Poet
Qamar Iqbal
1944–1988
Poems
- اب کسی سے بھی کسی کا نہیں رشتہ شایدچند لمحوں کی ہے مہمان یہ دنیا شایدab kisī se bhī kisī kā nahīñ rishta shāyadchand lamhoñ kī hai mehmān ye duniyā shāyad
- اپنے سینے میں ہی ہر ایک تلاطم رکھنادل ہو زخمی بھی تو ہونٹوں پہ تبسم رکھناapne sīne meñ hī har ek talātum rakhnādil ho zaḳhmī bhī to honṭoñ pe tabassum rakhnā
- ایک اک لفظ میں ہے صندلیں جذبوں کا بہاؤتیرے لہجے میں ہے کس جوئے رواں کا ٹھہراؤek ik lafz meñ hai sandaleñ jazboñ kā bahā.otere lahje meñ hai kis jū-e-ravāñ kā ṭhahrā.o
- ایک دیوار اگر ہو تو یہاں سر ماریںایک دیوار کے پیچھے ہیں کئی دیواریںek dīvār agar ho to yahāñ sar māreñek dīvār ke pīchhe haiñ ka.ī dīvāreñ
- بچھڑ گیا ہے کہاں کون کچھ پتہ ہی نہیںسفر میں جیسے کوئی اپنے ساتھ تھا ہی نہیںbichhaṛ gayā hai kahāñ kaun kuchh pata hī nahīñsafar meñ jaise koī apne sāth thā hī nahīñ
- جو پڑ گئی تھی گرہ دل میں کھولتے ہم بھیوہ بات کرتا تو کچھ اس سے بولتے ہم بھیjo paṛ ga.ī thī girah dil meñ kholte ham bhīvo bāt kartā to kuchh us se bolte ham bhī
- جینا ہے سب کے ساتھ کہ انسان میں بھی ہوںچہرے بدل بدل کے پریشان میں بھی ہوںjīnā hai sab ke sāth ke insān meñ bhī hūñchehre badal badal ke pareshān meñ bhī hūñ
- خود کی خاطر نہ زمانے کے لیے زندہ ہوںقرض مٹی کا چکانے کے لیے زندہ ہوںḳhud kī ḳhātir na zamāne ke liye zinda hūñqarz miṭṭī kā chukāne ke liye zinda hūñ
- دماغ ڈوبتے مہتاب سا لگے ہے مجھےکروں جو یاد تو سب خواب سا لگے ہے مجھےdimāġh ḍūbte mahtāb sā lage hai mujhekarūñ jo yād to sab ḳhvāb sā lage hai mujhe
- دوریاں ساری سمٹ کر رہ گئیں ایسا لگاموند لی جب آنکھ تو سینے سے کوئی آ لگاdūriyāñ sārī simaṭ kar rah ga.īñ aisā lagāmūnd lī jab ānkh to sīne se koī ā lagā
- سب پگھل جائے تماشہ وہ ادھر کب ہوگاموم کے شہر سے سورج کا گزر کب ہوگاsab pighal jā.e tamāsha vo idhar kab hogāmom ke shahr se sūraj kā guzar kab hogā
- کہیں یہ درد کا دھاگا بھی یوں سلجھتا ہےگرہ جو کھولیں تو دل اور بھی الجھتا ہےkahīñ ye dard kā dhāgā bhī yūñ sulajhtā haigirah jo kholeñ to dil aur bhī ulajhtā hai
- ہر خوشی مقبروں پہ لکھ دی ہےاور اداسی گھروں پہ لکھ دی ہےhar ḳhushī maqbaroñ pe likh dī haiaur udāsī gharoñ pe likh dī hai
- ہنستی ہوئی تنہا وہ دریچے میں کھڑی ہےلڑکی ہے کہ ترشے ہوئے ہیروں کی لڑی ہےhañstī huī tanhā vo darīche meñ khaṛī hailaṛkī hai ke tarshe hue hīroñ kī laṛī hai
- یاد موسم وہ پرانے آئےزخم ہنسنے کے زمانے آئےyād mausam vo purāne ā.ezaḳhm hañsne ke zamāne ā.e
- یوں قید ہم ہوئے کہ ہوا کو ترس گئےاپنے ہی کان اپنی صدا کو ترس گئےyūñ qaid ham hue ke havā ko taras ga.eapne hī kān apnī sadā ko taras ga.e
- یہ دل کشی تری آنکھوں میں کس غزال کی ہےاتار دی ہے ہر اک پیڑ نے قبا اپنیye dil kashī tirī ānkhoñ meñ kis ġhazāl kī haiutār dī hai har ik peṛ ne qabā apnī
- یہ شہر دل جو کوئی شہر آرزو بھی نہیںبھٹک رہے ہیں مگر تیری جستجو بھی نہیںye shahr-e-dil jo koī shahr-e-ārzū bhī nahīñbhaṭak rahe haiñ magar terī justujū bhī nahīñ