Poet
Faiz Khalilabadi
b. 1980
Poems
- اسی لئے ہمیں احساس بے وفائی نہیںہمارے پاس ہیں کنگن کوئی کلائی نہیںisī liye hameñ ehsās-e-be vafā.ī nahīñhamāre pās haiñ kangan koī kalā.ī nahīñ
- بات بن جائے جو تفصیل سے باتیں کر لےتشنگی میری اگر جھیل سے باتیں کر لےbāt ban jā.e jo tafsīl se bāteñ kar letishnagī merī agar jhīl se bāteñ kar le
- بھنگ کھاتے ہیں نہ گانجا نہ چرس پیتے ہیںہم وہ بھنورے ہیں جو احساس کا رس پیتے ہیںbhang khāte haiñ na gānjā na chars pīte haiñham vo bhunivare haiñ jo ehsās kā ras pīte haiñ
- پڑھ رہے تھے وہ لب حور ہمارا قصہیوں ہی تھوڑی ہوا مشہور ہمارا قصہpaṛh rahe the vo lab-e-hūr hamārā qissayūñ hī thoṛī huā mashhūr hamārā qissa
- تمام حسن و معانی کا رنگ اڑنے لگاکھلی جو دھوپ تو پانی کا رنگ اڑنے لگاtamām husn-o-ma.ānī kā rang uṛne lagākhulī jo dhūp to pānī kā rang uṛne lagā
- تمام دنیا کا لخت جگر بنا ہوا تھاوہ آدمی جو مرا درد سر بنا ہوا تھاtamām duniyā kā laḳht-e-jigar banā huā thāvo ādmī jo mirā dard-e-sar banā huā thā
- جتن سے رکھ ہمیں جب تک کہ با حیات ہیں ہمترے بدن کی ریاست کے کاغذات ہیں ہمjatan se rakh hameñ jab tak ke bā hayāt haiñ hamtire badan kī riyāsat ke kāġhazāt haiñ ham
- جو فن سے فکر کی تدبیر گفتگو کرے گیتو گونگی بہری بھی تصویر گفتگو کرے گیjo fan se fikr kī tadbīr guftugū karegītū gūngī bahrī bhī tasvīr guftugū karegī
- دن اترتے ہی نئی شام پہن لیتا ہوںمیں تری یادوں کا احرام پہن لیتا ہوںdin utarte hī na.ī shām pahan letā hūñmaiñ tirī yādoñ kā ehrām pahan letā hūñ
- صراحی مضمحل ہے مے کا پیالہ تھک چکا ہےدر ساقی پہ ہر اک آنے والا تھک چکا ہےsurāhī muzmahil hai mai kā pyāla thak chukā haidar sāqī pe har ik āne vālā thak chukā hai
- کسی کا سایا نہ آنچل ہمارے ساتھ ہواتمہارے بعد بہت چھل ہمارے ساتھ ہواkisī kā sāyā na ānchal hamāre sāth huātumhāre ba.ad bahut chhal hamāre sāth huā
- لگا کہ جیسے کسی کانپتے ہرن کو چھواہمارے ہاتھوں نے جب پھول سے بدن کو چھواlagā ke jaise kisī kāñpte hiran ko chhuāhamāre hāthoñ ne jab phūl se badan ko chhuā
- لوگ کہتے ہیں بہت ہم نے کمائی دنیاآج تک میری سمجھ میں نہیں آئی دنیاlog kahte haiñ bahut ham ne kamā.ī duniyāāj tak merī samajh meñ nahīñ ā.ī duniyā
- لے کے اس گھاٹ سے اس گھاٹ گئی میرا وجودفکر دیمک کی طرح چاٹ گئی میرا وجودle ke is ghāṭ se is ghāṭ ga.ī merā vajūdfikr dīmak kī tarah chāṭ ga.ī merā vajūd
- نہ تو ہم بحر سے واقف نہ سخن جانتے ہیںکیسے دیں لفظوں کو ترتیب یہ فن جانتے ہیںna to ham bahr se vāqif na suḳhan jānte haiñkaise deñ lafzoñ ko tartīb ye fan jānte haiñ
- نہ جانے کس کے سہارے بدن سے لگ گیا ہےتمہارا روگ ہمارے بدن سے لگ گیا ہےna jāne kis ke sahāre badan se lag gayā haitumhārā rog hamāre badan se lag gayā hai
- نیا ادب نئے آداب کون دیکھے گاہمارا حلقۂ احباب کون دیکھے گاnayā adab na.e ādāb-e-kaun dekhegāhamārā halqa-e-ahbāb kaun dekhegā
- نیا سخن نئے طرز سخن میں رکھ دیا ہےجو بے وطن تھے انہیں بھی وطن میں رکھ دیا ہےnayā suḳhan na.e tarz-e-suḳhan meñ rakh diyā haijo be vatan the unheñ bhī vatan meñ rakh diyā hai
- وادیٔ جسم میں بکھراؤ نہیں چاہتے ہیںہم ترے ہاتھوں کوئی گھاؤ نہیں چاہتے ہیںvādī-e-jism meñ bakhrā.o nahīñ chāhte haiñham tire hāthoñ koī ghā.o nahīñ chāhte haiñ
- یوں پہنچنا ہے مجھے روح کی طغیانی تکجس طرح رسی سے جاتا ہے گھڑا پانی تکyūñ pahuñchnā hai mujhe rūh kī tuġhyānī takjis tarah rassī se jātā hai ghaṛā pānī tak