Poet
Faisal Qadri Gunnauri
b. 1995
Poems
- اپنے سینے میں دبائے ہوئے غم رکھا ہےہم نے ہر حال میں الفت کا بھرم رکھا ہےapne sīne meñ dabā.e hue ġham rakhā haiham ne har hāl meñ ulfat kā bharam rakhā hai
- بتا کیسے ہم تجھ کو چاہیں ستم گرادائیں ہیں قاتل نگاہیں ستم گرbatā kaise ham tujh ko chāheñ sitam garadā.eñ haiñ qātil nigāheñ sitam gar
- جب آئنوں کو بھی دھندلا دکھائی دینے لگامیں اپنے آپ ہی اپنی صفائی دینے لگاjab ā.īnoñ ko bhī dhundlā dikhā.ī dene lagāmaiñ apne āp hī apnī safā.ī dene lagā
- جب بھی موسم یہ سرد ہوتا ہےجانے کیوں دل میں درد ہوتا ہےjab bhī mausam ye sard hotā haijāne kyūñ dil meñ dard hotā hai
- جو سب کی خیر خواہی چاہتا ہےوہ اپنی واہ واہی چاہتا ہےjo sab kī ḳhair ḳhvāhī chāhtā haivo apnī vāh vāhī chāhtā hai
- حال کیا کر دیا دوانے کاشکریہ مجھ کو آزمانے کاhāl kyā kar diyā dīvāne kāshukriya mujh ko āzmāne kā
- دید کا اشتیاق تھوڑی ہےاس کو رنج فراق تھوڑی ہےdīd kā ishtiyāq thoṛī haius ko ranj-e-firāq thoṛī hai
- سارا قصہ تمام ہونے کو ہےدل کسی کا غلام ہونے کو ہےsārā qissa tamām hone ko haidil kisī kā ġhulām hone ko hai
- سب کی نظروں میں یوں بھی پیارا ہوںمیں تری اک نظر کا مارا ہوںsab kī nazroñ meñ yūñ bhī pyārā hūñmaiñ tirī ik nazar kā mārā hūñ
- غیروں نے کیے ہیں جو کرم یاد کریں گےرہ رہ کے پھر اپنوں کے ستم یاد کریں گےġhairoñ ne kiye haiñ jo karam yād kareñgerah rah ke phir apnoñ ke sitam yād kareñge
- کب نظاروں کا سماں دیکھا ہےتم نے بس دور خزاں دیکھا ہےkab nazāroñ kā samāñ dekhā haitum ne bas daur-e-ḳhizāñ dekhā hai
- گرچہ اولاد بن کے بیٹھے ہیںفخر اجداد بن کے بیٹھے ہیںgarche aulād ban ke baiṭhe haiñfaḳhr ajdād ban ke baiṭhe haiñ
- مدتوں بعد اسی شخص کی یاد آئی ہےشخص بھی وہ جو کہ مدت ہی سے ہرجائی ہےmuddatoñ ba.ad usī shaḳhs kī yād ā.ī haishaḳhs bhī vo jo ke muddat hī se harjā.ī hai
- ہم کہاں اپنی محبت میں خلل چاہتے ہیںآپ ہر بات پہ کیوں رد عمل چاہتے ہیںham kahāñ apnī mohabbat meñ ḳhalal chāhte haiñāp har bāt pe kyūñ rad-e-amal chāhte haiñ
- یہ کون ہے جو کانوں میں رس گھول رہا ہےکوئل کی طرح میٹھا بہت بول رہا ہےye kaun hai jo kānoñ meñ ras ghol rahā haikoyal kī tarah mīṭhā bahut bol rahā hai