Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Baharunnisa Bahar

Poems

  1. ās ke pur kaif mausam kā asar kaisā lagāis bahār-e-nau shagufta kā samar kaisā lagā
  2. ik shaḳhs pur vaqār thā jāne kidhar gayāānkhoñ kā jo ḳhumār thā jāne kidhar gayā
  3. ummīd kā dāman to mirā chāk na karnāyūñ mujh pe sitam ai dil saffāk na karnā
  4. band ānkhoñ kī jab khiṛkiyāñ khul ga.īñho ga.ī shāyarī kāpiyāñ khul ga.īñ
  5. bharī mahfil meñ qissa dard kā kaise sunā.ūñgībahut roī haiñ ye ānkheñ nazar kaise milā.ūñgī
  6. tū mire aks-e-tasavvur se judā lagtā nahīñfāsle jo darmiyāñ hai fāsla lagtā nahīñ
  7. jī rahe haiñ is jahāñ meñ ek lāshe kī tarahlog ham ko dekhte haiñ ab tamāshe kī tarah
  8. lag rahā hai āj mere dil meñ aisā shor haihar taraf bādal haiñ kāle aur barpā shor hai
  9. manzil-e-mehr-o-vafā kī rahnumā.ī ho ga.ījab milī tum se to ḳhud se āshnā.ī ho ga.ī
  10. naqsh-e-pā jab ḍhūñḍhtī hūñ maiñ tumhārā ret paryād kī kuchh sīpiyāñ haiñ ab sahārā ret par
  11. hujūm-e-yās ne gherā to kaise muskurā.ogejo abr-e-ashk ā barsā kahāñ us ko chhupā.oge
  12. akele manzaroñ seaur un pyāsī rutoñ se
  13. batā.o jān-e-jāñ mereke ghar kab lauṭ ā.oge
  14. jo aksar sochtī hūñ maiñbatā kyā tū bhī vo soche
  15. jīne ke sāmān ajabpyār ke haiñ armān ajab
  16. harf nagar meñ jhāñkūñ jabsoch dhamāl ke manzar haiñ
  17. sun ai mire suḳhanvartū sach kā samundar
  18. maiñ qaidī titlī hūñ terīsab rang-e-bahār ke haiñ tujh se
  19. har sāl-e-nau ko mil keye rasm hai banā.ī
  20. ho yaḳh basta mausamsulagtā huā man
  21. ashk ke abr-e-ravāñ meñ ḍhūñḍhtī hūñ maiñ tujheās kī in titliyoñ ko bhī ṭhikānā chāhiye
  22. ghāyal vajūd soch kī besākhiyāñ liyemilne chalā hai guzre hue māh-o-sāl se
  23. munjamid ho zindagī meñ jab kabhī shahr-e-ḳhayālphir charāġh-e-dil se us ko jagmagānā chāhiye
  24. vīrān zindagī ke ye lamhe ajīb haiñbazm-e-tarab meñ dhūm hai furqat dhamāl se
  25. huā hai ret hai dasht-e-vafā hairutoñ ko ātā jātā dekhtī hūñ