Poet
Osama Khalid
b. 1998
Poems
- اسی نے آدم کے نقش پا کو ازل کیا تھا بھرم رکھا تھازمیں پہ جلوہ فگن نہ ہو کر بھی جس نے پہلا قدم رکھا تھاusī ne ādam ke naqsh-e-pā ko azal kiyā thā bharam rakhā thāzamīñ pe jalva fagan na ho kar bhī jis ne pahlā qadam rakhā thā
- برہنہ پا ہے بھٹکتی روحوں کو دودھ دیتی ہے پالتی ہےپھر ان کے جسموں پہ قہقہے پھینکتی ہے چہرے اداستی ہےbarahna pā hai bhaṭaktī rūhoñ ko dūdh detī hai pāltī haiphir un ke jismoñ pe qahqahe pheñktī hai chehre adāsatī hai
- بھرے کمرے میں اداسی کا اثر تنہا کیاجانے کیا بات تھی کیا سوچ کے گھر تنہا کیاbhare kamre meñ udāsī kā asar tanhā kyājāne kyā bāt thī kyā soch ke ghar tanhā kyā
- پاؤں کا دھیان تو ہے راہ کا ڈر کوئی نہیںمجھ کو لگتا ہے مرا زاد سفر کوئی نہیںpā.oñ kā dhyān to hai rāh kā ḍar koī nahīñmujh ko lagtā hai mirā zād-e-safar koī nahīñ
- ٹھیک ہے ان دنوں خود پر ذرا غصہ ہوں میںپھر بھی اپنی سبھی حرکات کو تکتا ہوں میںṭhīk hai in dinoñ ḳhud par zarā ġhussa hūñ maiñphir bhī apnī sabhī harkāt ko taktā hūñ maiñ
- جسم گھیر لیتی ہے پھر بھی زرد تنہائیتتلیوں میں دن گزرا جگنوؤں میں رات آئیjism gher letī hai phir bhī zard tanhā.ītitliyoñ meñ din guzrā jugnūoñ meñ rāt ā.ī
- جہان گریہ جو آدم کو خلد کا دکھ ہےاسی لحاظ سے دھرتی ہوا خلا دکھ ہےjahān-e-girya jo ādam ko ḳhuld kā dukh haiisī lihāz se dhartī huā ḳhalā dukh hai
- خاموشی کی رمز سجھابول رہا ہے بولتا جاḳhāmoshī kī ramz sujhābol rahā hai boltā jā
- درد تیرا تھا ترے یار سے لگ کر رویایعنی بیمار تھا بیمار سے لگ کر رویاdard terā thā tire yār se lag kar royāya.anī bīmār thā bīmār se lag kar royā
- درون خواب کوئی شکل مسکراتی ہےمیں چپ رہوں تو مرے ساتھ گنگناتی ہےdarūn-e-ḳhvāb koī shakl muskurātī haimaiñ chup rahūñ to mire sāth gungunātī hai
- دل میں رہے وہ شخص رگوں میں رواں نہ ہومیں چاہتا ہوں زخم جگر کا نشاں نہ ہوdil meñ rahe vo shaḳhs ragoñ meñ ravāñ na homaiñ chāhtā hūñ zaḳhm-e-jigar kā nishāñ na ho
- ڈرا رہی تھی مجھے اور ڈر لیا میں نےپھر ایک روز محبت کا سر لیا میں نےḍarā rahī thī mujhe aur ḍar liyā maiñ nephir ek roz mohabbat kā sar liyā maiñ ne
- رات جھٹکے سے مری نیند کھلی ٹوٹ گئیکانچ کی چیز تھی ٹیبل سے گری ٹوٹ گئیrāt jhaṭke se mirī nīnd khulī ṭūṭ ga.īkānch kī chīz thī ṭebal se girī ṭūṭ ga.ī
- سخت وحشی ہوں بلا وجہ بپھر جاتا ہوںاس لیے اپنی طرف جاؤں تو ڈر جاتا ہوںsaḳht vahshī hūñ balā vaj.h biphar jātā hūñis liye apnī taraf jā.ūñ to ḍar jātā hūñ
- سیاہ کمرے میں جب صبح کا اجالا ہوازمین بوس ہوا میں فلک سے ٹپکا ہواsiyāh kamre meñ jab sub.h kā ujālā huāzamīn bos havā meñ falak se ṭapkā huā
- قفل کھلیں گے اور مگرمچھوں کا منہ کھل جائے گاکیا معلوم اس دل کے غار سے کیا کیا سامنے آئے گاqufl khuleñge aur magarmachhoñ kā muñh khul jā.egākyā ma.alūm is dil ke ġhār se kyā kyā sāmne ā.egā
- کبھی ہوتا ہے پریشاں کبھی شرماتا ہےآئینہ میرے خد و خال سے گھبراتا ہےkabhī hotā hai pareshāñ kabhī sharmātā haiā.īna mere ḳhad-o-ḳhāl se ghabrātā hai
- کچھ بھولی اور کچھ تیکھی آوازیں ہیںجیسے چہرے ہیں ویسی آوازیں ہیںkuchh bhūlī aur kuchh tīkhī āvāzeñ haiñjaise chehre haiñ vaisī āvāzeñ haiñ
- کس کا عکس نمایاں ہوگا ایسے گدلے پانی میںسورج ڈوب گیا ہے میرے آنگن کی ویرانی میںkis kā aks numāyāñ hogā aise gadle pānī meñsūraj ḍūb gayā hai mere āngan kī vīrānī meñ
- کنڈی بجا کے اس لیے بھاگا نہیں ہوں میںدکھتا نہیں کسی کو تو سوچا نہیں ہوں میںkanḍī bajā ke is liye bhāgā nahīñ hūñ maiñdikhtā nahīñ kisī ko to sochā nahīñ hūñ maiñ
- کوئی ملال ہوں دکھ ہوں بتاؤ کیا ہوں میںدنوں کے بعد کسی شخص کو دکھا ہوں میںkoī malāl hūñ dukh hūñ batā.o kyā hūñ maiñdinoñ ke ba.ad kisī shaḳhs ko dikhā hūñ maiñ
- میرا سایہ بھی اگر باب طرب تک آیاکہنا بد نام زمانہ تھا نسب تک آیاmerā sāya bhī agar bāb-e-tarab tak āyākahnā bad nām zamāna thā nasab tak āyā
- وقت کی زنبیل پلٹی اور اس تک جا گراجسم کا کشکول جس نے بد دعا سے بھر دیاvaqt kī zambīl palṭī aur us tak jā girājism kā kashkol jis ne bad duā se bhar diyā