Poet
Zafar Ghauri
Poems
- آندھی ہے تیز دھول سے گھر اور اٹ نہ جائےٹوٹے کواڑ بند کرو دم الٹ نہ جائےāndhī hai tez dhūl se ghar aur aṭ na jā.eṭūṭe kivāṛ band karo dam ulaṭ na jā.e
- ابھرتے ڈوبتے تاروں کے بھید کھولے گافصیل شب سے اتر کر کوئی تو بولے گاubharte ḍūbte tāroñ ke bhed kholegāfasīl-e-shab se utar kar koī to bolegā
- ترا یقین ہوں میں کب سے اس گمان میں تھامیں زندگی کے بڑے سخت امتحان میں تھاtirā yaqīn hūñ maiñ kab se is gumān meñ thāmaiñ zindagī ke baṛe saḳht imtihān meñ thā
- ٹوٹے تختے پر سمندر پار کرنے آئے تھےہم سفر طوفان غم سے پیار کرنے آئے تھےṭūṭe taḳhte par samundar pār karne ā.e theham safar tūfān-e-ġham se pyār karne ā.e the
- جاری ہے کب سے معرکہ یہ جسم و جاں میں سرد ساچھپ چھپ کے کوئی مجھ میں ہے مجھ سے ہی ہم نبرد ساjārī hai kab se mārka ye jism-o-jāñ meñ sard sāchhup chhup ke koī mujh meñ hai mujh se hī ham nabard sā
- چل پڑے ہم دشت بے سایہ بھی جنگل ہو گیاہم سفر جب مل گئے جنگل میں منگل ہو گیاchal paṛe ham dasht be sāya bhī jangal ho gayāham safar jab mil ga.e jangal meñ mangal ho gayā
- خواب رنگوں سے بنی ہے یاد تازہدھوپ لکھ لائی مبارک یاد تازہḳhvāb rangoñ se banī hai yād tāzadhūp likh lā.ī mubārak yād tāza
- دل میں رکھ زخم نوا راہ میں کام آئے گادشت بے سمت میں اک ہو کا مقام آئے گاdil meñ rakh zaḳhm navā rāh meñ kām ā.egādasht-e-be samt meñ ik ho kā maqām ā.egā
- سات رنگوں سے بنی ہے یاد تازہدھوپ لکھ لائی مبارک باد تازہsāt rangoñ se banī hai yād tāzadhūp likh lā.ī mubārak bād-e-tāza
- سزا ملی ہے بکھرنے کی اور سمٹنے کیخطا ہوئی تھی ہواؤں سے کل لپٹنے کیsazā milī hai bikharne kī aur simaṭne kīḳhatā huī thī havā.oñ se kal lipaṭne kī
- شب کے تاریک سمندر سے گزر آیا ہوںٹوٹا تارہ ہوں خلاؤں سے اتر آیا ہوںshab ke tārīk samundar se guzar āyā hūñṭūṭā tāra hūñ ḳhalā.oñ se utar āyā hūñ
- شعلے سے چٹکتے ہیں ہر سانس میں خوشبو کےآئی ہے صبا شاید وہ پھول سا تن چھو کےshole se chaṭakte haiñ har sāns meñ ḳhushbū keā.ī hai sabā shāyad vo phūl sā tan chhū ke
- فصل گل کو ضد ہے زخم دل کا ہرا کیسے ہوچاندنی بھی ڈس رہی ہے غم کی دوا کیسے ہوfasl-e-gul ko zid hai zaḳhm-e-dil kā harā kaise hochāndnī bhī ḍas rahī hai ġham kī davā kaise ho
- وقت کا سانس بھی طوفان کا ٹھہراؤ لگےاس کڑی رت میں کہاں ٹوٹی ہوئی ناؤ لگےvaqt kā sāns bhī tūfān kā ṭhahrā.o lageis kaṛī rut meñ kahāñ ṭūṭī huī nā.o lage
- ہمکتی کونپلوں کو خشک گھاس کر دے گیہوا درختوں کو پھر بے لباس کر دے گیhamkitī konpaloñ ko ḳhushk ghās kar degīhavā daraḳhtoñ ko phir be libās kar degī