Poet
Naeem Saba
Poems
- آئینہ اک خیال کا ہوں شیشہ گر نہیںمیں وہ مکاں ہوں جس کا کوئی بام و در نہیںā.īna ik ḳhayāl kā hūñ shīsha gar nahīñmaiñ vo makāñ hūñ jis kā koī bām-o-dar nahīñ
- اب میرے لئے آنکھ تیری نم ہے مجھے کیااب ترک مراسم کا تجھے غم ہے مجھے کیاab mere liye ānkh terī nam hai mujhe kyāab tark-e-marāsim kā tujhe ġham hai mujhe kyā
- حجاب حسن میں یا حسن بے حجاب میں ہےیہ روشنی کا سفر عکس ماہتاب میں ہےhijāb husn meñ yā husn-e-be hijāb meñ haiye raushnī kā safar aks-e-māhtāb meñ hai
- رخت سفر کا میں نے ارادہ نہیں کیاروشن چراغ منزل جادہ نہیں کیاraḳht-e-safar kā maiñ ne irāda nahīñ kiyāraushan charāġh-e-manzil-e-jāda nahīñ kiyā
- فراق یار میں ایسی بھی ایک شب آئیچراغ جل گیا آنکھوں میں نیند جب آئیfirāq-e-yār meñ aisī bhī ek shab ā.īcharāġh jal gayā ānkhoñ meñ nīnd jab ā.ī
- کبھی مسجد کبھی مندر سے اٹھااک سوالی تھا ترے در سے اٹھاkabhī masjid kabhī mandir se uṭhāik savālī thā tire dar se uṭhā
- کف غبار میں ملبوس میرا پیکر تھایہ سانحہ تو ازل سے مرا مقدر تھاkaf-e-ġhubār meñ malbūs merā paikar thāye sāneha to azal se mirā muqaddar thā
- گلہ ہے اپنے مقدر کی بے حسی سے ہمیںاور اس سے بڑھ کے شکایت ہے زندگی سے ہمیںgila hai apne muqaddar kī be hissī se hameñaur is se baṛh ke shikāyat hai zindagī se hameñ
- مرے قریب وہ آیا تھا روبرو نہ ہوانظر ملا کے بھی مائل بہ گفتگو نہ ہواmire qarīb vo āyā thā rūbarū na huānazar milā ke bhī mā.il ba guftugū na huā
- نشاط مے ہے کہ جام شراب ہے کیا ہےوہ خواب حسن ہے یا حسن خواب ہے کیا ہےnishāt-e-mai hai ke jām-e-sharāb hai kyā haivo ḳhvāb-e-husn hai yā husn ḳhvāb hai kyā hai
- وہ دل کشی جو ترے حسن اور جمال میں ہےاسی کا عکس فروزاں مرے خیال میں ہےvo dil kashī jo tire husn aur jamāl meñ haiusī kā aks farozāñ mire ḳhayāl meñ hai
- ہزار غم ہوں تو پھر انتخاب کیسے کروںدریدہ دل کو میں نذر عذاب کیسے کروںhazār ġham hūñ to phir intiḳhāb kaise karūñdarīda dil ko maiñ nazr-e-azāb kaise karūñ
- ہوا کی زد پہ دیے کو سنبھال رکھا ہےفصیل شب پہ اجالا بحال رکھا ہےhavā kī zad pe diye ko sambhāl rakhā haifasīl-e-shab pe ujālā bahāl rakhā hai
- یہ تیرے ہجر کا موسم سراب جیسا ہےہر ایک لمحہ مسلسل عذاب جیسا ہےye tere hijr kā mausam sarāb jaisā haihar ek lamha musalsal azāb jaisā hai
- خطۂ ارض پہ ایسی بھی جگہ ہے کہ جہاںشب میں تاریک اجالے کا گماں ہوتا ہےḳhitta-e-arz pe aisī bhī jagah hai ke jahāñshab meñ tārīk ujāle kā gumāñ hotā hai
- وہ مری زندگی کا افسانہجب کبھی مجھ کو یاد آتا ہےvo mirī zindagī kā afsānajab kabhī mujh ko yād ātā hai
- جب مرا چاک گریباں نہ ملادل نے پھر جسم سے ہر رشتہ کوjab mirā chāk-e-garebāñ na milādil ne phir jism se har rishta ko