Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tabassum Azmi

b. 1968

Poems

  1. un meñ poshīda haiñ hikmat ke ḳhazāne kyā kiyākah ga.e bāt patte kī haiñ siyāne kyā kiyā
  2. bātoñ bātoñ meñ baṛe hī pyār se chhiṛkā namakzaḳhm dushman kī atā ahbāb kā tohfa namak
  3. parde meñ ḳhāmushī ke suḳhan bolne lagekāṭī ga.ī zabāñ to nain bolne lage
  4. phūloñ kī misāleñ haiñ kānṭoñ kā havāla haijīvan kī hathelī par rishtoñ kā qabāla hai
  5. chehre pe kisī karb kī tanvīr nahīñ kīmahsūs hī karte rahe tafsīr nahīñ kī
  6. dīvār vaqt par haiñ naushite ajīb seraqsāñ galī galī meñ haiñ sā.e muhīb se
  7. zehn-o-dil meñ ḳhauf ke jab sirasrāte sānp haiñsīdhe ḳhat bhī lagte jaise āṛe tirchhe sānp haiñ
  8. rakhā sanjo ke gauhar-e-nāyāb kī tarahsaunpī thī jo buzurgoñ ne ādāb kī tarah
  9. shahd meñ ḍūbe hue kaṛve karele mustaradjo bhī kahiye sāf kahiye pech lachchhe mustarad
  10. farq tujh se hai ik zarā mujh meñsang tujh meñ hai ā.īna mujh meñ
  11. kuchh ek pal jo bhulā.e hue se lagte haiñnazar meñ ab bhī samā.e hue se lagte haiñ
  12. niyāz-e-ishq kā nāmūs luṭvānā bhī ātā haijo ibn-e-alvaqt haiñ un ko badal jānā bhī ātā hai
  13. ye bhī nahīñ ke ham ne bharosā kiyā na hoye bhī nahīñ ke ānkh se parda haṭā na ho
  14. biṭhā ke kāndhe pe lā.ī thī rāt useshafaq ne hañs ke kyā thā istiqbāl
  15. bhūl bhalyā galiyāñ sārīdūr talak hai ghanā andherā
  16. sub.h dam ātī hai ai hind tire ānchal sehamd kī na.at kī pūjā kī bhajan kī ḳhushbū
  17. vo shāḳh-e-mazbūt ho yā nāzukye munhasir hai kamāl-e-fan par
  18. havelī ke baṛe darvāze par āvezāñdonoñ kaimre har roz
  19. baṛhātī hūñ qadamfauran hī pīchhe khīñch letī hūñ
  20. naqsh miṭṭā haitū miṭ jā.e