Poet
Yasir Raza Asif
b. 1984
Poems
- اس نے ایسے کہا شکریہ محترممیں بھی خود کو سمجھنے لگا محترمus ne aise kahā shukriya mohtarammaiñ bhī ḳhud ko samajhne lagā mohtaram
- اور بھی کوئی رب سے ملنے کا رستہ ہے بابا جیدنیا کو ہم کھو نہ بیٹھیں جی ڈرتا ہے بابا جیaur bhī koī rab se milne kā rasta hai bābā jīduniyā ko ham kho na baiṭheñ jī ḍartā hai bābā jī
- ایسی ٹھہری ہے رت خزاؤں کیہم کو حسرت رہی ہے چھاؤں کیaisī ṭhahrī hai rut ḳhazā.oñ kīham ko hasrat rahī hai chhā.oñ kī
- بارود کے ذرے جو فضاؤں میں رہیں گےپھر کیسے پرندے یہ ہواؤں میں رہیں گےbārūd ke zarre jo fazā.oñ meñ raheñgephir kaise parinde ye havā.oñ meñ raheñge
- تنہا کب ہوں میرے سنگ پرندے ہیںسپنے بھی تو رنگا رنگ پرندے ہیںtanhā kab hūñ mere sang parinde haiñsapne bhī to rangā rang parinde haiñ
- جب مال و زر ایمان ہوا نقصان ہواپھر ہر جانب اعلان ہوا نقصان ہواjab māl-o-zar īmān huā nuqsān huāphir har jānib elān huā nuqsān huā
- چپ کی طاقت سے گزارہ نہیں ہونے والااب شرافت سے گزارہ نہیں ہونے والاchup kī tāqat se guzāra nahīñ hone vālāab sharāfat se guzāra nahīñ hone vālā
- دھڑکنوں کی سب کہانی ختم شدمیری آنکھوں کا بھی پانی ختم شدdhaṛkanoñ kī sab kahānī ḳhatm shudmerī ānkhoñ kā bhī pānī ḳhatm shud
- دیواروں سے بنتی ہے کب درویشوآؤ شہر سے کوچ کریں اب درویشوdīvāroñ se bantī hai kab darveshoā.o shahr se kūch kareñ ab darvesho
- ساتھ لے کر آئے ہیں وہ روشنی اور چند پھولمنسلک باہم ہوئے ہیں زندگی اور چند پھولsāth le kar ā.e haiñ vo raushnī aur chand phūlmunsalik bāham hue haiñ zindagī aur chand phūl
- سنبھل سنبھل کے چلو گے تو فائدہ ہوگابڑوں کی بات سنو گے تو فائدہ ہوگاsambhal sambhal ke chaloge to fā.ida hogābaṛoñ kī bāt sunoge to fā.ida hogā
- کچھ سزائیں اور بھی ہیں تازیانوں سے پرےاک اسیری اور بھی ہے قید خانوں سے پرےkuchh sazā.eñ aur bhī haiñ tāziyānoñ se pareik asīrī aur bhī hai qaid ḳhānoñ se pare
- گھر کے بڑے بوڑھوں کو یہی کہتے سنا ہےجھک جھک کے جو ملتا ہے وہی قد میں بڑا ہےghar ke baṛe būṛhoñ ko yahī kahte sunā haijhuk jhuk ke jo miltā hai vahī qad meñ baṛā hai
- میں نے اک آواز سنی تھی کمرے میں خاموشی کیمیرے کان میں آ کر تیری یادوں نے سرگوشی کیmaiñ ne ik āvāz sunī thī kamre meñ ḳhāmoshī kīmere kān meñ ā kar terī yādoñ ne sargoshī kī
- نت نئے ظلم جھیلتا ہوں میںجرم یہ ہے کہ سوچتا ہوں میںnit na.e zulm jheltā hūñ maiñjurm ye hai ke sochtā hūñ maiñ
- ہنس کر ملتے ہو بھائیبغض بھی رکھتے ہو بھائیhañs kar milte ho bhā.ībuġhz bhī rakhte ho bhā.ī