā rahā hūñ