Poet
مرزا جواں بخت جہاں دار
Poems
- اس وقت بارے کچھ تو کرم بخشی کیجئےگزرے ہم اور بات سے گالی ہی دیجئےis vaqt bāre kuchh to karam baḳhshī kījiyeguzre ham aur bāt se gālī hī dījiye
- اے ظالم ترے جب سے پالے پڑےہمیں اپنے جینے کے لالے پڑےai zālim tire jab se pāle paṛehameñ apne jīne ke lāle paṛe
- تجھ بے وفا کی آہ کوئی چاہ کیا کرےدل تجھ کو دے کے تو ہی بتا آہ کیا کرےtujh be vafā kī āh koī chāh kyā karedil tujh ko de ke tū hī batā āh kyā kare
- جس کو کہ دسترس ہوئی دامان یار تکگلشن میں دہر کے وہی پہنچا بہار تکjis ko ke dastaras huī dāmān-e-yār takgulshan meñ dahr ke vahī pahuñchā bahār tak
- جو کچھ کیا سو ہم نے کیا اپنی چاہ سےاب شکوہ کیجیے نہ کچھ اس رشک ماہ سےjo kuchh kiyā so ham ne kiyā apnī chāh seab shikva kījiye na kuchh is rashk-e-māh se
- در پہ تیرے پکار کی فریادسمع تو نے نہ یار کی فریادdar pe tere pukār kī fariyādsam.a tū ne na yār kī fariyād
- دل پر خوں جو جام ہے میراخون شرب مدام ہے میراdil pur ḳhūñ jo jām hai merāḳhūn shurb-e-mudām hai merā
- دل پرستار ہیں سب خلق کے مورت کی تریدیدہ ہیں قبلہ نما کعبۂ صورت کی تریdil parastār haiñ sab ḳhalq ke mūrat kī tirīdīda haiñ qibla numā ka.aba-e-sūrat kī tirī
- دنیا میں کوئی دل کا خریدار نہ پایاسب دیکھے دل آزار ہی دل دار نہ پایاduniyā meñ koī dil kā ḳharīdār na pāyāsab dekhe dil āzār hī dil dār na pāyā
- دیکھ تیرا جمال کچھ کا کچھدل میں آیا خیال کچھ کا کچھdekh terā jamāl kuchh kā kuchhdil meñ āyā ḳhayāl kuchh kā kuchh
- دیکھو تو میرے نالہ و آہ و فغاں کی اوربان اس کڑک سے جاوے ہے کب آسماں کی اورdekho to mere nāla-o-āh-o-fuġhāñ kī aurbān is kaṛak se jāve hai kab āsmāñ kī aur
- سنتا نہیں کسو ہی کی وہ یار دیکھناکیجو نہ اس سے حال دل اظہار دیکھناsuntā nahīñ kisū hī kī vo yār dekhnākījo na us se hāl-e-dil iz.hār dekhnā
- سینۂ پر سوز یکسو چشم گریاں یک طرفدل بچے کیا یک طرف آتش ہے طوفاں یک طرفsīna-e-pur soz yakso chashm-e-giryāñ yak tarafdil bachche kyā yak taraf ātish hai tūfāñ yak taraf
- قسمت کو اپنے لکھے کے تئیں کون دھو سکےسب ہو سکے ولیک یہ اتنا نہ ہو سکےqismat ko apne likhe ke ta.īñ kaun dho sakesab ho sake vilyak ye itnā na ho sake
- کل تک اس کی وہ مہربانی تھیآج دیکھا تو سرگرانی تھیkal tak us kī vo mehrbānī thīāj dekhā to sargirānī thī
- کون سی بات تری ہم سے اٹھائی نہ گئیپر جفا جو تری یہ نت کی لڑائی نہ گئیkaun sī bāt tirī ham se uṭhā.ī na ga.īpar jafā jo tirī ye nit kī laṛā.ī na ga.ī
- کوئی کر سکتا ہے یارو جیسا میں نے کام کیایار کے ذمے دی کر نیکی اپنے تئیں بد نام کیاkoī kar saktā hai yāro jaisā maiñ ne kām kyāyār ke zimme dī kar nekī apne ta.īñ bad nām kiyā
- مت بولیو تو اوس سے جہاں دارؔ دیکھناکھینچے ہوئے ہے آج وہ تلوار دیکھناmat boliyo to os se jahāñ dār dekhnākhīñche hue hai āj vo talvār dekhnā
- مجھ سے عاشق کے تئیں مار کے کیا پاوے گامفت بدنامی تجھے ہووے گی پچھتاوے گاmujh se āshiq ke ta.īñ mār ke kyā pāvegāmuft badnāmī tujhe hove gī pachhtāvegā
- میں تو سو بار ترے ملنے کو آیا تنہالیکن افسوس کبھی تجھ کو نہ پایا تنہاmaiñ to sau bār tire milne ko āyā tanhālekin afsos kabhī tujh ko na pāyā tanhā
- نالہ جدھر میرا گزر کر گیاتیر سا ہر دل میں اثر کر گیاnāla jidhar merā guzar kar gayātīr sā har dil meñ asar kar gayā
- یار جب ہم کنار ہووے گادل کو میرے قرار ہووے گاyār jab ham kanār hove gādil ko mere qarār hove gā
- یار کے بن بہار کیا کیجےگل نہ ہووے تو خار کیا کیجےyār ke ban bahār kyā kījegul na hove to ḳhār kyā kīje
- یک دو جام اور بھی دے تو ساقینہ رہے دل میں آرزو ساقیyak do jām aur bhī de to sāqīna rahe dil meñ ārzū sāqī
- جب آفتاب ہو طالع سریر حشمت پرتجلی نور خداوند کی نظر آوےjab āftāb ho tāle sarīr hashmat partajallī nūr ḳhudāvand kī nazar āve
- جو کچھ کہ تو نے سر پہ مرے دل ربا کیادل ہی وہ جانتا ہے کہوں کیا میں کیا کیاjo kuchh ke tū ne sar pe mire dil rubā kiyādil hī vo jāntā hai kahūñ kyā maiñ kyā kiyā
- جو مر گئے تری چشم سیاہ کے مارےنہ حشر کو بھی اٹھیں گے نگاہ کے مارےjo mar ga.e tirī chashm-e-siyāh ke mārena hashr ko bhī uṭheñge nigāh ke māre
- جی بھرا آتا ہے خالی مے کا پیالہ دے گیادیکھیو کیا آج ہم کو شوخ بالا دے گیاjī bharā ātā hai ḳhālī mai kā pyāla de gayādekhiyo kyā āj ham ko shoḳh bālā de gayā