Poet
نسیم بھرتپوری
Poems
- آپ وہ سب کی جان لیتے ہیںموت کو مفت سان لینے ہیںāp vo sab kī jān lete haiñmaut ko muft sān lene haiñ
- ان کے پیکان پہ پیکان چلے آتے ہیںدل میں گھر کرنے کو مہمان چلے آتے ہیںun ke paikān pe paikān chale āte haiñdil meñ ghar karne ko mehmān chale āte haiñ
- بہار آئی ہے پھر وحشت کے ساماں ہوتے جاتے ہیںمرے سینے میں داغوں کے گلستاں ہوتے جاتے ہیںbahār ā.ī hai phir vahshat ke sāmāñ hote jāte haiñmire sīne meñ dāġhoñ ke gulistāñ hote jāte haiñ
- بیتاب ہیں کسی کی نگاہیں نقاب میںہیں بجلیاں کہ کوند رہی ہیں سحاب میںbetāb haiñ kisī kī nigāheñ naqāb meñhaiñ bijliyāñ ke kaund rahī haiñ sahāb meñ
- جدھر دیکھ تمہاری بزم میں اغیار بیٹھے ہیںادھر دس پانچ بیٹھے ہیں ادھر دو چار بیٹھے ہیںjidhar dekh tumhārī bazm meñ aġhyār baiṭhe haiñidhar das pānch baiṭhe haiñ idhar do chār baiṭhe haiñ
- جور پیہم کی انتہا بھی ہےایک کے بعد دوسرا بھی ہےjaur-e-paiham kī intihā bhī haiek ke ba.ad dūsrā bhī hai
- جہاں میں ابھی یوں تو کیا کیا نہ ہوگازمیں پر کوئی تم سا پیدا نہ ہوگاjahāñ meñ abhī yūñ to kyā kyā na hogāzamīñ par koī tum sā paidā na hogā
- دکھائے معجزے گر وہ بت عیار چٹکی میںتو بولے طائر رنگ حنا ہر بار چٹکی میںdikhā.e mojize gar vo but-e-ayyār chuṭkī meñtū bole tā.ir-e-rang-e-hinā har bār chuṭkī meñ
- دے دیں ابھی کرے جو کوئی خوب رو پسندہم کو نہیں پسند دل آرزو پسندde deñ abhī kare jo koī ḳhūb rū pasandham ko nahīñ pasand dil-e-ārzū pasand
- ذکر دشمن ہے ناگوار کسےتم سناتے ہو بار بار کسےzikr dushman hai nāgavār kisetum sunāte ho bār bār kise
- رکھنا خم گیسو میں یا دل کو رہا کرناکچھ کہہ تو سہی ظالم آخر تجھے کیا کرناrakhnā ḳham-e-gesū meñ yā dil ko rahā karnākuchh kah to sahī zālim āḳhir tujhe kyā karnā
- سب لطف ہے خاک زندگی کاہو خانہ خراب عاشقی کاsab lutf hai ḳhāk zindagī kāho ḳhāna ḳharāb āshiqī kā
- غیر کے گھر بن کے ڈالی جائے گیکیوں کر ان کی عید خالی جائے گیġhair ke ghar ban ke ḍālī jā.egīkyūñ kar un kī e.id ḳhālī jā.egī
- غیر کے گھر ہیں وہ مہمان بڑی مشکل ہےجان جانے کے ہیں سامان بڑی مشکل ہےġhair ke ghar haiñ vo mehmān baṛī mushkil haijān jāne ke haiñ sāmān baṛī mushkil hai
- کیا خاک کہوں مطلب دل دار کے آگےسو اور سنائے گا وہ اغیار کے آگےkyā ḳhāk kahūñ matlab dil dār ke āgeso aur sunā.egā vo aġhyār ke āge
- میرے تڑپنے نے تماشا کیاوہ نگہ شوق سے دیکھا کیاmere taṛapne ne tamāshā kiyāvo nigah-e-shauq se dekhā kiyā
- نالۂ دل کمال کا نکلاان سے پہلو وصال کا نکلاnāla-e-dil kamāl kā niklāun se pahlū visāl kā niklā
- نہ مانی اس نے ایک بھی دل کیدل ہی میں بات رہ گئی دل کیna mānī us ne ek bhī dil kīdil hī meñ bāt rah ga.ī dil kī
- ہجر میں جب خیال یار آیالب پہ نالہ ہزار بار آیاhijr meñ jab ḳhayāl-e-yār āyālab pe nāla hazār bār āyā
- ہم یار کی غیروں پہ نظر دیکھ رہے ہیںگو منہ پہ نہ لائیں گے مگر دیکھ رہے ہیںham yār kī ġhairoñ pe nazar dekh rahe haiñgo muñh pe na lā.eñge magar dekh rahe haiñ
- ہوں گے دل و جگر میں نشاں دیکھ لیجئےتیر نظر پڑے ہیں کہاں دیکھ لیجئےhoñge dil-o-jigar meñ nishāñ dekh lījiyetīr-e-nazar paṛe haiñ kahāñ dekh lījiye
- یوں ہی گر عدو کی غلامی کریں گےوہ حاصل بڑی نیک نامی کریں گےyūñ hī gar adū kī ġhulāmī kareñgevo hāsil baṛī nek nāmī kareñge