Poet
Habib Jalib
حبیب جالب1928–1993
Poems
- یہ اور بات تیری گلی میں نہ آئیں ہملیکن یہ کیا کہ شہر ترا چھوڑ جائیں ہمye aur bāt terī galī meñ na ā.eñ hamlekin ye kyā ke shahr tirā chhoṛ jā.eñ ham
- یہ جو شب کے ایوانوں میں اک ہلچل اک حشر بپا ہےیہ جو اندھیرا سمٹ رہا ہے یہ جو اجالا پھیل رہا ہےye jo shab ke aivānoñ meñ ik halchal ik hashr bapā haiye jo andherā simaṭ rahā hai ye jo ujālā phail rahā hai
- یہ سوچ کر نہ مائل فریاد ہم ہوئےآباد کب ہوئے تھے کہ برباد ہم ہوئےye soch kar na mā.il-e-fariyād ham hueābād kab hue the ke barbād ham hue
- اک پٹری پر سردی میں اپنی تقدیر کو روئےدوجا زلفوں کی چھاؤں میں سکھ کی سیج پہ سوئےik paṭrī par sardī maiñ apnī taqdīr ko roedojā zulfoñ kī chhā.oñ meñ sukh kī sej pe soe
- اک حسیں گاؤں تھا کنار آبکتنا شاداب تھا دیار آبik hasīñ gā.oñ thā kanār-e-ābkitnā shādāb thā dayār-e-āb
- اے جہاں دیکھ لے کب سے بے گھر ہیں ہماب نکل آئے ہیں لے کے اپنا علمai jahāñ dekh le kab se be ghar haiñ hamab nikal ā.e haiñ le ke apnā alam
- اے نظام کہن کے فرزندواے شب تار کے جگر بندوai nizām-e-kuhan ke farzandoai shab-e-tār ke jigar bando
- بازار ہے وہ اب تک جس میں تجھے نچوایادیوار ہے وہ اب تک جس میں تجھے چنوایاbāzār hai vo ab tak jis meñ tujhe nachvāyādīvār hai vo ab tak jis meñ tujhe chunvāyā
- بچوں پہ چلی گولیماں دیکھ کے یہ بولیbachchoñ pe chalī golīmāñ dekh ke ye bolī
- بہت میں نے سنی ہے آپ کی تقریر مولانامگر بدلی نہیں اب تک مری تقدیر مولاناbahut maiñ ne sunī hai āp kī taqrīr maulānāmagar badlī nahīñ ab tak mirī taqdīr maulānā
- پوچھ نہ کیا لاہور میں دیکھا ہم نے میاں نظیرؔپہنیں سوٹ انگریزی بولیں اور کہلائیں میرؔpūchh na kiyā lāhor meñ dekhā ham ne miyāñ nazīrpahneñ sūṭ angrezī boleñ aur kahlā.eñ mīr
- تو کہ ناواقف آداب شہنشاہی تھیرقص زنجیر پہن کر بھی کیا جاتا ہےtū ke nāvāqif-e-ādāb-e-shahanshāhī thīraqs-e-zanjīr pahan kar bhī kiyā jātā hai
- تیرے لئے میں کیا کیا صدمے سہتا ہوںسنگینوں کے راج میں بھی سچ کہتا ہوںtere liye maiñ kyā kyā sadme sahtā hūñsangīnoñ ke rāj meñ bhī sach kahtā hūñ
- تیرے مدھر گیتوں کے سہارےبیتے ہیں دن رین ہمارےtere madhur gītoñ ke sahārebīte haiñ din rain hamāre
- جب تک چند لٹیرے اس دھرتی کو گھیرے ہیںاپنی جنگ رہے گیjab tak chand luṭere is dhartī ko ghere haiñapnī jang rahegī
- جب دیکھو تو پاس کھڑی ہے ننھی جا سو جاتجھے بلاتی ہے سپنوں کی نگری جا سو جاjab dekho to pās khaṛī hai nanhī jā so jātujhe bulātī hai sapnoñ kī nagrī jā so jā
- جو ہو نہ سکی بات وہ چہروں سے عیاں تھیحالات کا ماتم تھا ملاقات کہاں تھیjo ho na sakī bāt vo chehroñ se ayāñ thīhālāt kā mātam thā mulāqāt kahāñ thī
- جینے کا حق سامراج نے چھین لیااٹھو مرنے کا حق استعمال کروjīne kā haq sāmrāj ne chhīn liyāuṭho marne kā haq istemāl karo
- خدا تمہارا نہیں ہے خدا ہمارا ہےاسے زمین پہ یہ ظلم کب گوارا ہےḳhudā tumhārā nahīñ hai ḳhudā hamārā haiuse zamīn pe ye zulm kab gavārā hai
- دس کروڑ انسانو!زندگی سے بیگانو!das karoṛ insāno!zindagī se begānv!
- دل کی کونپل ہری تیرے ہونے سے ہےزندگی زندگی تیرے ہونے سے ہےdil kī konpal harī tere hone se haizindagī zindagī tere hone se hai
- دن بھر کافی ہاؤس میں بیٹھے کچھ دبلے پتلے نقادبحث یہی کرتے رہتے ہیں سست ادب کی ہے رفتارdin bhar kāfī hā.us meñ baiṭhe kuchh duble putle naqqādbahs yahī karte rahte haiñ sust adab kī hai raftār
- دیپ جس کا محلات ہی میں جلےچند لوگوں کی خوشیوں کو لے کر چلےdīp jis kā mahallāt hī meñ jalechand logoñ kī ḳhushiyoñ ko le kar chale
- دینا پڑے کچھ ہی ہرجانہ سچ ہی لکھتے جانامت گھبرانا مت ڈر جانا سچ ہی لکھتے جاناdenā paṛe kuchh hī harjāna sach hī likhte jānāmat ghabrānā mat ḍar jānā sach hī likhte jānā
- سلام اے دل فگار لوگوسلام اے اشک بار لوگوsalām ai dil figār logosalām ai ashk bār logo
- شہر میں ہو کا عالم تھاجن تھا یا ریفرنڈم تھا
- صدا آ رہی ہے مرے دل سے پیہمکہ ہوگا ہر اک دشمن جاں کا سر خمsadā ā rahī hai mire dil se paihamke hogā har ik dushman-e-jāñ kā sar ḳham
- ظلمت کو ضیا صرصر کو صبا بندے کو خدا کیا لکھناپتھر کو گہر دیوار کو در کرگس کو ہما کیا لکھناzulmat ko ziyā sarsar ko sabā bande ko ḳhudā kyā likhnāpatthar ko guhar dīvār ko dar kargas ko humā kyā likhnā
- قوم کی بہتری کا چھوڑ خیالفکر تعمیر ملک دل سے نکالqaum kī behtarī kā chhoṛ ḳhayālfikr-e-ta.amīr mulk-e-dil se nikāl
- کچے آنگن کا وہ گھر وہ بام و درگاؤں کی پگڈنڈیاں وہ رہ گزرkachche āngan kā vo ghar vo bām-o-dargā.oñ kī paggḍanḍiyāñ vo rah guzar
- کہاں ٹوٹی ہیں زنجیریں ہماریکہاں بدلی ہیں تقریریں ہماریkahāñ ṭūṭī haiñ zanjīreñ hamārīkahāñ badlī haiñ taqrīreñ hamārī
- گولیوں سے یہ جواں آگ نہ بجھ پائے گیگیس پھینکو گے تو کچھ اور بھی لہرائے گیgoliyoñ se ye javāñ āg na bujh pā.egīgais pheñkoge to kuchh aur bhī lahrā.egī
- گیت کیا کیا لکھ گیا کیا کیا فسانے کہہ گیانام یوں ہی تو نہیں اس کا ادب میں رہ گیاgīt kyā kyā likh gayā kyā kyā fasāne kah gayānām yūñ hī to nahīñ us kā adab meñ rah gayā
- لائل پور اک شہر ہے جس میں دل ہے مرا آباددھڑکن دھڑکن ساتھ رہے گی اس بستی کی یادlā.il por ik shahr hai jis meñ dil hai mirā ābāddhaṛkan dhaṛkan sāth rahegī is bastī kī yād
- میری بچی میں آؤں نہ آؤںآنے والا زمانہ ہے تیراmerī bachī meñ ā.ūñ na ā.ūñāne vālā zamāna hai terā
- میں تجھے پھول کہوں اور کہوں بھنوروں سےآؤ اس پھول کا رس چوس کے ناچو جھوموmaiñ tujhe phūl kahūñ aur kahūñ bhanvaroñ seā.o us phūl kā ras chūs ke nācho jhūmo
- میں نے اس سے یہ کہایہ جو دس کروڑ ہیںmaiñ ne us se ye kahāye jo das karoṛ haiñ
- نغمہ بھی ہے اداس تو سر بھی ہے بے اماںرہنے دو کچھ تو نور اندھیروں کے درمیاںnaġhma bhī hai udās to sar bhī hai be amāñrahne do kuchh to nūr andheroñ ke darmiyāñ
- ہجوم یاس میں جوت آس کی تری آوازہم اہل درد کی ہے زندگی تری آوازhujūm-e-yās meñ jot ās kī tirī āvāzham ahl dard kī hai zindagī tirī āvāz
- ہریالی کو آنکھیں ترسیں بگیا لہولہانپیار کے گیت سناؤں کس کو شہر ہوئے ویران
- یہ ایک عہد سزا ہے جزا کی بات نہ کردعا سے ہاتھ اٹھا رکھ دوا کی بات نہ کرye ek ahd-e-sazā hai jazā kī bāt na karduā se hāth uṭhā rakh davā kī bāt na kar
- یہ ضابطہ ہے کہ باطل کو مت کہوں باطلیہ ضابطہ ہے کہ گرداب کو کہوں ساحلye zābta hai ke bātil ko mat kahūñ bātilye zābta hai ke girdāb ko kahūñ sāhil
- یہ کہہ رہا ہے دل بے قرار تیز چلوبہت اداس ہیں زنجیر و دار تیز چلوye kah rahā hai dil-e-be qarār tez chalobahut udās haiñ zanjīr-o-dār tez chalo
- ایک عورت جو میرے لیے مدتوںشمع کی طرح آنسو بہاتی رہیek aurat jo mere liye muddatoñsham.a kī tarah ānsū bahātī rahī
- قصر شاہی سے یہ حکم صادر ہوا لاڑکانے چلوورنہ تھانے چلوqasr-e-shāhī se ye hukm sādir huā lāṛkāne chalovarna thāne chalo
- اک تری یاد سے اک تیرے تصور سے ہمیںآ گئے یاد کئی نام حسیناؤں کےik tirī yād se ik tere tasavvur se hameñā ga.e yād ka.ī nām hasīnā.oñ ke
- ان کے آنے کے بعد بھی جالبؔدیر تک ان کا انتظار رہاun ke āne ke ba.ad bhī jālibder tak un kā intizār rahā