Poet
Tabassum Azmi
b. 1968
Poems
- ان میں پوشیدہ ہیں حکمت کے خزانے کیا کیاکہہ گئے بات پتے کی ہیں سیانے کیا کیاun meñ poshīda haiñ hikmat ke ḳhazāne kyā kiyākah ga.e bāt patte kī haiñ siyāne kyā kiyā
- باتوں باتوں میں بڑے ہی پیار سے چھڑکا نمکزخم دشمن کی عطا احباب کا تحفہ نمکbātoñ bātoñ meñ baṛe hī pyār se chhiṛkā namakzaḳhm dushman kī atā ahbāb kā tohfa namak
- پردے میں خامشی کے سخن بولنے لگےکاٹی گئی زباں تو نین بولنے لگےparde meñ ḳhāmushī ke suḳhan bolne lagekāṭī ga.ī zabāñ to nain bolne lage
- پھولوں کی مثالیں ہیں کانٹوں کا حوالہ ہےجیون کی ہتھیلی پر رشتوں کا قبالہ ہےphūloñ kī misāleñ haiñ kānṭoñ kā havāla haijīvan kī hathelī par rishtoñ kā qabāla hai
- چہرے پہ کسی کرب کی تنویر نہیں کیمحسوس ہی کرتے رہے تفسیر نہیں کیchehre pe kisī karb kī tanvīr nahīñ kīmahsūs hī karte rahe tafsīr nahīñ kī
- دیوار وقت پر ہیں نوشتے عجیب سےرقصاں گلی گلی میں ہیں سائے مہیب سےdīvār vaqt par haiñ naushite ajīb seraqsāñ galī galī meñ haiñ sā.e muhīb se
- ذہن و دل میں خوف کے جب سرسراتے سانپ ہیںسیدھے خط بھی لگتے جیسے آڑے ترچھے سانپ ہیںzehn-o-dil meñ ḳhauf ke jab sirasrāte sānp haiñsīdhe ḳhat bhī lagte jaise āṛe tirchhe sānp haiñ
- رکھا سنجو کے گوہر نایاب کی طرحسونپی تھی جو بزرگوں نے آداب کی طرحrakhā sanjo ke gauhar-e-nāyāb kī tarahsaunpī thī jo buzurgoñ ne ādāb kī tarah
- شہد میں ڈوبے ہوئے کڑوے کریلے مستردجو بھی کہیے صاف کہیے پیچ لچھے مستردshahd meñ ḍūbe hue kaṛve karele mustaradjo bhī kahiye sāf kahiye pech lachchhe mustarad
- فرق تجھ سے ہے اک ذرا مجھ میںسنگ تجھ میں ہے آئنہ مجھ میںfarq tujh se hai ik zarā mujh meñsang tujh meñ hai ā.īna mujh meñ
- کچھ ایک پل جو بھلائے ہوئے سے لگتے ہیںنظر میں اب بھی سمائے ہوئے سے لگتے ہیںkuchh ek pal jo bhulā.e hue se lagte haiñnazar meñ ab bhī samā.e hue se lagte haiñ
- نیاز عشق کا ناموس لٹوانا بھی آتا ہےجو ابن الوقت ہیں ان کو بدل جانا بھی آتا ہےniyāz-e-ishq kā nāmūs luṭvānā bhī ātā haijo ibn-e-alvaqt haiñ un ko badal jānā bhī ātā hai
- یہ بھی نہیں کہ ہم نے بھروسا کیا نہ ہویہ بھی نہیں کہ آنکھ سے پردہ ہٹا نہ ہوye bhī nahīñ ke ham ne bharosā kiyā na hoye bhī nahīñ ke ānkh se parda haṭā na ho