Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tahir Azeem

b. 1978

Poems

  1. ik anokhī rasm ko zinda rakhā haiḳhūn hī ne ḳhūn ko paspā rakhā hai
  2. ik zarūrat meñ sirf ho ga.e thephir mire hāth barf ho ga.e the
  3. ik vahshat sī dar ā.ī hai ānkhoñ meñapnī sūrat dhundlā.ī hai ānkhoñ meñ
  4. in andheroñ se le ke jā.ūñgāmaiñ tujhe raushnī dikhā.ūñgā
  5. ek saf meñ shajar lage hue haiñham bhī ik shāḳh par lage hue haiñ
  6. baṛh rahā hūñ ḳhayāl se āgekuchh nahīñ māh-o-sāl se āge
  7. tumheñ kuchh ajnabī andar mileñgeham apne shahr se bāhar mileñge
  8. jaise savāl meñ ho koī javāb sārakh kar chalā gayā vo ānkhoñ meñ ḳhvāb sā
  9. ḳhvāb sā thā ḳhayāl āḳhir-e-shabrah gayā ik malāl āḳhir-e-shab
  10. ḳhvāhishoñ kī bādshāhī kuchh nahīñdil meñ shauq-e-kaj kulāhī kuchh nahīñ
  11. raushnī ke jo talab gār hue ham donoñek sūraj ke ḳharīdār hue ham donoñ
  12. zindagī se mukarne vāloñ koyād rakhte haiñ marne vāloñ ko
  13. kise ma.alūm hāl-e-dil hamārāmohabbat meñ hai mustaqbil hamārā
  14. mujh ko bhī haq hai zindagānī kāmaiñ bhī kirdār hūñ kahānī kā
  15. mohabbat se guzar jānā hamārāna thā āsān mar jānā hamārā
  16. mausam-e-gul bahār ke din thejo tire mere pyār ke din the
  17. maiñ us kī mohabbat se ik din bhī makar jātākuchh aur nahīñ hotā is dil se utar jātā
  18. vahī ik bāt jo ā.ī ga.ī haibahut taklīf pahunchā.ī ga.ī hai
  19. har dard kī davā bhī zarūrī nahīñ ke homere liye zarā bhī zarūrī nahīñ ke ho
  20. hamārī rūh kis darja hai pyāsīachānak gher letī hai udāsī
  21. ye jo shīsha hai dil numā mujh meñṭūṭ jātā hai bārhā mujh meñ
  22. vo harf-e-āḳhir kahāñ gayā haivo harf jis kī tahoñ maiñ apnī