Poet
Zafar Kaleem
b. 1938
Poems
- ان دنوں میں غربتوں کی شام کے منظر میں ہوںمیری چھت ٹوٹی پڑی ہے دوسروں کے گھر میں ہوںin dinoñ meñ ġhurbatoñ kī shām ke manzar meñ hūñmerī chhat ṭūṭī paṛī hai dūsroñ ke ghar meñ hūñ
- بات مہندی سے لہو تک آ گئیگفتگو اب تم سے تو تک آ گئیbāt mehndī se lahū tak ā ga.īguftugū ab tum se to tak ā ga.ī
- بخت جاگے تو جہاں دیدہ سی ہو جاتی ہےشخصیت اور بھی سنجیدہ سی ہو جاتی ہےbaḳht jāge to jahāñ dīda sī ho jātī haishaḳhsiyat aur bhī sanjīda sī ho jātī hai
- پھولا پھلا شجر تو ثمر پر بھی آئے گالیکن اسی لحاظ سے پتھر بھی آئے گاphūlā phalā shajar to samar par bhī ā.egālekin isī lihāz se patthar bhī ā.egā
- چل پڑے تو پھر اپنی دھن میں بے خبر برسوںلوٹ کر نہیں دیکھا ہم نے اپنا گھر برسوںchal paṛe to phir apnī dhun meñ be ḳhabar barsoñlauṭ kar nahīñ dekhā ham ne apnā ghar barsoñ
- سرد رتوں میں لوگوں کو گرمی پہنچانے والے ہاتھبرف کے جیسے ٹھنڈے کیوں ہیں اون بنانے والے ہاتھsard rutoñ meñ logoñ ko garmī pahunchāne vāle hāthbarf ke jaise ṭhanḍe kyūñ haiñ ūn banāne vāle hāth
- سمٹوں تو صفر سا لگوں پھیلوں تو اک جہاں ہوں میںجتنی کہ یہ زمین ہے اتنا ہی آسماں ہوں میںsimṭūñ to safar sā lagūñ phailūñ to ik jahāñ hūñ maiñjitnī ke ye zamīn hai itnā hī āsmāñ hūñ maiñ
- شہرتوں کی ہمیں للک ہے بہتخود نمائی میں کیا چمک ہے بہتshohratoñ kī hameñ lalak hai bahutḳhud numā.ī meñ kyā chamak hai bahut
- طبع روشن کو مری کچھ اس طرح بھائی غزلجب بھی میں تنہا ہوا ہوں مجھ کو یاد آئی غزلtab-e-raushan ko mirī kuchh is tarah bhā.ī ġhazaljab bhī maiñ tanhā huā hūñ mujh ko yād ā.ī ġhazal
- کھڑکی سے مہتاب نہ دیکھوایسے بھی تم خواب نہ دیکھوkhiṛkī se mahtāb na dekhoaise bhī tum ḳhvāb na dekho
- کھل گئیں آنکھیں کہ جب دنیا کا سچ ہم پر کھلااپنے اندر سب کھلے ہیں کون ہے باہر کھلاkhul ga.īñ ānkheñ ke jab duniyā kā sach ham par khulāapne andar sab khule haiñ kaun hai bāhar khulā
- گمان تک میں نہ تھا محو یاس کر دے گاوہ یوں ملے گا کہ مجھ کو اداس کر دے گاgumān tak maiñ na thā mahv-e-yās kar degāvo yūñ milegā ke mujh ko udās kar degā
- گھر سے نکالے پاؤں تو رستے سمٹ گئےہم یوں چلے کہ راہ کے پتھر بھی ہٹ گئےghar se nikāle pā.oñ to raste simaṭ ga.eham yūñ chale ke rāh ke patthar bhī haṭ ga.e
- مجھ کو سمجھو نہ حرف غلط کی طرحثبت ہو جاؤں گا دستخط کی طرحmujh ko samjho na harf-e-ġhalat kī tarahsabt ho jā.ūñgā dastḳhat kī tarah
- نوائے حق پہ ہوں قاتل کا ڈر عزیز نہیںپڑے جہاد تو اپنا بھی سر عزیز نہیںnavā-e-haq pe hūñ qātil kā ḍar azīz nahīñpaṛe jihād to apnā bhī sar azīz nahīñ
- ہم پر جو ہنس رہا تھا وہ رویا ہوا سا ہےشاید کہ اس کے ساتھ بھی دھوکا ہوا سا ہےham par jo hañs rahā thā vo royā huā sā haishāyad ke us ke sāth bhī dhokā huā sā hai
- ہم فقیروں سے سمجھ ہم کو نہ سمجھا کیا ہےہم سمجھ بوجھ کے بیٹھے ہیں کہ دنیا کیا ہےham faqīroñ se samajh ham ko na samjhā kyā haiham samajh bojh ke baiṭhe haiñ ke duniyā kyā hai
- ہو چکی ہجرت تو پھر کیا فرض ہے گھر دیکھنااپنی فطرت میں نہیں پیچھے پلٹ کر دیکھناho chukī hijrat to phir kyā farz hai ghar dekhnāapnī fitrat meñ nahīñ pīchhe palaṭ kar dekhnā
- ہونٹوں میں سچ بات دبا لیتے ہیں لوگاپنے من کا پاپ چھپا لیتے ہیں لوگhonṭoñ meñ sach bāt dabā lete haiñ logapne man kā pāp chhupā lete haiñ log
- وائے خوش فہمی کہ پرواز یقیں سے بھی گئےآسماں چھونے کی خواہش میں زمیں سے بھی گئےvā.e ḳhush fahmī ke parvāz yaqīñ se bhī ga.eāsmāñ chhūne kī ḳhvāhish meñ zamīñ se bhī ga.e