Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Baharunnisa Bahar

Poems

  1. ās ke pur kaif mausam kā asar kaisā lagāis bahār-e-nau shagufta kā samar kaisā lagā
  2. ik shaḳhs pur vaqār thā jāne kidhar gayāānkhoñ kā jo ḳhumār thā jāne kidhar gayā
  3. ummīd kā dāman to mirā chāk na karnāyūñ mujh pe sitam ai dil saffāk na karnā
  4. band ānkhoñ kī jab khiṛkiyāñ khul ga.īñho ga.ī shāyarī kāpiyāñ khul ga.īñ
  5. bharī mahfil meñ qissa dard kā kaise sunā.ūñgībahut roī haiñ ye ānkheñ nazar kaise milā.ūñgī
  6. tū mire aks-e-tasavvur se judā lagtā nahīñfāsle jo darmiyāñ hai fāsla lagtā nahīñ
  7. jī rahe haiñ is jahāñ meñ ek lāshe kī tarahlog ham ko dekhte haiñ ab tamāshe kī tarah
  8. lag rahā hai āj mere dil meñ aisā shor haihar taraf bādal haiñ kāle aur barpā shor hai
  9. manzil-e-mehr-o-vafā kī rahnumā.ī ho ga.ījab milī tum se to ḳhud se āshnā.ī ho ga.ī
  10. naqsh-e-pā jab ḍhūñḍhtī hūñ maiñ tumhārā ret paryād kī kuchh sīpiyāñ haiñ ab sahārā ret par
  11. hujūm-e-yās ne gherā to kaise muskurā.ogejo abr-e-ashk ā barsā kahāñ us ko chhupā.oge