Poet
Panna Lal Noor
Poems
- تپش ہو سوز غم ہو عشق میں لیکن فغاں کیوں ہولگی ہو آگ سینے میں مگر اس میں دھواں کیوں ہوtapish ho soz-e-ġham ho ishq meñ lekin fuġhāñ kyūñ holagī ho āg sīne meñ magar is meñ dhuāñ kyūñ ho
- جذبۂ عشق اگر دل میں نہ پیدا ہوتامیں سمجھتا ہوں مرے حق میں یہ اچھا ہوتاjazba-e-ishq agar dil meñ na paidā hotāmaiñ samajhtā hūñ mire haq meñ ye achchhā hotā
- جس کا کوئی نہ ہو خدا ہوگاجس کا وہ بھی نہ ہو تو کیا ہوگاjis kā koī na ho ḳhudā hogājis kā vo bhī na ho to kyā hogā
- چھپی ہوئی کہیں سجدوں میں سرکشی تو نہیںیہ میری رسم عبادت بھی بندگی تو نہیںchhupī huī kahīñ sajdoñ meñ sarkashī to nahīñye merī rasm-e-ibādat bhī bandagī to nahīñ
- حسن بے پردہ ہے جلوہ عام ہےدیکھنا اہل نظر کا کام ہےhusn-e-be parda hai jalva ām haidekhnā ahl-e-nazar kā kām hai
- درماندگیٔ آہ شب گیر کو کیا کہئےاک نالۂ بے کس کی تاثیر کو کیا کہئےdarmāndagī-e-āh-e-shab gīr ko kyā kahiyeik nāla-e-be kis kī tāsīr ko kyā kahiye
- زندگی کو ایک رنگیں داستاں سمجھا تھا میںزندگی بار گراں ہے یہ کہاں سمجھا تھا میںzindagī ko ek rangīñ dāstāñ samjhā thā maiñzindagī bār-e-girāñ hai ye kahāñ samjhā thā maiñ
- سنیں گے لوگ اسے اپنی داستاں کی طرحفریب دیتا ہوں دنیا کو انکساری کاsuneñge log use apnī dāstāñ kī tarahfareb detā hūñ duniyā ko inkisārī kā
- عجیب شخص تھا منصور سوچتا ہوں میںکہ دے کے سر بھی پکارا کیا خدا ہوں میںajīb shaḳhs thā mansūr sochtā hūñ maiñke de ke sar bhī pukārā kiyā ḳhudā hūñ maiñ
- عدو کے ہاتھ سے میں جام لے کر پی نہیں سکتاکسی کم ظرف کا احسان لے کر جی نہیں سکتاadū ke hāth se maiñ jām le kar pī nahīñ saktākisī kam zarf kā ehsān le kar jī nahīñ saktā
- گلوں نے مسکرانے کی سزا پائی تو کیا ہوگاسزائے گل پہ غنچوں کو ہنسی آئی تو کیا ہوگاguloñ ne muskurāne kī sazā pā.ī to kyā hogāsazā-e-gul pe ġhunchoñ ko hañsī ā.ī to kyā hogā
- محتاج دید و جلوہ کروں کیوں نظر کو میںنظروں میں کھینچ لاتا ہوں جب جلوہ گر کو میںmohtāj-e-dīd-o-jalva karūñ kyūñ nazar ko maiñnazroñ meñ khīñch lātā hūñ jab jalva gar ko maiñ
- مرا درد نہاں ہے اور میں ہوںنشاط جاوداں ہے اور میں ہوںmirā dard-e-nihāñ hai aur maiñ hūñnishāt-e-jāvedāñ hai aur maiñ hūñ
- میرے غم کا اثر ذرا نہ ہوایہ تو پتھر ہوا خدا نہ ہواmere ġham kā asar zarā na huāye to patthar huā ḳhudā na huā
- میں نے سوچا ہی نہیں مر کے کدھر جاؤں گامیں تو مانند صبا یاں سے گزر جاؤں گاmaiñ ne sochā hī nahīñ mar ke kidhar jā.ūñgāmaiñ to mānind-e-sabā yāñ se guzar jā.ūñgā
- وہ ایک لمحہ جسے جاوداں کہا جائےملے تو حاصل عمر رواں کہا جائےvo ek lamha jise jāvedāñ kahā jā.emile to hāsil umr-e-ravāñ kahā jā.e
- وہ جو تم نے غم دیا تھا مجھے سازگار ہوتااگر اتنا اور ہوتا کہ وہ استوار ہوتاvo jo tum ne ġham diyā thā mujhe sāzgār hotāagar itnā aur hotā ke vo ustuvār hotā
- ہماری آنکھوں کے آگے محفل میں دور جام و سبو چلے ہیںبس ایک ہم ہیں کہ تیری محفل سے پی کے اپنا لہو چلے ہیںhamārī ānkhoñ ke āge mahfil meñ daur-e-jām-o-subū chale haiñbas ek ham haiñ ke terī mahfil se pī ke apnā lahū chale haiñ
- ہونے کو تو خلقت میں تری ہوں گے جہاں اورپر تیرا یہ در چھوڑ کے جاؤں میں کہاں اورhone ko to ḳhilqat meñ tirī hoñge jahāñ aurpar terā ye dar chhoṛ ke jā.ūñ maiñ kahāñ aur
- یوں گزرے چمن سے کہ گلستاں نہیں دیکھاکانٹوں پہ چلے اور بیاباں نہیں دیکھاyūñ guzre chaman se ke gulistāñ nahīñ dekhākānṭoñ pe chale aur bayābāñ nahīñ dekhā