Poet
زین العابدین خاں عارف
Poems
- آہ کو جو کہوں برائی کیبخت نے کون سی رسائی کیāh ko jo kahūñ burā.ī kībaḳht ne kaun sī rasā.ī kī
- اچھا ہوا کہ دم شب ہجراں نکل گیادشوار تھا یہ کام پر آساں نکل گیاachchhā huā ke dam shab-e-hijrāñ nikal gayādushvār thā ye kām par āsāñ nikal gayā
- اس پہ کرنا مرے نالوں نے اثر چھوڑ دیامجھ کو ایک لطف کی کر کے جو نظر چھوڑ دیاus pe karnā mire nāloñ ne asar chhoṛ diyāmujh ko ek lutf kī kar ke jo nazar chhoṛ diyā
- اس در پہ مجھے یار مچلنے نہیں دیتےارمان مرے جی کے نکلنے نہیں دیتےus dar pe mujhe yār machalne nahīñ detearmān mire jī ke nikalne nahīñ dete
- ان کی اور میری کسی روز لڑائی نہ گئیبات بگڑی ہے کچھ ایسی کہ بنائی نہ گئیun kī aur merī kisī roz laṛā.ī na ga.ībāt bigṛī hai kuchh aisī ke banā.ī na ga.ī
- تدبیر میں یارو نہیں تقصیر تمہاریتقدیر مری ہو گئی تدبیر تمہاریtadbīr meñ yāro nahīñ taqsīr tumhārītaqdīr mirī ho ga.ī tadbīr tumhārī
- تم جو کہتے ہو کہ آویں گے ترے ہاں کل تککون جیتا ہے جدائی میں مری جاں کل تکtum jo kahte ho ke āveñge tire hāñ kal takkaun jītā hai judā.ī meñ mirī jāñ kal tak
- جہاں سے دوش عزیزاں پہ بار ہو کے چلےیہ سوئے ملک عدم شرمسار ہو کے چلےjahāñ se dosh azīzāñ pe bār ho ke chaleye sū-e-mulk-e-adam sharmsār ho ke chale
- در پہ رہے یہ دیدۂ گریاں تمام عمرلیکن بجھی نہ آتش ہجراں تمام عمرdar pe rahe ye dīda-e-giryāñ tamām umrlekin bujhī na ātish-e-hijrāñ tamām umr
- رات یاد نگہ یار نے سونے نہ دیاشادئ وعدۂ دل دار نے سونے نہ دیاrāt yād-e-nigah-e-yār ne sone na diyāshādī-e-va.ada-e-dil dār ne sone na diyā
- رخ پر رہی وہ زلف معنبر تمام راتروشن نہ وصل میں ہوا یہ گھر تمام راتruḳh par rahī vo zulf-e-muambar tamām rātraushan na vasl meñ huā ye ghar tamām rāt
- زور پر آہ تھی اور نالۂ شب گیر بھی تھامانتا ہم کو کبھی یہ فلک پیر بھی تھاzor par āh thī aur nāla-e-shab gīr bhī thāmāntā ham ko kabhī ye falak-e-pīr bhī thā
- سب سے بہتر ہے کہ مجھ پر مہرباں کوئی نہ ہوہم نشیں کوئی نہ ہو اور رازداں کوئی نہ ہوsab se behtar hai ke mujh par mehrbāñ koī na hoham nashīñ koī na ho aur rāzdāñ koī na ho
- سچ ہے کہ آہ سرد مری بے اثر نہیںپتھر کو جھاڑیے تو نکلتا شرر نہیںsach hai ke āh-e-sard mirī be asar nahīñpatthar ko jhāṛiye to nikaltā sharar nahīñ
- سر جو رہتا ہے مرا رونے سے اکثر بھاریپاؤں پر رکھتا نہیں ان کے سمجھ کر بھاریsar jo rahtā hai mirā rone se aksar bhārīpā.oñ par rakhtā nahīñ un ke samajh kar bhārī
- قائل بھلا ہوں نامہ بری میں صبا کے خاکپھرتی ہے وہ بھی گلیوں میں اکثر اڑا کے خاکqā.il bhalā hūñ nāma burī meñ sabā ke ḳhākphirtī hai vo bhī galiyoñ meñ aksar uṛā ke ḳhāk
- کچھ چپ ہیں آئنہ جو وہ ہر بار دیکھ کرکڑھتے ہیں اپنی چشم کو بیمار دیکھ کرkuchh chup haiñ ā.īna jo vo har bār dekh karkaṛhte haiñ apnī chashm ko bīmār dekh kar
- کیا کرے گی یہ تری کاکل پیماں میراحال کچھ اس سے بھی افزوں ہے پریشاں میراkyā karegī ye tirī kākul-e-paimāñ merāhāl kuchh us se bhī afzūñ hai pareshāñ merā
- کیا کہیں ہم تھے کہ یا دیدۂ تر بیٹھ گئےقلزم اشک میں جوں لخت جگر بیٹھ گئےkyā kaheñ ham the ke yā dīda-e-tar baiṭh ga.equlzum-e-ashk meñ jūñ laḳht-e-jigar baiṭh ga.e
- کی میرے تڑپنے کی نہ تدبیر کسی نےاس کی نہ دکھائی مجھے تصویر کسی نےkī mere taṛapne kī na tadbīr kisī neus kī na dikhā.ī mujhe tasvīr kisī ne
- کیوں آئینے میں دیکھا تو نے جمال اپنادیکھا تو خیر دیکھا پر دل سنبھال اپناkyūñ ā.īne meñ dekhā tū ne jamāl apnādekhā to ḳhair dekhā par dil sambhāl apnā
- مر جائیں گے لیکن کبھی الفت نہ کریں گےہم جینے کو اپنے یہ مصیبت نہ کریں گےmar jā.eñge lekin kabhī ulfat na kareñgeham jīne ko apne ye musībat na kareñge
- میرے دل کو بٹھا دیا کس نےآ کے کعبے کو ڈھا دیا کس نےmere dil ko biṭhā diyā kis neā ke ka.abe ko ḍhā diyā kis ne
- ناتوانی میں پلک کو بھی ہلایا نہ گیادیکھ کے ان کو اشارے سے بلایا نہ گیاnātavānī meñ palak ko bhī hilāyā na gayādekh ke un ko ishāre se bulāyā na gayā
- نہ آئے سامنے میرے اگر نہیں آتامجھے تو اس کے سوا کچھ نظر نہیں آتاna ā.e sāmne mere agar nahīñ ātāmujhe to us ke sivā kuchh nazar nahīñ ātā
- نہ پردہ کھولیو اے عشق غم میں تو میراکہیں نہ سامنے ان کے ہو زرد رو میراna parda kholiyo ai ishq ġham meñ to merākahīñ na sāmne un ke ho zard rū merā
- وحشت میں یاد آئے ہے زنجیر دیکھ کرہم بھاگتے تھے زلف گرہ گیر دیکھ کرvahshat meñ yād ā.e hai zanjīr dekh karham bhāgte the zulf-e-girah gīr dekh kar
- ہر چند کہ اب مجھ سے ستم اٹھ نہیں سکتالیکن ترے کوچے سے قدم اٹھ نہیں سکتاhar chand ke ab mujh se sitam uṭh nahīñ saktālekin tire kūche se qadam uṭh nahīñ saktā
- ہر گھڑی چلتی ہے تلوار ترے کوچے میںروز مر رہتے ہیں دو چار ترے کوچے میںhar ghaṛī chaltī hai talvār tire kūche meñroz mar rahte haiñ do chār tire kūche meñ
- ہم کو اس شوخ نے کل در تلک آنے نہ دیادر و دیوار کو بھی حال سنانے نہ دیاham ko us shoḳh ne kal dar talak āne na diyādar-o-dīvār ko bhī hāl sunāne na diyā
- ہوویں برعکس بھلا کیوں نہ وہ اغیار سے خوشکسی معشوق کو دیکھا نہ وفادار سے خوشhoveñ baraks bhalā kyūñ na vo aġhyār se ḳhushkisī ma.ashūq ko dekhā na vafādār se ḳhush
- ہیں ہم بھی خوب چاہ کا ساماں کیے ہوئےبیٹھے ہیں گھر کو پہلے ہی ویراں کیے ہوئےhaiñ ham bhī ḳhūb chāh kā sāmāñ kiye huebaiṭhe haiñ ghar ko pahle hī vīrāñ kiye hue
- یاں چلا آئے جو وہ سیم بدن آپ سے آپدفع ہو دل سے مرے رنج و محن آپ سے آپyāñ chalā ā.e jo vo sīm badan āp se āpdaf.a ho dil se mire ranj-o-mehan āp se āp