Poet
سعادت یار خان رنگین
Poems
- اب میری دوگانا کو مرا دھیان ہے کیا خاکانسان کی انا اسے پہچان ہے کیا خاکab merī dogānā ko mirā dhyān hai kyā ḳhākinsān kī anā use pahchān hai kyā ḳhāk
- اس کے کوچے میں بہت رہتے ہیں دیوانے پڑےان میں دیکھا تو میاں رنگیںؔ نہ پہچانے پڑےus ke kūche meñ bahut rahte haiñ dīvāne paṛeun meñ dekhā to miyāñ rangīñ na pahchāne paṛe
- پھر بہار آئی مرے صیاد کو پروا نہیںاڑ کے میں پہنچوں چمن میں کیا کروں پر وا نہیںphir bahār ā.ī mire sayyād ko parvā nahīñuṛ ke maiñ pahuñchūñ chaman meñ kyā karūñ par vā nahīñ
- تا حشر رہے یہ داغ دل کایارب نہ بجھے چراغ دل کاtā hashr rahe ye dāġh-e-dil kāyārab na bujhe charāġh-e-dil kā
- تجھ کو آتی ہے دلاسے کی نہیں بات کوئیکس طرح تجھ سے رکھے جان ملاقات کوئیtujh ko ātī hai dilāse kī nahīñ bāt koīkis tarah tujh se rakhe jān mulāqāt koī
- ٹیس پیڑو میں اٹھی اوہی مری جان گئیمت ستا مجھ کو دوگانا ترے قربان گئیṭīs peṛo meñ uṭhī ūhī mirī jān ga.īmat satā mujh ko dogānā tire qurbān ga.ī
- چاہ کر ہم اس پری رو کو جو دیوانے ہوئےدوست دشمن ہو گئے اور اپنے بیگانے ہوئےchāh kar ham us parī rū ko jo dīvāne huedost dushman ho ga.e aur apne begāne hue
- رشتہ الفت کو توڑوں کس طرحعشق سے میں منہ کو موڑوں کس طرحrishta-e-ulfat ko toṛūñ kis tarahishq se maiñ muñh ko moṛūñ kis tarah
- عشق سے بچ کے کدھر جائیں گے ہمہے یہ موجود جدھر جائیں گے ہمishq se bach ke kidhar jā.eñge hamhai ye maujūd jidhar jā.eñge ham
- غیر کی خاطر سے تم یاروں کو دھمکانے لگےآ کے میرے روبرو تلوار چمکانے لگےġhair kī ḳhātir se tum yāroñ ko dhamkāne lageā ke mere rūbarū talvār chamkāne lage
- کروں میں کہاں تک مدارات روزتمہیں چاہیئے ہے وہی بات روزkarūñ maiñ kahāñ tak madārāt roztumheñ chāhiye hai vahī bāt roz
- کس سے گرمی کا رکھا جائے یہ بھاری روزہسردی ہووے تو رکھے مجھ سی بچاری روزہkis se garmī kā rakhā jā.e ye bhārī rozasardī hove to rakhe mujh sī bichārī roza
- کشتی میں کپی تیل کی انا انڈیل ڈالسوکھے ہیں بال آ کے مرے سر میں تیل ڈالkashtī meñ kuppī tel kī anā unḍel ḍālsūkhe haiñ bāl ā ke mire sar meñ tel ḍāl
- گرم ان روزوں میں کچھ عشق کا بازار نہیںبیچتا دل کو ہوں میں کوئی خریدار نہیںgarm in rozoñ meñ kuchh ishq kā bāzār nahīñbechtā dil ko hūñ maiñ koī ḳharīdār nahīñ
- میری ایذا میں خوشی جب آپ کی پاتے ہیں لوگتو مجھے کس کس طرح سے آ کے دھمکاتے ہیں لوگmerī īzā meñ ḳhushī jab āp kī pāte haiñ logtū mujhe kis kis tarah se ā ke dhamkāte haiñ log
- میری طرف سے کچھ تو ترے دل میں چور ہےمیں نے سمجھ لیا تو دوگانا گھنور ہےmerī taraf se kuchh to tire dil meñ chūr haimaiñ ne samajh liyā to dogānā ghinvar hai
- میرے گھر میں زناخی آئی کبمیں نگوڑی بھلا نہائی کبmere ghar meñ zanāḳhī ā.ī kabmaiñ nigoṛī bhalā nahā.ī kab
- میں تو کچھ کہتی نہیں شوق سے سو باری چیخنام لے کر مری دائی کا ددا ماری چیخmaiñ to kuchh kahtī nahīñ shauq se so bārī chīḳhnām le kar mirī dā.ī kā dadā mārī chīḳh
- نیند آتی نہیں کم بخت دوانی آ جااپنی بیتی کوئی کہہ آج کہانی آ جاnīnd ātī nahīñ kam baḳht davānī ā jāapnī bītī koī kah āj kahānī ā jā
- ہم جوں چکور غش ہیں اجی ایک یار پربلبل کی طرح جی نہیں دیتے ہزار پرham jūñ chakor ġhash haiñ ajī ek yār parbulbul kī tarah jī nahīñ dete hazār par
- یوں ہے اس دل کو دوگانہ کی نشانی کی ہوسریت میں مچھلی کو جوں ہوتی ہے پانی کی ہوسyūñ hai is dil ko dogāna kī nishānī kī havasret meñ machhlī ko jūñ hotī hai pānī kī havas
- یہ میرے یار نے کیا مجھ سے بے وفائی کیملے نہ پھر کبھی جس دن سے آشنائی کیye mere yār ne kyā mujh se be vafā.ī kīmile na phir kabhī jis din se āshnā.ī kī
- جدا اس سے بھلا کب تک رہوں میںبری اس سے بھلا کب تک رہوں میںjudā us se bhalā kab tak rahoñ maiñburī us se bhalā kab tak rahoñ maiñ
- ہمدمو کیا مجھ کو تم ان سے ملا سکتے نہیںمیں تو جا سکتا ہوں واں گر یاں وہ آ سکتے نہیںhamdamo kyā mujh ko tum un se milā sakte nahīñmaiñ to jā saktā hūñ vāñ gar yāñ vo ā sakte nahīñ