Poet
Momin Khan Momin
مومن خان مومن1800–1852
Poems
- آگ اشک گرم کو لگے جی کیا ہی جل گیاآنسو چو اس نے پونچھے شب اور ہاتھ پھل گیاāg ashk-e-garm ko lage jī kyā hī jal gayāānsū chau us ne poñchhe shab aur hāth phal gayā
- آنکھوں سے حیا ٹپکے ہے انداز تو دیکھوہے بو الہوسوں پر بھی ستم ناز تو دیکھوānkhoñ se hayā ṭapke hai andāz to dekhohai bū-e-ilāhosūñ par bhī sitam nāz to dekho
- اثر اس کو ذرا نہیں ہوتارنج راحت فزا نہیں ہوتاasar us ko zarā nahīñ hotāranj-e-rāhat fazā nahīñ hotā
- اس وسعت کلام سے جی تنگ آ گیاناصح تو میری جان نہ لے دل گیا گیاis vusat-e-kalām se jī tang ā gayānāseh to merī jān na le dil gayā gayā
- اعجاز جاں دہی ہے ہمارے کلام کوزندہ کیا ہے ہم نے مسیحا کے نام کوejāz jāñ dahī hai hamāre kalām kozinda kyā hai ham ne masīhā ke nām ko
- اگر غفلت سے باز آیا جفا کیتلافی کی بھی ظالم نے تو کیا کیagar ġhaflat se bāz āyā jafā kītalāfī kī bhī zālim ne to kyā kī
- الٹے وہ شکوے کرتے ہیں اور کس ادا کے ساتھبے طاقتی کے طعنے ہیں عذر جفا کے ساتھulṭe vo shikve karte haiñ aur kis adā ke sāthbe tāqatī ke ta.ane haiñ uzr-e-jafā ke sāth
- امتحاں کے لیے جفا کب تکالتفات ستم نما کب تکimtihāñ ke liye jafā kab takiltifāt-e-sitam numā kab tak
- اے آرزوئے قتل ذرا دل کو تھامنامشکل پڑا مرا مرے قاتل کو تھامناai ārzū-e-qatl zarā dil ko thāmnāmushkil paṛā mirā mire qātil ko thāmnā
- تاثیر صبر میں نہ اثر اضطراب میںبیچارگی سے جان پڑی کس عذاب میںtāsīr sabr meñ na asar iztirāb meñbechārgī se jān paṛī kis azāb meñ
- تا نہ پڑے خلل کہیں آپ کے خواب ناز میںہم نہیں چاہتے کمی اپنی شب دراز میںtā na paṛe ḳhalal kahīñ āp ke ḳhvāb-e-nāz meñham nahīñ chāhte kamī apnī shab-e-darāz meñ
- تم بھی رہنے لگے خفا صاحبکہیں سایہ مرا پڑا صاحبtum bhī rahne lage ḳhafā sāhabkahīñ sāya mirā paṛā sāhab
- تھی وصل میں بھی فکر جدائی تمام شبوہ آئے تو بھی نیند نہ آئی تمام شبthī vasl meñ bhī fikr-e-judā.ī tamām shabvo ā.e tū bhī nīnd na ā.ī tamām shab
- ٹھانی تھی دل میں اب نہ ملیں گے کسی سے ہمپر کیا کریں کہ ہو گئے ناچار جی سے ہمṭhānī thī dil meñ ab na mileñge kisī se hampar kyā kareñ ke ho ga.e nāchār jī se ham
- جلتا ہوں ہجر شاہد و یاد شراب میںشوق ثواب نے مجھے ڈالا عذاب میںjaltā hūñ hijr shāhid-o-yād-e-sharāb meñshauq-e-savāb ne mujhe ḍālā azāb meñ
- جو تیرے منہ سے نہ ہو شرمسار آئینہتو رخ کرے سوئے آئینہ وار آئینہjo tere muñh se na ho sharmsār ā.īnatū ruḳh kare sū-e-ā.īna vār ā.īna
- جوں نکہت گل جنبش ہے جی کا نکل جانااے باد صبا میری کروٹ تو بدل جاناjūñ nik.hat gul jumbish hai jī kā nikal jānāai bād-e-sabā merī karvaṭ to badal jānā
- چل پرے ہٹ مجھے نہ دکھلا منہاے شب ہجر تیرا کالا منہchal pare haṭ mujhe na dikhlā muñhai shab-e-hijr terā kālā muñh
- دفن جب خاک میں ہم سوختہ ساماں ہوں گےفلس ماہی کے گل شمع شبستاں ہوں گےdafn jab ḳhāk meñ ham soḳhta sāmāñ hoñgefals-e-māhī ke gul-e-sham-e-shabistāñ hoñge
- دل بستگی سی ہے کسی زلف دوتا کے ساتھپالا پڑا ہے ہم کو خدا کس بلا کے ساتھdil bastagī sī hai kisī zulf-e-dūtā ke sāthpālā paṛā hai ham ko ḳhudā kis balā ke sāth
- دل قابل محبت جاناں نہیں رہاوہ ولولہ وہ جوش وہ طغیاں نہیں رہاdil qābil-e-mohabbat jānāñ nahīñ rahāvo valvala vo josh vo tuġhyāñ nahīñ rahā
- دل میں اس شوخ کے جو راہ نہ کیہم نے بھی جان دی پر آہ نہ کیdil meñ us shoḳh ke jo rāh na kīham ne bhī jān dī par āh na kī
- دیدۂ حیراں نے تماشا کیادیر تلک وہ مجھے دیکھا کیاdīda-e-hairāñ ne tamāshā kiyāder talak vo mujhe dekhā kiyā
- دیکھ لو شوق نا تمام مراغیر لے جائے ہے پیام مراdekh lo shauq nā tamām mirāġhair le jā.e hai payām mirā
- ڈر تو مجھے کس کا ہے کہ میں کچھ نہیں کہتاپر حال یہ افشا ہے کہ میں کچھ نہیں کہتاḍar to mujhe kis kā hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtāpar hāl ye ifshā hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtā
- راز نہاں زبان اغیار تک نہ پہنچاکیا ایک بھی ہمارا خط یار تک نہ پہنچاrāz-e-nihāñ zabān-e-aġhyār tak na pahuñchākyā ek bhī hamārā ḳhat-e-yār tak na pahuñchā
- رویا کریں گے آپ بھی پہروں اسی طرحاٹکا کہیں جو آپ کا دل بھی مری طرحroyā kareñge āp bhī pahroñ isī tarahaṭkā kahīñ jo āp kā dil bhī mirī tarah
- سودا تھا بلائے جوش پر راتبستر پر بچھائے نشتر راتsaudā thā balā-e-josh par rātbistar par bichhā.e nashtar rāt
- شب تم جو بزم غیر میں آنکھیں چرا گئےکھوئے گئے ہم ایسے کہ اغیار پا گئےshab tum jo bazm-e-ġhair meñ ānkheñ churā ga.ekhoe ga.e ham aise ke aġhyār pā ga.e
- شوخ کہتا ہے بے حیا جانادیکھو دشمن نے تم کو کیا جاناshoḳh kahtā hai be hayā jānādekho dushman ne tum ko kyā jānā
- صبر وحشت اثر نہ ہو جائےکہیں صحرا بھی گھر نہ ہو جائےsabr vahshat asar na ho jā.ekahīñ sahrā bhī ghar na ho jā.e
- عدم میں رہتے تو شاد رہتے اسے بھی فکر ستم نہ ہوتاجو ہم نہ ہوتے تو دل نہ ہوتا جو دل نہ ہوتا تو غم نہ ہوتاadam meñ rahte to shād rahte use bhī fikr-e-sitam na hotājo ham na hote to dil na hotā jo dil na hotā to ġham na hotā
- غصہ بیگانہ وار ہونا تھابس یہی تجھ سے یار ہونا تھاġhussa begāna vār honā thābas yahī tujh se yār honā thā
- غیروں پہ کھل نہ جائے کہیں راز دیکھنامیری طرف بھی غمزۂ غماز دیکھناġhairoñ pe khul na jā.e kahīñ rāz dekhnāmerī taraf bhī ġhamza-e-ġhammāz dekhnā
- قہر ہے موت ہے قضا ہے عشقسچ تو یوں ہے بری بلا ہے عشقqahr hai maut hai qazā hai ishqsach to yūñ hai burī balā hai ishq
- کرتا ہے قتل عام وہ اغیار کے لیےدس بیس روز مرتے ہیں دو چار کے لیےkartā hai qatl-e-ām vo aġhyār ke liyedas bīs roz marte haiñ do chār ke liye
- گر غیر کے گھر سے نہ دل آرام نکلتادم کاہے کو یوں اے دل ناکام نکلتاgar ġhair ke ghar se na dil ārām nikaltādam kāhe ko yūñ ai dil-e-nākām nikaltā
- لگے خدنگ جب اس نالۂ سحر کا سافلک کا حال نہ ہو کیا مرے جگر کا ساlage ḳhadang jab is nāla-e-sahar kā sāfalak kā hāl na ho kyā mire jigar kā sā
- محشر میں پاس کیوں دم فریاد آ گیارحم اس نے کب کیا تھا کہ اب یاد آ گیاmahshar meñ pās kyūñ dam-e-fariyād ā gayārahm us ne kab kiyā thā ke ab yād ā gayā
- مومنؔ خدا کے واسطے ایسا مکاں نہ چھوڑدوزخ میں ڈال خلد کو کوئے بتاں نہ چھوڑmomin ḳhudā ke vāste aisā makāñ na chhoṛdozaḳh meñ ḍāl ḳhuld ko kū-e-butāñ na chhoṛ
- میں اگر آپ سے جاؤں تو قرار آ جائےپر یہ ڈرتا ہوں کہ ایسا نہ ہو یار آ جائےmaiñ agar āp se jā.ūñ to qarār ā jā.epar ye ḍartā hūñ ke aisā na ho yār ā jā.e
- نہ انتظار میں یاں آنکھ ایک آن لگینہ ہائے ہائے میں تالو سے شب زبان لگیna intizār meñ yāñ ānkh ek ān lagīna hā.e hā.e meñ tālū se shab zabān lagī
- وعدۂ وصلت سے دل ہو شاد کیاتم سے دشمن کی مبارک باد کیاva.ada-e-vaslat se dil ho shād kyātum se dushman kī mubārak bād kyā
- وعدے کی جو ساعت دم کشتن ہے ہماراجو دوست ہمارا ہے سو دشمن ہے ہماراva.ade kī jo sā.at dam-e-kashtan hai hamārājo dost hamārā hai so dushman hai hamārā
- وہ جو ہم میں تم میں قرار تھا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہووہی یعنی وعدہ نباہ کا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہوvo jo ham meñ tum meñ qarār thā tumheñ yād ho ke na yād hovahī ya.anī va.ada nibāh kā tumheñ yād ho ke na yād ho
- وہ کہاں ساتھ سلاتے ہیں مجھےخواب کیا کیا نظر آتے ہیں مجھےvo kahāñ sāth sulāte haiñ mujheḳhvāb kyā kyā nazar āte haiñ mujhe
- ہم رنگ لاغری سے ہوں گل کی شمیم کاطوفان باد ہے مجھے جھونکا نسیم کاham rang lāġharī se hūñ gul kī shamīm kātūfān-e-bād hai mujhe jhonkā nasīm kā
- ہم سمجھتے ہیں آزمانے کوعذر کچھ چاہیئے ستانے کوham samajhte haiñ āzmāne kouzr kuchh chāhiye satāne ko
- ہو نہ بیتاب ادا تمہاری آجناز کرتی ہے بے قراری آجho na betāb adā tumhārī ājnāz kartī hai be qarārī āj
- ہوئی تاثیر آہ و زاری کیرہ گئی بات بے قراری کیhuī tāsīr āh-o-zārī kīrah ga.ī bāt be qarārī kī